Day: September 1, 2021
हज़रत इमाम जैनुल आबेदीन और एक बूढ़े शामी की गुफ्तगू

एक बूढ़ा शामी हज़रत इमाम जैनुल आबेदीन रज़ि अल्लाहु अन्हु के पास आया और बेअदबाना अन्दाज़ में गुफ्तगू की और सख्त व सुस्त जुमले कहे। वह बूढ़ा हकीकते हाल से बिल्कुल बेख़बर था।
उस बूढ़े ने हज़रत इमाम जैनुल आबेदीन रज़ि अल्लाहु अन्हु से कहा कि तुम कौन हो। हज़रत जैनुल आबेदीन रज़ि अल्लाहु अन्हु ने फरमाया कि ऐ शैख तुमने कुरआन पढ़ा है।
उसने कहा : तुम्हें कुरआन से क्या मतलब ?
इमाम जैनुल आबेदीन रज़ि अल्लाहु अन्हु ने कहा : मैं तुमसे पूछता हूं कि तुमने यह आयत पढ़ी है :
इमाम ने कहा बताओ वह कुर्बा कौन हैं।
बूढ़े ने कहा : वह आले मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम हैं। इमाम ने फरमाया खुदा की कसम हम वही आले मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम हैं।
जब इतना सुना तो वह बूढ़ा बदहवास हो गया। उसने गौर से इमाम जैनुल आबेदीन की शक्ल देखी और पूछा खुदा की कसम क्या आप ही लोग आले मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम हैं।
इमाम ने फरमाया : हां हम ही आले मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम हैं।
उस बूढ़े ने इमाम से रो-रो कर माफी मांगी और कहा : बखुदा हमें उसका इल्म न था। हम को तो कुछ और बताया गया था।
काफिला आगे बढ़ा, लोगों का हुजूम बढ़ता जा रहा था। इब्ने असाकिर ने निहाल बिन अमर से रिवायत की है। वह कहते हैं वल्लाह मैंने बचश्म खुद देखा कि जब सरे मुबारक इमाम हुसैन रज़ि अल्लाहअन्हु को यज़ीदी ने» पर लिए जा रहे थे उस वक्त मैं दमिश्क में था सरे मुबारक के सामने एक शख्स सूरः कहफ की तिलावत कर रहा था जब वह इस आयत पर पहुंचा।
अस्हाबे कहफ और असहाबे रकीम हमारी निशानियों में से थे। उस वक्त सरे इमाम पाक ने फसीह ज़बान में इरशाद फरमाया : असहाबे कहफ के वाकए से मेरा कत्ल और मेरे सर को लिए फिरना अजीब तर है।
The Story of Ashabu Tubbah.
Hazrat Ali position of Surah Ikhlas.

Abdullah Ibn Abbas has Quoted The Messenger of Allah Sallallahu ta’ala wa’ala aale hi Wasallam as Having Said To Imam Ali Alaihisalam: O Ali, Your Position Among People is like the Position of Surah Ikhlas in the Quran. Whoever Recites this Surah once, it is as if he has recited one third of the Holy Quran. Whoever recites it twice, it is as if he has recited two thirds of the Holy Quran and whoever recites it thrice, it is as if he has recited the whole Quran.
Whoever loves you verbally, he has indeed loved one third of Islam. Whoever loves you verbally and whole-heartedly, he has loved two thirds of Islam and whoever loves you with his tongue, heart, and hands and fights the enemies of Islam on your order, his love for Islam is perfect.
I swear by One who has rightfully appointed me as prophet, if those living on the earth love you like the dwellers of heaven, Allah will not punish them with the fire.
References
- Manaqib, Maghazili, pg.69 #100
- Manaqib, Khawarizmi, pg.22 #2
- Yanabi al Mawaddah, Qanduzi, pg. 125
_
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّد
HAZRAT SYED MEERAN HUSSAINI MAKKAH SHAH MADARI Rehmatullah alaih

HAZRAT SYED MEERAN HUSSAINI MAKKAH SHAH MADARI AUWLIYA, QUDDAS SIRRAHU AZIZ, GADIPURA, NANDED, MAHARASHTRA.
Aap Tashkent (Uzbekistan) ke rahnewale the. Aap Hussaini Sadaat hai aur aal e Rasool hai.24 waston se aap ka silsila e nasab Hazrat Moula Ali Radiyallahu Taala Anhu se ja milta hai.
Aap paidashi wali hai,aur bachpan se aap ke kaano me awaz aati thi ki hindustan aao.Jab 14 saal ke hue toh aap ne apne walidain se hindustan jaane ki ijazat mangi aur phir safar e hindustan ke liye nikal pade aur makanpur me Hazrat Qutubuddin Badiuddeen Zinda Shah Madar Quddas Sirrahu Aziz ki bargah me hazir hokar faiziyab hue.Kuch waqt aap wahin bargah me ruke rahe.

Aap ke hindustan aane se pahle hi Qutbul Madar ess duniya se parda farma chuke the.phir aap ko Qutbul Madar ki bargah se hukm hua ki tum Deccan ki taraf safar karo,kyonki tumhare kadamon ki barkat se Deccan me islam ko fatah hasil hogi.Aap ne Qutbul Madar R.A. ki Bargah me khwahish zaahir ki mujhe ek martaba apne watan jakar walidain se milna hai.Phir aap ko mulaqat ke liye ijazat mil gayi.
Phir Aap wahan se wapas Makkah aaye Hajj ka mahina tha ain halat e tawwaf me hazrat Syedna Murtuza Ishqi Rahmatullah Alaih se Aap ki mulaqat hui.Unhone aap ko gale se laga liya ,aap ki peshani ko bosa diya aur wahan par aap ko silsile e madari ki ijazat aur khilafat ata farmai. Isi wajah se aap ko Makkah Shah Kaha jata hai kyonki aap ko ye nematein Makkah me ata hui.

Phir wahan se Hajj Ada Karne ke baad aap wapas apne watan ke liye rawana hue,lekin raste me fatehpur naami ek basti se aap ka guzar hua wahan ek badshah tha jo be aulad tha.Badshah ne apne gulam ke zariye Hazrat Makkah Shah se aulad ke liye dua karne ki guzarish ki toh hazrat ne kaha usey aulad toh hogi par woh usey sambhal nahi payega.Kyonki jo aulad hogi uski kaifiyat bahut zyada jalali hogi.Aap ne dua ki aur badshah ko aulad ata hui jinka Hazrat Naam Fatah Ullah Noori Rahmatullah Alaih Hai.Hazrat Makkah Shah ne Hazrat Fatah Ullah Noori R.A. ko apne sath hi lekar unke watan tashkent pahunch kar aap ne apne walidain se mulaqat ki aur apne safar ke tamam Waqiat unko bataye.
Phir unse Hindustan wapas jaane ki ijazat mangi aur safar ke liye nikal pade.Aap Punjab, Dehli se hote hue Kalyan Pahunche Aur Hazrat Haji Malang Madari Rahmatullah Alaih ki bargah me hazri di aur faiziyab hokar raste me deen e tabligh ka kaam karte hue 932 hijri me shaher e nanded ko apne murideen ke saath tashreef laye.
Us waqt Nanded me gair islami raja ki hukumat thi usne aap ko nanded chodkar wapas jaane ko kaha aur na mane toh elaan e jung ki dhamki di.Jiske jawab me Hazrat Makkah Shah ne jung ko qubool kiya.Aap ne kahan hum bhi yahan se wapas nahi jayenge agar woh hum se jung ki khawahish karta hai.Aap ke chahte pahle murid wa khalifa Hazrat Fatah Ullah Noori R.A. aur tamam dusre murideen ne milkar jung ki aur dushmano ko halak kiya.Par ek Shaqs jo rakkas tha usey aap ne qatl kar diya tha lekin woh phir se zinda ho gaya.Phir aap ne apne Shaykh ko yaad kiya unhone aap ko mitti utha kar us rakkas ko marne ko kaha.Jaise hi aap ne uspar mitti dali woh jalkar khaq ho gaya aur aap ko aur tamam murideen ko fatah hasil hui.
Aapne apne murideen se kaha ki us rakkas ki raakh ko unke khanqah ke bahari darwaze ki sidhiyon ke niche dafn karne ko kaha taki ta qayamat tak aap ke bargah me aane wale uski raakh ko apne kadamo se raundhte hue aap ki bargah me aate rahenge.
Aap ne Nanded aur aas paas ke ilaqe me deen e islam ko roshan karne ka kaam kiya.Aap ne Taqriban nanded me 67 saal qayam kiya hai.Aap ka wisaal 21Muharram 1000 Hijri me Nanded me hua. Aap Ka mazar e mubarak Gadipura, Nanded, Maharashtra me hai.
(Allahu A’alam)
.