Yaum e Shahadat Maula Ali AlaihisSalam 21 Ramzan.

*#Shahadat_e_Maula_Ali۴*

Zameeñ Pe Shor Hai Barpaa, Ali۴ Shaheed Huye..
Yateem Karte Haiñ Giryaa, Ali۴ Shaheed Huye..

Aduu Ne Teg Se Maari Hai Zarb Haider۴ ko,
Lahu Me Tar Hai Musalla, Ali۴ Shaheed Huye..

Udaas Ho ke Ye Kehte Haiñ Masjid-o-Mimbar,
“Salooni” Kaun Kahega, Ali۴ Shaheed Huye..

Jahaañ Se Hote Hai Rukhsat Khuda ke Sher Ali۴,
Ye Ro ke Kehta Hai Kaaba, Ali۴ Shaheed Huye..

Yateemi Aayegi Sar Par Janab-e-Zainabس ke,
Khabar Jo Degi Ye Fizzaس, Ali۴ Shaheed Huye..

Sunayi Deti Hai Kufe Me Aah Yateemoñ ki,
Sisak ke Kehte Haiñ Baba, Ali۴ Shaheed Huye..

Ali۴ ke Gham Me Yuñ Magmuum Saara Aalam Hai,
Malak bhi Padhte Haiñ Nauha, Ali۴ Shaheed Huye..

Tamam Aal-e-Muhammad۴ ko, Ali۴ Waaloñ ko,
Zuber Deta Hai Pursaa, Ali۴ Shaheed Huye..

*यौम ए शहादत*

*21 रमज़ान*


*इस्लाम के पहले इमाम , आक़ा ओ मौला मोहम्मद रसूलल्लाह व माँ सय्यदा ख़दीजा सलामुल्लाह अलैहा के दामाद , हज़रत अबु तालिब इब्ने अब्दुल मुत्तलिब अलैहिस्सलाम व हज़रत फ़ातिमा के बेटे , माँ सय्यदा फ़ातिमा सलामुल्लाह अलैहा के शौहर , आक़ा मौला हसन व मौला हुसैन के बाबा*
*क़ायनात के मौला , हैदर ए कर्रार, गैर ए फ़र्रार, अबु तुराब , वजहुल्लाह , यदुल्लाह , बानी ए आल ए रसूल , शौहर ए बतूल , अमीर उल मोमिनीन ईमाम उल मुस्लिमीन असद उल्लाह हिल गालिब मतलूब ए कुल्ले तालिब , कर्रम उल्लाह वजहुल करीम आक़ा ओ मौला इमाम आली मक़ाम मौला अली इब्ने अबु तालिब अलैहिस्सलाम*

*आपकी शहादत पर सबसे पहले आक़ा ओ मौला मोहम्मद सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम की बारगाह में पुरसा पेश करते है , उसके बाद पंजतन पाक अलैहिस्सलाम 12 इमाम की बारगाह में और तमाम आल ए हाशिम व आल ए अब्दुल मुत्तलिब को , इसके बाद तमाम सादात ए किराम को उनके बाबा का पुरसा पेश करते है,*

*सारे जहाँ में जितने भी मुहिब्बाने आल ए रसूल व अहले बयत को उनके मौला का पुरसा पेश करते है ।*


आप के क़ातिल इब्ने मुलजिम और उसके भेजने वाले और उन तमाम लोगो पर जो इसमे शामिल रहे उन सब पर बेशुमार लानत त क़यामत ।

अल्लाह हुम्मा सल्ले अला मोहम्मद व आला आलेही मोहम्मद सल्लल्लाहो अलैही वसल्लम ।

*कौन पूछेगा भला रिज़्क़ , अली ज़ख़्मी है*
*आज की रात यतीमो की खुदा खैर करे*


The commander of faithful, the father of eloquence, the caretaker of the orphans, the shelter of the needy and the perfect of all humans after Prophet Muhammadﷺ. Born in the House of Allah, Holy Ka’bah, and martyred in the House of Allah, Masjid-e-Kufa. He died on the 21st day of Ramadan 40 A.H.

Imam Ali bin Abi Talib (May Allah be pleased with him) had prophesied his departure from this world several days before hand, and on the day of his martyrdom he mysteriously desired his sons Imam Hasan and Imam Hussain (May Allah be pleased with them) to offer their morning prayers in the house and not to accompany him as they usually did to the mosque of Kufa. When Imam Ali was leaving his abode, the household birds began making a great noise and when one of Imam Ali’s servants attempted to quieted them, Imam Ali said, “Leave them alone, for their cries are only lamentations foreboding my death.”

On the 19th of the month of Holy Ramadan of the year 40 A.H, Imam Ali came to the mosque in Kufa for his morning prayers. Himself gave the call for prayer (Azaan) and became engaged in leading the congregation and was offering Nafilah prayer, during the second prostration. Abd-al-Rahman ibn Muljam pretending to pray, stood just behind Imam Ali, and when he was in a state of prostration, Abd-al-Rahman ibn Muljam dealt a heavy stroke with his three days poisoned sword, inflicting a deep wound on Imam Ali’s head.

This was the time when Imam Ali (May Allah honor his face) uttered his famous words : “Fuzto bi-Rab-il-Ka’bah” – “By the Lord of Ka’bah, I am successful”.
Our Beloved Prophetﷺ had prophesied the assassination of Imam Ali and his issues. Regarding his martyrdom, Messenger of Allahﷺ had said, “O Ali! I see before my eyes thy beard dyed with the blood of thy forehead.”

They assassinated Imam Ali at his finest time – the hour of standing before Allahﷻ, the Exalted, during a prayer of submission, in the best of days, while fasting during the month of Ramadan; during the most glorious Islamic duties, while preparing to wage a holy war, and in the highest and most pure divine places, the Mosque of Kufa.

May joy be to Amir al-Muminin Imam Ali bin Abi Talib (May Allah exalt his face) and a blessed afterlife!
The crime of assassinating Imam Ali remains one of the most cruel, brutal and hideous, because it was not committed against one man, but against the whole rational Islamic leadership. By assassinating Imam Ali, they actually aimed at assassinating the message, the history, the culture and the nation of Muslims embodied in the personality of him. In doing so, the Islamic nation lost its guide of progress, and at the most wondrous opportunity in its life after the Holy Prophetﷺ.

Imam Ali suffered from his wound for three days, and He passed away on 21st of the month of Ramadan at an age of 63 years.

To him we belong and to him shall we return.

May Allah bless us from the knowledge, wisdom, secrets, aid and understanding of Imam Ali(May Allah be pleased with him and us).. Aameen!


21 Ramadan “Yaum-e-Shahadat Maula Ali Alaihissalam”

Abu Sinan Ka Bayan Hai Ke Jab Maula Ali Alaihissalam Zakhmi Thay To Ye Unke Ayadat Ke Liye Gaye Abu Sinan Kehte Hein Maine Arz Kiya Aye Ameer al-Momineen Aap Ki Is Zakhmi Halat Par Mujhe Tashwish Ho Rahi Hai Ameer al-Momineen Ne Farmaya Lekin Khuda Ki Qasam! Mujhe Koi Tashwish Nahi Hai Kyu Ki Sadiq O Masduq Nabi Alaihissalam Ne Mujhe Bata Diya Tha Ke Tumhein Is Is Maqam Par Zakhm Aayenge Ye Kehte Huye Aap Ne Apne Sar Ki Janib Ishara Kiya Phir Waha Se Khun Bahega Hatta Ke Teri Darhi Rangin Ho Jayegi Aur Mujhe Shaheed Karne Wala Is Ummat Ka Sabse Bada Badbakht Hoga Jaisa Ke Oontni Ki Kunchi Kaatne Wala Qaume Samud Ka Sabse Bada Badbakht Tha.

Refrence 📚

(Mustadrak, 4590, Sahih)
(Majma al-Zawaid)

اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَىٰ مُحَمَّدٍ وَعَلَىٰ آلِ مُحَمَّدٍ ❁ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَىٰ اِبْرَاهِيْمَ وَعَلَىٰ آلِ اِبْرَاهِيْمَ ❁ إنَّكَ حَمِيْدٌ مَجِيْدٌ ❁ اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَىٰ مُحَمَّدٍ وَعَلَىٰ آلِ مُحَمَّدٍ ❁ كَمَا بَارَكْتَ عَلَىٰ اِبْرَاهِيْمَ وَعَلَىٰ آلِ اِب

Advertisement

Zikr e Hazrat Waris Pak Rehmatullahi alaihi part 28&29

Ya Waris

AURAD WA WAJAIF

Hazrat ke bataye hue aurad wa wajaif kashbade kaar ki kunji hai.

ROZI ME BARKAT KE WASTE

Hazrat farmate hai :- jo shakhs suray falak wa kasrat padhta hai uski roji me barkat hoti hai.

JISMANI TAQLEEF RAFAA HONE KE LIYE

Hazrat farmate hai :- jo shakhs aaytal kursi ahtimam ke sath padhta hai. uski jismani taqleef door ho jati hai.

IMAN SATH MARNE KE LIYE

Hazrat farmate hai :- namaaj ishaa ke bad tasbeeh Fatima padha karo wa iman maroge.

IZHARE ABDIYAT

Hazrat yah taakid farmate hai ki …

Allah Allah kiya karo…..kyunki jis tarah Allah ke naam ki madaamat bando ka izhare abudiyat hai.

JIKR ISME JAAT

Hazrat ne baaz mureedin wa amtak deen ko isme jaat jalaali tarika se padhne ki takfeen farmayi aur wah is tarah ki Allah ke ha ko pesh ke sath padhna chahiye jis se baab ka izhar ho .

Ek khadim ko hazrat ne Allah ho . taalim farmaya to us ne yah maloom karna chaha ke bil jahar padha jaye ya bil hanfi hazrat ne is ko bataya ..

Tanhai mehaj ho ya sahara bal jahar padhana chahiye aur waqt khafa ke sath .

PART 29
DUROOD SHARIF

Hazrat durood sharif padhne ka taqid farmate the aur khaas tour se jis durood sharif ki aksar hidayat faarmate the wah yah hai….

ALLAHUMMA SALLE ALAA MUHAMMADIW WA’ALA AALE MUHAMMDIW WA BARIK WASALLAM.

SHAGAL SULTAN ALAAJKAAR

Hazrat ke mureedin me jis ko baragaah aeji khaas darja hasil krne ka shouk jok hota aur wah hazrat se arz karta to hazrat isko shagal sultan al jakar taalim wa talkeen farmaate the. Jisse iske andar ek kaifiyat paida hoti thi surat sarmadi yashugool we shugli ya andoye ya shugal sulatan aljakaar garz naam par kuch bhi hai. 21 yah bat yakini hai ki batini tarnoom aur kesiyaat wa wardaat batini ke liye nihayat mufeed aur mo’asar hai.

SABILE NIJAAT

Nijaat ki sabil ke muta’alik jab hazrat se daryaaft kiya gaya to hazrat ne saaf tour par farmaya .

“tum musalman ho tumahari nijaat to isme hai ki sadak dil se LA ILAHA ILLALLAHU MUHAMMADAR RASOOLALLLAH” kaha karo kyunki sahi hadees me hai .

MAN KALAA LA ILAHA ILLALLAHU FADA KHALLLA JANNTA PAS KALMAYE TAYYBA ka bird tum ki jannat ka mustahak kar dega .

MUHABBAT ILAHI KE WASTE

Hazrat farmate hai ki muhabbat ilahi me sarshaar hone ke liye hasab jeel darud sharif kasrat se padhna mukeed hai.

ALLAHUMMA SALLE ALA MUHAMMAD WA ALAIHI BEKADRE HASUNEHI WA JAMALE HI.

RUHANI TARAKKI KE LIYE

Hazrat ne ek shakhs ko taqid farmayi “har waqt ba waju rahnaa durood sharif wa kasrat padhna aur aakhir shaw me “ILLALLAHA” ka jikr karna lekin jikr naga na ho.

TANGDASTI DOOR HONE KE LIYE

Hazrat farmate hai :- jo tasdeek ke sath “ya baasito” padhta hai . wah tandast nahi rahta .

HALAT BEHTAR HONE KE LIYE

Ek shkhs ne apni haalat hazrat ne bayaan ki hazrat ne isko taaqid farmayi ki….. rat ko do raq’Aat namaj nifl ke bad durood taaj padhkar so raha karo magar har raq’at me surah “tak suro” padhna aur sabr ki talkeen ki ist daya karna .

HALKAAYE MUREED DEN

Hazrat ka halkaay mureeden bahut basi tha. Hazrat ke ilaake iradat me khas 2 irdaan man hasbe jail hai.

Daara kha , sultan hussain , ali dada kha , molwi imtiyaj ali farukha badi , hakeem amjad ali kha,. Talib hussain , hafiz gulab shah , moula bakhsh , rumishah ahmad shah , dost Muhammad kha , munshi jahiruddin babu , abdul sattar , firojabadi ,. Masoom shah , deen Muhammad shah ,haji ghode shah , haji makki shah mimkin shah, bibi sakina,haji ramjan shah , hafiz ahmad shah , molwi barkat ulla , haji musa shah , jangal shah , ikram ali shah , wadi ali kha , badnam shah , khuda bakhs , haroon , molana hidayat ulla , dosa bhai , Abdulla shah , rahim shah , gaffer shah , molwi abdul gani , hafiz khuda bakhs , molana , hidayat ulla surti , makhdoom shha , ramjan shah , sultan abdul majeed , haji niyamat ali shah , sheikh inayat ulla warsi , rasool shah , fakeer shah, ahad shah, hakeem mirza yakoob baig , badnam shah, abdul rajjak shah , haji oghat shah , tafseel hussain molwi mujaffar hussain , saiyed Muhammad yusuf , shahjada jahagir mirza , dipti muhmmad baker kha , bedar shah , hazrat ke halkara iraadat me kuch khush go shayer bhi the.

Inki shayri khas tour se hazrat se muhabbat aur inke soje saaj ka aaindar hai baaz ne naat aur manqabat par bhi tabaa aajmayi hai. munshi khuda bakhs shaaik ka naam sar fehris aata hai. jinhone taftul asfiya likhi hia. Molana akeel akhnawi ka qasida ithaad yah mashoor hai. rahim shah naadam hkiy sayyed abdul ahad shah tahirr molwi lataafat hussin sheikh aminuddin sheikh , hussain ali nawab haji oghat shah , shah shakir molwi sayyed gani haider apne haalat aur apni kefiyat manjoom arjaa daasht surat me hazrat ki khidamat me pesh karte hai.

Bedam shah ke chand diwana chupe unki shayri ki makbuliyat hazrt ke faiz wa tawajja ka natija hai, unki ek manqabat bhi khhwaja khawaj gaan hazrat khwaja muinudiin chishti sanjari ajmeri ki shan me hai, makboole khaas wa aam hai manqabat yah hia…