Maula Ali AlahisSalam ka Faiz Silsala e Naqshbandiya par…

Advertisement

Hayat‐e‐Waris:Jouney’s of Alampannah Hazrat Waris Pak Rehmatullahi Alaihi JAIPUR 

download

JAIPUR 
From  there  our  Saint  trekked  to  Jaipur  where  a  warm  reception  was  accorded  by  all 
communities. The Rajah also joined his fold and became his devoted disciple. Next day his Rani 
also  followed  in  the  footsteps  of  her  husband  and  due  to  her  repeated  request  our  Saint 
accepted her invitation. During his stay at Jaipur hundreds of Hinduds and Muslims became his 
disciples. He asked them to cultivate the love of God and render human service. 
Risaldar  Jaleel  Khan  Sahib  on  behalf  of  Hindus  and  Muslims  requested  our  Saint  to  show  a 
correct way by which the heart should become fit to cultivate Divine love. Instantly our Saint replied,  “Sympathy  with  humanity  and  noble  treatment  to  everyone  with  out  distinction  of 
wealth  and  poverty  as  they  are  God’s  obedient  servants  and  are  creatures  of  his  artistry 
worthy to be remembered. By this way you will achieve Divine Love. This is the fundamental 
basis of Sufism cult.” Hearing this, the zeal of the audience bubbled with fervour and in honour 
of his visit they came forward to build a travellers rest house, open to people of all castes and 
creed. 
Hearing  their  laudable  generosity  our  Saint  felt  happy  and  said  they  will  be  honoured  and 
included  among  the  friends  of  God.  A  Hindu  noble  gentleman  amongst  the  audience  came 
forward and  promised  to  send a  poor Muslim  to  perform Hajj every  year  bearing  the entire 
expenditure  of Hajj and  feeding  his  family  during  his absence. Our Saint  smilingly  said,  “Oh! 
You want to perform Hajj, sitting in your house.  
Another person promised to endow the rest of his house as an income for the poor and down‐
trodden.  The  people  of  Jaipur  were  benefitted  by  the  august  and  venerable  presence  of  our 
Saint.  
After a week’s stay he made up his mind  to continue his journey  from Kishangadh  to Ajmer. 
Chaudhery Khuda Bakhsh Warisi resident of Agra and a building contractor stated how he and 
his father became the disciples of our Saint. The father expressed his desire to accompany our
Saint to our Saint. The father expressed his desire to accompany our Saint to perform Hajj but 
was  advised  to  go  separately  and  God  willing  they  might  meet  again  at  Agra.  Then  Sarkar 
Waris  took  his  way  to  Fatehpur  Sikri.  After  the  Saint’s  departure  there  was  a  sudden  and 
complete  change  in  his  father’s  behaviour  due  to  separation  from  his  spiritual  guide.  He 
washed  his  hands  off  from  all  his  business.  Actually  he  was  seen  behaving  like  a  man  of 
unbalanced min weeping and sitting aloof in some corner from din and stir of the world. 

Zikr e Hazrat Waris Pak Rehmatullahi Alaihi part 3

download

Silsila e waarsiya hazrat hazi saiyyed waris ali shah rehmatullahi alahi se jari hua. Hazrat hazi saiyyed waris ali shah rehmatullahi alaihi ruhaani kahkashah hai. Ek taab darkhshah sitara hai. Jiski roshni me chalak lakho afrad manjil maqsood par pahunche hai.

Hazrat waris ali shah sahib ki woh shaan hai jis par har shaan qurban hai hazrat deen ki azmat ki parwan hai kishwaar irfan ke sultan hai. Kitab ishk anwan hai gunjnaye maarfat ke irfaan hai ishq haqiqi dastan hai gareebo ke nigehbaan hai hazrat se kareeb hone ka har ek ka armaan hai.

Ali ke ladle or bibi Fatima ke jaan hai. Mehboobe yajda aur dilbar nabi jishan hai ganj faizan hai hamayi aftad gaan hai.

Hazrat ka khandan nishapur ki tha . hazrat ke abao azdaad jahad ba taqwa inkisari rabaadari saadgi sabro astklaat tabkal qanaa’at ke liye mashoor the panjatan paak ki muhabbat is khandaan ka tareho imtiyaj hai . hazrat ke khandan ke afraad shadi vivah me bhi badi ahtiyat baratte the. Khandan se bahar shadi karna ya khandan se bahar apni beti dena hazrat ke aabao azdad kisi halat me kisi surat me bhi gwara nahi karte the .gair kafu me khandan ke kisi farad shadi nahi hui saiyyed ki pehchan ye kahi jati hai ki in par aag asar nahhi karti chunache imtihan ke tour par hazrat ke khandan ke ek farad ke daman par aag lagayi gayi . lekin hua yeh ki aag unke daman ko na jala saki hazrat apne khandan ke mautallik farmate hai…

Maula Ali AlaihisSalam ka Zikr e Jameel 9

Ek riwayat me Hazrat Anas bin Maalik Radiallahu anhoo se marvi hai aur yehi riwayat Hazrat Abu Hurairah Radiallahu anhoo, Hazrat Muaaz ibne Jabal Radiallahu anhoo se bayan karte hain ke Huzoor Nabi Akram ﷺ ne farmaya: Ali (as) ke Chehre ko takna Ibadat
hai.”

Is Hadees ko Imam ibne Asakir aur Dailami ne riwayat kiya hai.

“Ek taweel riwayt me Hazrat Taleeq ibne Muhammad Radiallahu anhoo bayan karte hain ke maine Hazrat Imran bin Hussain ko dekha ke wo Hazrat Ali AlaihisSalam ko tikaki lagakar dekhrahe they. Kisine Unse pucha (ke aap aisa kyun karrahe hain?) Unhone farmaya: Maine Huzoor Nabi Akram ﷺ ko farmate hue suna hai: Ali ke Chehre ki taraf dekhna ibadat hai.”

Is Hadees ko Imam Tabrani ne riwayat kiya hai.

Hazrat Souban Radiallahu anhoo aur Hazrat Jabir ibne Abdullah Radiallahu anhoo dono ne
bayan kiya ke Huzoor Nabi Akram ﷺ ne farmaya: Ali ki taraf dekhna
Ibadat hai.” Is Hadees ko Imam ibne Asakir ne riwayat kiya hai.

Ek riwayat me Hazrat Aaisha Siddiqa SalamUllahAlaiha bayan karti hain ke Maine apne Waalid Hazrat Abu Bakr Radiallahu anhoo un ko dekha ke wo kasrat se Hazrat Ali AlaihisSalam ke Chehre ki taraf dekha karte they. So Maine Unse pucha: Ay Abbajaan! kya wajah hai ke Aap kasrat se Hazrat Ali AlaihisSalam in ke Chehre ki taraf takte rehte hain? Hazrat Abu Bakr Siddiq Radiallahu anhoo ne farmaya: Ay Meri Beti! Maine Huzoor ! Nabi Akram ﷺ ko farmate suna: Ali ke Chehre ko takna Ibadat hai.”

Is Hadees ko Imam ibne Asakir ne riwayat kiya hai. Ek riwayat me Hazrat Aaisha Siddiqa SalamUllahAlaiha se marvi hai ke Aapne bayan kiya: Huzoor Nabi Akram ﷺ ne farmaya: Ali (AlaihisSalam) ki taraf dekhna Ibadat tu hai.”

Is Hadees ko Imam ibne Asakir ne riwayat kiya hai.

Ek riwayat me Hazrat Abdullah ibne Abbas Radiallahu anhoo bayan karte hain ke
Hazrat Usman Radiallahu anhoo hai Hazrat Ali AlaihisSalam in ki taraf aaye aur unhe apne paas aane ke liye kaha, so (jab) Hazrat Ali« , Unke paas aaye to wo unhe lagataar (bagair nazar hataye) dekhne lage. To Hazrat Ali AlaihisSalam unse kaha: Aye : Usman! kya hua? Kya wajah hai ke aap mujhe is tarah musalsal nigaah jamaye dekh rahe hain? Hazrat Usman Radiallahu anhoo ne kaha: Maine Huzoor Nabi Akram ﷺ ko farmate hue suna hai: Ali ki taraf dekhna Ibadat hai.”

Is Hadees ko Imam ibne Asakir ne riwayat kiya hai.