Hadith Bukhari 1754

Hazrat Abdullah bin Abbas رضی اللہ عنہ se Riwayat hai ki (Qabila) Juhaina ki Ek aurat ne Nabi e Akram ﷺ ki Bargah me Hazir hokar Arz kiya : Meri Walida’h ne Hajj ki Mannat maani thi lekin Woh Hajj na kar saki yaha’n tak ki Faut ho gayi. Kya Mai Uski Taraf se Hajj karu’n? Aap ﷺ ne Farmaya : Haa’n Tum Uski Taraf se Hajj karo. Bhala Batao to Agar Tumhari Walida’h par Qarz hota to kya Tum Use Ada nahi karti’n? Pas Allah Ta’ala ka Haq Ada karo kiyo’n ki Woh zyada Haqdaar hai ki Uska Qarz Ada kiya jaye.

(Imam Bukhari, As-Sahih : 1754, Imam Nisayi, As-Sunan : 2632, Imam Ibne Khuzaima, As-Sahih : 3041, Imam Tabrani, Al-Mo’jam ul Kabeer, 12443 – 12444, Imam Baheqi, As-Sunan ul Kubra : 8455)

Advertisement

Hadith Bukhari 1322

Hazrat Aayesha Siddiqa رضی اللہ عنہا se Riwayat hai ki Ek Aadmi Nabi e Akram ﷺ ki Bargah me Haazir hua aur Arz kiya : Meri Walidah achanak faut ho gayi hai’n aur Mera Khayal hai ki Agar Woh (ba-waqt e Naza’a) Guftugu kar Sakti to Sadqa (ki adaygi ka hukm) karti. Agar Mai uski taraf se Khairaat karu’n to kiya use Sawaab pahunchega? Aap ﷺ ne Farmaya : Haa’n

(Imam Bukhari, As-Sahih : 1322, Imam Muslim, As-Sahih : 1004, Imam Abu Daood, As-Sunan : 2881, Imam Nisayi, As-Sunan : 3649, Imam Ibne Maaja, As-Sunan : 2717)

Hadith Kanzul Amaal 11/602,611

Huzoor Nabi E Akram (صلى الله عليه وآله وسلم) Ne Farmaya :
.
Un Logo Ka Kya Hoga Jo Ali Ki Shan Me Gustakhi Karte Hain, Jo Ali Ki Gustakhi Karta Hai Wo Meri Gustakhi Karta Hai Aur Jo Ali Se Juda Hua Wo Mujhse Juda Ho Gaya Beshak Ali Mujhse Hai Aur Mai Ali Se Hu,Uski Takhleeq Meri Mitti Se Hui Aur Meri Takhleeq ibrahim Ki Mitti Se Aur Mai Ibrahim Se Afzal Ji,Hum Me Se Baz Baz Ki Aulad Hain, Allah Ye Sari Bate Sunne Aur Jaan Ne Wala Hai, Wo Mere Baad Tum Sabka Wali Hai
.
Reference:
.
-Ibne Abi Shayba Raqam 12181

-Haysami Majmauz Zawa’id 9/108,109,128

-Nisayi- Khasayis 80,86

-Kanzul Amaal 11/602,611

-Tareekhe Damishq Al Kabir 181,182

-Tabrani M.Awsat 6/162,163
.
Note : Agar Dil Main Ali Nhi Basa Ho To Jahannum Se Azaadi Ka Sochna Bhi Nhi Jahannum Se Azaadi Sirf Unko Naseeb Hogi Jinke Dil Main Maula Ali Ka Piyar Ho
.
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ

INTERESTING BACKGROUND OF THIS FAMOUS PERSIAN STANZA OF HAZRATH SAADI R. A

السلام عليكم ورحمة الله وبركاته،

INTERESTING BACKGROUND OF THIS FAMOUS PERSIAN STANZA OF HAZRATH SAADI R. A:

بلغ العلیٰ بکمالہ
کشف الدجیٰ بجمالہ
حسنت جمیع خصالہ
صلوا علیہ وآلہ

A well-known stanza contains darood shareef – which thousands of people have recited and listened and appreciated it around the globe:

یہ ایک ایسا دورد پاک جس کو الحمد للہ اب تک لاکھوں افراد سن چکے ہیں

One of the most famous rubaye writeen by Hazrat Sheikh Saadi Shirazi (REH) covering the wakiya of meraj of our beloved prophet (sal lal laho tala laihi wasalm) is :

Balaghal-‘ula be-kamaal-e-hi, Kashafad-duja be-jamaal-e-hi, Hasunat jamee’u khisaal-e-hi, Sallu ‘alae-hi wa aal-e-hi …

There is a very intresting wakya behind this stanza or rubaye, when Shaikh Sadi (rehmatullah alaih) wrote this rubaye he was not getting the last line which would complete the rubaye and because of this he was not satisfied and was worried, what is lacking, why i am not abel to complete the last line and in these thaught he slept, what Shaikh Sadi (rehmatullah alaih) saw was unbelivable, He found himself at the bargah of our beloved prophet (sal lal laho tala alaihi wasalam) surronded by sahaba-e-karam (radiaAllah anhum) our beloved prophet (sal lal laho tala alaihi wasalam) asked Shaikh Sadi (rehmatullah alaih) what happen why are you worried what has disturb you,

Hazrat Shaikh Sadi (rehmatullah alaih) replied ya Rasool Allah(sal lal laho tala alaihi wasalam) I have written a rubaye in your praise but i am not getting the last line to complete the stanza, beloved prophet (sal lal laho tala alaihi wasalam) replied read it here what have u written, Hazrat Shaikh Sadi (rehmatullah alaih) read the above lines

“Balaghal-‘ula be-kamaal-e-hi,

which means sarkar-e-do alam (sal lal laho tala alaihi wasalm) went to meraj buy the kamal of his own zaat-e-pak, it was not jibreel nor the buraq which took him they were the protocall officer assinged for the job.

Kashafad-duja be-jamaal-e-hi,

Due to him the darkness vanished and our sarkar-e-do alam (sal lal laho tala alaihi wasalm) filled the entire universe with his noor(jamaal)

Hasunat jamee’u khisaal-e-hi,

and got stuck our beloved prophet(sal lal laho tala alaihi wasalm) then completed the rubaye buy saying Sallu ‘alae-hi wa aal-e-hi …

and in this manner this bueatifull rubaye got completed and Hazrat Shaikh Sadi (rehmatullah alaih) was blessed by the ziyarat of our beloved prophet(sal lal laho tala alaihi wasalm).

بلغ العلیٰ بکمالہ
کشف الدجیٰ بجمالہ
حسنت جمیع خصالہ
صلوا علیہ وآلہ

Translation:

He attained exaltation by his perfection,

He dispelled darkness by his beauty;

Beauteous are all his qualities,

Benediction be on him and his family.

MAY ALLAH SUBHANWATALA BLESS US ALLTHE BOUNTIES OF THIS FAMOUS STANZA.

اللهم صلى وسلم وبارك على سيـدنا ومولانا محمد وعلى آله بقـدر حبك فيه وبجاهه فرج عنا ما نحن فيه

Brief background :

Abū-Muhammad Muslih al-Dīn bin Abdallāh Shīrāzī, better known by his pen-name Saadi, better known by his pen-name as Hazrat Shaikh Sadi (rehmatullah alaih), was one of the major Persian poets of the medieval period. He is recognized not only for the quality of his writing, but also for the depth of his social thoughts.

Born: 1181, Shiraz, Iran

Died: December 9, 1291, Shiraz, Iran

Education: Al-Nizamiyya of Baghdad (1226)

Parents: Abdullah

Books: Gulistan, Bustan, The Bustan of Sa’di, More

Quotes:

Have patience. All things are difficult before they become easy.

The rose and the thorn, and sorrow and gladness are linked together.

I fear God and next to God I mostly fear them that fear him not.

An enemy to whom you show kindness becomes your friend, excepting lust, the indulgence of which increases its enmity.

The best loved by God are those that are rich, yet have the humility of the poor, and those that are poor and have the magnanimity of the rich.

Whenever you argue with another wiser than yourself in order that others may admire your wisdom, they will discover your ignorance.