Zikr e Hazrat Sayyedna Ammar bin Yasir Radiallahu anhoojalilul qadar sahabi rasool

πŸ‘‰πŸ» islam lane wale 8 we shaks

πŸ‘‰πŸ»apky walden islam k sab se pahle shaheed

πŸ‘‰πŸ» rasool allah sallal allaho alyhe wasallam ne apko jannat ki basharat di

πŸ‘‰πŸ» rasool allah sallal allaho alyhe wasallam ne farmaya jo ammar ko bura kahe allah s.w.t usko apni rahmat se door rakhe ga..

πŸ‘‰πŸ»rasool allah sallal allaho alyhe wasallam ky sath tamam gazwe me sharik rahe

πŸ‘‰πŸ»hazrat aisha r.z ko bura kahne walo ko MARDUD KAHTE THE..
(Ref sahsitta)

πŸ‘‰πŸ»daure siddiqi me aqeeda khatme nabovat ky tahffuz ky liye jange yamama me imp role ada kre…

πŸ‘‰πŸ»hazrat umar ne apko kufe ka governor banaya…

πŸ‘‰πŸ»hazrat ali ky hamra jange siffin me shaheed hoe…

πŸ‘‰πŸ»masjid nabvi ki tamir ky dauran rasool allah sallal allaho alyhe wasallam ne apko shahadat ki khabar di thi..
(Ref bukhari)

9th Safar Yaum E Shahdat Hazrat Amma Bin Yasar.,
Shekheen (RehmatULLAH) Ne Abu Saeed O Muslim (RehmatULLAH Aleh) ne Umme Salma (Razi ALLAH Anhu) Aur Abu Qatadah (Razi ALLAH Anhu) se Riwaayat ki Ke Rasool Allah (Ψ΅Ω„Ω‰ Ψ§Ω„Ω„Ω‡ ΨΉΩ„ΩŠΩ‡ ΩˆΨ’Ω„Ω‡ ΩˆΨ³Ω„Ω…) Ne Hazrat Ammar (Razi ALLAH Anhu) se Farmaya,
.
Tumhen Baagi Jama’at Shaheed Karegi, Tum Unhe Jannat Ki Taraf Bulaoge Woh Jannam Ki Taraf Bulaigi
.
Yeh Hadees Mutawatir hai, ise 10 Shabiyon ne Riwaayat kiya hai”.

(Baagi Jamaat Sab Ko Malum Hai Ameer Shaam (Maviya) Ki Fouj Thi.)
.
Reference :

  • Khasais Ul Kubra, Jild#2, Page#239, Matboo’a Daar Ul Kutub, Ilmiyah, Beroot
  • Muwaahib ul Ludinyah, Jild#3, Page#101, Matboo’a Dar ul Qutub ul Ilmiyah, Beroot
  • Sahih Bukhari, Raqam ul Hadees#447-2812
  • Sahih Muslim, Raqam ul Hadees#70-72-73
  • Dalael un Nabuwwah Imam Beh’ki, Jild#2, Page#546
  • Al Mu’jam ul Kabeer lit Tabarani, Jild#1, Page#320,
  • Raqam ul Hadees#954, Matboo’a Maktabah tul Uloom wal Hakam al Mosool.
    .
    Isi Tara Alag Alag Riwayato Ke Saat Aur Thoda Alfaz Aage Peeche Kar Ke Hai πŸ‘‡
    .
  • Al Astiyaab, Zikar Hazrat Ammar Bin Yaasir (Razi ALLAH Anhu), Jild#3, Page#1140, Ba Raqam 1863, Matboo’a Daar Ul Jeel, Beroot
  • Bahwala: Waseela Tul Salaam Ba Nabi (ALEH SALAAM), Page#133, Matboo’a Daar Ul Garb Ul Islaami, Beroot
  • Bahawala: Tehzeeb Ul Asma, Jild#2, Page#351, Ba Raqam#465, MAtboo’a Daar Ul Fiqar, Beroot
  • Bahawala: Al Ahaad O Al Mashaani Zikar Ammaar Bin Yaasir, Jild#1, Page#207, Raqam Ul Hadees 271, Matboo’a Daar Ur Ra’ya Ur Riyaaz
  • Halyat Ul Oliya O Tabqaat O Al Asfiyah Jild#7 Page #197 Matboo’a Daar Ul Kitaab Al Arabi, Beroot
  • Roza ul Anaf Zikar Sumiya Umm e Ammar, Jild#2, Page#338, MAtboo’a Daar Ul Kutub Ilmiyah, Beroot
  • As Seerat Un Nabuwwah Al Maaroof Seerat Ibn-E-Hasshaam, Jild#3, Page#25, Matboo’a Daar Ul Jeel, Beroot … Ect…

Leave a comment