
Hazrat Anas Bin Malik RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Kisi Bande Ka Iman Us Waqt Tal Duroost Nahin Hota Jab Tak Us Ka Dil Duroost Na Ho Aur Dil Us Waqt Tak Duroost Nahin Hota Jab Tak Us Kee Zubaan Duroost Na Ho Jaa’e, Aur Ko’i Bhi Shakhs Us Waqt Tak Jannat Me Daakhil Nahin Ho Sakta Jab Tak Ki Us Ka Padausi Us Kee Aziyyat Se Mehfooz Naa Ho Jaa’e.”
–
Refrence 📚
[Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 03/198, Raqam-13071,
Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 01/41, Raqam-08,
Quda’iy Fi Musnad-ush-Shihab, 02/62, Raqam-887,
Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif,
03/240, Raqam-3860,
Ibn Rajab Hanbali Fi Jaame’-ul-Uloomi Wa Al-Hikam Fi Sharh Khamsina
Hadithan Min Jawami’ Al-Kalim, 01/75,
Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 01/59,
Ibn Rajab Hanbali Fi Jaame’-ul-Uloomi Wa Al-Hikam Fi Sharh Khamsina
Hadithan Min Jawami’ Al-Kalim, 01/148,
Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi صلى ال