Mola Ali AlaihisSalam Ka Ghar Nabion ke Gharon Se Afzal Hai By Allama Syed Tayyab Shah Gillani.

Advertisement

Maula Ali AlaihisSalam ka Zikr e Jameel 11

Hazrat Abdullah ibne As’ad bin Zuraarah Radiallahu anhoo apne waalid se riwayat bayan karte hain ke usne bayan kiya ke Huzoor Nabi Akram ﷺ ne farmaya: Meri taraf Ali ke baareme 3 baaton ki Wahi ki gayi: Beshaq wo (Ali AlaihisSalam) musalmano ka Sardar hai. Aur Muttaqeen ka Imam hai aur (Qayamat ke roz) Noorani
chehre waalon ka Laaid hai.

Is Hadees ko Imam Hakim aur Tabrani ne riwayat kiya hai. Imam Hakim ne
farmaya: Is Hadees ki sanad Saheeh hai.

Hazrat Hubairah Radiallahu anhoo
se riwayat hai ke Imam Hasan ibn Ali AlaihisSalam ne hame Khutba diya aur farmaya: Guzishta kal tumse wo Hasti juda hogayi hai Jinse naa to guzishta log ilm me sabqat le sake aur naa he baadme aane waale Unke Martaba-e-ilmi ko paa sakenge. Huzoor Nabi Akram ﷺ Unko Apna Jhanda dekar bheja karte they aur Jibrael AlaihisSalam Aapki daayin taraf aur Mikaael AlahisSalam Aapki baayin taraf hote they aur Aapko fatah ata hone tak wo Aapke saath rehte they.”. Is Hadees ko Ahmed, Nasai, ibne Hibban aur ibne Abi Shaiba ne riwayat kiya hai. Aur Imam Haisami ne farmaya: Is Hadees ko Imam Ahmed ne bahot mukhtasaran bayan kiya aur Imam Ahmed ki Isnaad, aur bazzaar ke baaz turq aur Tabrani ki Al-Kabir ki Isnaad Hasan hai.

Zikr e Hazrat Waris Pak Rehmatullahi Alaihi part 5

download

Dewa pahunch hazrat saiyed abdul ahad may ahlo ayaal wahi rahne lage aur daras wa tadrees aur marshad ki hidayat me mashgool rahkar logo ko fal pahunchaya .

Hazrat ke khandan ke afrad ke dewa sharif me bahut izzat ki nigaah se dekha jata tha . saiyed hone ke alaawa unka jahad taqwa inkasaari aisaar sakhawat tabkal kanaa’at jesi ruhani khubiya unko ek aala buland martaba aur muqam dilane ke liye kafi thi.

WALEDIEN OR WILADAT

Hazrat ke waledien sahi nasab sadat se the.

WALID MAJID

Hazrat ke walid majid ka nam nami isme girami saiyed qurban ali shah hai . wah saiyed salamat ali ke sahabzade the,. Unka ek bhai bhi thi jiska naam saiyed khurram ali hai. Hazrat ke walid majid khandan sadat ke khsail hasil the, jahid wa taqwa afudar gujaar luft wa karam fayyaji wa sakhawat halam wa wurddbari aur azizi wa anfasaari inki numaya khasusiyat thi . aloom jahiri se bhi apko acha hissa mila tha. Kanaayat wa tabkal unkaa shaar tha. Akhoot barbaasri unka maslak tha muhabbbat unka murshaw tha unhone apni khandani khyaat ko jinda rakha fakroo faka ko aziz rakhte the.

WALIDA MAJIDA

Hazrat ki walida majida ka nam saiyed bibi sakina hai wah chaandan biwi naam se mash’oor thi . wah saiyed sher ali ki dukhtar nek akhter thi . wah nihayat paak baaz khuda taras aur paak daman khatoon thi . khandani sadaat se thi wah badi aabid wa jahid thi .

AAPKE NANA

Hazrat ke nana ka naam saiyed sher alit ha jo saiyed karam Allah ke sahabzade the.

BAHAN

Hazrat ki bahan ki shadi hazrat saiyed khadim ali shah se hui thi.

Hayat‐e‐Waris:Jouney’s of Alampannah Hazrat Waris Pak Rehmatullahi Alaihi Bombay

NAGORE 
The first person to become his disciple when he arrived in Nagore was Maulvi Hussein Bakhsh, 
an  important  resident  and  a  Saint’s  son.  Sarkar  Waris  was  a  guest  of  his  for  three  days 
accepting his invitation. Everyday people assembled in large numbers to benefit from his sane 
and saintly advice but he soon started towards Bombay unwilling to prolong his stay there.

BOMBAY 
Nearing  Bombay  Haji  Yakoob  Sait  met  him  and  enamoured  by  his  genial  temperament  and 
deep  spiritual  aura  begged  Sarkar  Waris  to  accompany  him  to  his  house  where  he  and  his family became his disciples. He had the honour of being the first host of our Sarkar in Bambay. 
Here also people flocked everyday to hear his sayings full spiritual guidance.  
From  our  Saints  sayings it is  gathered  that  while  he  was  the  guest  of  Khan  Bahadur Maulvi 
Syed Fazal Imam Warisi at Bambay, Mr. Ibrahim Memon who held the post of munsiff visited 
our  Saint  to  become  his  disciple.  Our  Sardar  learnt  that  he  was  a  Memon  and  enquired  his 
name.  He  said  his  name  was  Ibrahim  Zakria.  Our  Saint  enquired  “Are  you  the  son  of  Haji 
Zakria?” 
He replied, “No, I am his grandson,” 
Sarkar asked, “Do you know me?” 
He said, “I’ve heard of your name.” 
Then our saint said, “When I was fifteen years old, he 
became my disciple along with his whole family.”

VOY AGE FROM BOMBAY TO JEDDAH 
While awaiting the arrival of the ship his host decided to arrange some servants to look after
him  in  the  ship.  Disliking  this  Sarkar  boarded  the  sailing  ship  with  his  rug  draped  over  his
shoulder like any ordinary traveller and spreading his blanket lay down in a corner of the ship