Syeda Zainab SalamUllahAlaiha Ka Farman aur Wadah..Allama Syed Tayyab Shah Gillani.

Advertisement

Hayat‐e‐Waris:Jouney’s of Alampannah Hazrat Waris Pak Rehmatullahi Alaihi AJMER 

download

 

AJMER 

When people began to travel towards Ajmer Shareef to participate in the anniversary of Hazrat 
Khawja Gharib‐e‐Nawaz, Chaudhery Bakhsh’s  father also went  there  to visit  the shrine. After 
his  return  from  there  he  said,  “I  learnt  at  Kishangadh  that  Sarkar  Waris  left  for  Ajmer  the 
previous day.  I also went  there and learnt  that our Sarkar was camping in  the house of Syed 
Ehsan  Ali,  next  morning  I  went  to  meet  him  but  he  was  preparing  to  continue  his  further 
journey towards Bombay.”  
The  attendant  of  the  holy  shrine  of  Ajmer  and  important  personages  pleaded  with  folded 
hands  entreating  our  Saint  to  participate  in  the  Saint’s  anniversary  which  was  about  to  be 
celebrated. He yielded to their request and stayed 
for  two weeds more. Many  seekers  of  truth including Abdullah  the well  known  sculptor and 
wealthy person joined his cult of mysticism.. The next day Abdullah made his daughter, named 
Bi‐Ban his disciple. At that time Sarkar Waris delineated the ills and evils of worldly life and it had  an  immediate  effect  on  the  minds  of  those  present  there  especially  Bi‐Ban  whose  pure 
heart  imbibed  our  Saints  moral  precepts.  Forgetting  her  close  relations  and  strangers,  she 
absorbed  herself  in  meditation  and  communion  with  her  Lord.  According  to  our  Sarkar’s 
advice she remained day and night at the shrine. She earned a distinctive name as, “Bi‐Ban the 
pious lady  of  the  shrine.” Omit to  enjoy  her  blessings  and  bounties.  In  1380 Hijrah  her  soul 
flew to Heaven and earned an immortal name by her selfless devotion and service to common 
weal and woe.  
One day, Sarkar after paying a visit to the shrine was sitting near a well, when unexpectedly a 
murshid  of Naushaba  sect  came  and  fell  on  his  feet. With  tears  gushing  forth  from  his  eyes, 
desired  to  say  something,  with  a  ripple  of  smile  on  his  cheeks Our  Saint  embraced  him  and 
said, “Is it  for this you were awaiting?” He replied, “My benevolent maser, my long cherished 
desire has been fulfilled.” 
When he was relieved of his heart’s burden the people enquired the main object of his visit to 
our  Sarkar.  In  reply  the  murshid  said,  “What  should  I  tell  you:  My  patron  Saint  Saien 
(mendicant)  Nasrulla  Shah  Ekrangi  was  residing  at  Mount  Abu.  When  the  time  for  his 
departure from this mundane world was nearing I besought him to bless me with a piece of his 
inspiration saying, “favour this dog, a piece of bone.” He advised me to go to Ajmer and await 
the arrival of a young man from Oudh. Furnishing a description of his features and assuring me 
that  my  problem  would  be  solved.  Since  the  past  twelve  years.  I  have  patiently  awaited  his 
arrival. God ultimately fulfilled my heart’s craving.” 
After  a  few  days  stay  with  our  Saint  he  was  advised  to  return  to  the  shrine  of  his  former 
spiritual  guide  and  follow  his  precepts.  He  was  also  advised  without  personal  motives  to 
provide water to the thirsty and prefer death rather than to stretch his hands before others. 
Observing our Saint’s spiritual bounties by which the common people benefitted, the high class 
spiritual leaders classified Sarkar Waris Ali Shah as a Saint of highest rank and acknowledged 
his grandeur. There, many people were willing to be his constant companions but he declined 
their offer and started alone. 

Zikr e Hazrat Waris Pak Rehmatullahi Alaihi part 4

download

Hazrat ke khandaan ki biwiya najar hazrat Fatima ki sang khane jab aati thi to pahle unko chuna khilaya jata tha agar chune ka asar juban na hua to unko singh khilate the . hazrat ke dada saiyyed salamat Ali rehmatulllahi alaihi zalaal maarfat aur kamala haqiqat se arasta the, unke walid saiyed karam ullah ki jaat barkaat majmooye safaat thi . unke walid meera saiyed ahmed aur unke walid saiyed abdul ahad aur unke walid saiyed umar noor aur unke walid saiyed jainulaabdeen aur unke walid saiyed umar shah aur unke walid saiyed abdul wahid unke walid sai yed abdul ahad aur unke walid saiyed alaauddin ala buzurg aur unke wallid saiyed azizuddin aur unke walid saiyed ashraf ami talib se daras tadrees rashad wa hidayat aur taalim wa talkeen ka faiz jari tha.

Hazrat ke abba wajidaad hazrat imam musa qazim alaihissalam ki aulaad me se the. Hazrat abi talib nishapur se tarak sakoot karke ahlo ayaal Hindustan rawana hue . hazrat imam musa qazim alaihissalam ke mazaar par anwaar par hazir hue aur arz kiya ki ham Hindustan jate hai. Lekin nasab me daag nahi lagayenge fir dua di ki ki hamko toufik dijiye ki ham is par karband rahe , hazrat ashraf abi talib Hindustan pahunche aur kantoor me mustkill sakoonat ikhtiyar farmayi ek muddat daraaj tak hazrat ke abba ke wajidaad ne kantoor me kayyam farmaya fir abdul ahad se farmaya ke kantoor ke bajaye kahi or raha jaye . chunache san, me unhone kantoor se sakoonat tark karke dewa ka kasd kiya jo bad me dewa sharif kahlaya .

Maula Ali AlaihisSalam ka Zikr e Jameel 10

Ek riwayat me Hazrat Abu Zar Radiallahu anhoo se marvi hai ke Huzoor Nabi Akram this ne
farmaya: Ali AlaihisSalam ki misaal tumhare darmiyan ya farmaya: Is ummat me Gilaaf waale Kaaba ki si hai. Uski taraf dekhna Ibadat hai aur Uski taraf Haj karna
farz hai.”

Is Hadees ko Imam ibne Asakir ne riwayat kiya hai.

“Ek riwayat me Hazrat Aaisha Siddiqa SalamUllahAlaiha se marvi hai ke Huzoor
Nabi Pakﷺ ne farmaya: Ali (AlaihisSalam ) ka Zikr karna Ibadat hai

Is Hadees ko Imam Dailami aur ibne Asakir ne riwayat kiya hai.

“Hazrat Umme Salma SalamUllahAlaiha bayan farmati hain ke maine suna ke Huzoor Nabi Akram ﷺ farmate: Ali aur Quran ka choli-daaman ka saath hai. Ye dono hargiz juda nahi honge yahan tak ke Mere paas
Hoz-e-Kausar par (ikatthe) aayenge.

Is Hadees ko Imam Hakim aur Tabrani ne riwayat kiya hai. Imam Hakim ne
farmaya: Is Hadees ki Sanad Saheeh hai.

Hazrat Jabir bin Abdullah Radiallahu anhoo se marvi hai ke farmate hain ke maine Huzoor Nabi Akram ﷺ ko Hazrat Ali AlaihisSalam se farmate hue suna: Ay Ali! log juda juda nasab se talluq rakhte hain Jabki Mai aur Tum ek he Nasab se hain.Phir Aap ﷺ ne
(Surah Ar-Ra’ad ki is Aayat-e-Mubaraka ki) tilawat
farmayi: ‘Aur anguron ke baagat hain aur khetiyan hain aur khajooron ke darakht hain, jhund-daar aur bagair jhund ke, un (sab) ko ek he paani se
sairab kiya jata hai’.

Is Hadees ko Imam Hakim aur Tabrani ne riwayat kiya hai. Imam Hakim ne
farmaya: Is Hadees ki sanad Saheeh hai.