Hadith:Qayamat ke din Hasab o nasab.

*“Hazrat Umar Bin Khattab RadiyAllahu Ta’ala Anhu Farmate Hain : Mein Ne Huzoor Nabiyye Akram (صلى الله عليه وآله وسلم)‎ Ko Farmate Hu’e Suna : Qayamat Ke Din Mere Hasab-o-Nasab Ke Siwa’ Har Silsila-E-Nasab Munqata’ Ho Jaaega. Har Bete Kee Baap Kee Taraf Nisbat Hoti Hai Maasiwaae Awlade Fatimah Ke Ki Un Ka Baap Bhi Mein Hee Hoo’n Aur Un Ka Nasab Bhi Mein Hee Hoo’n.”*

Reference :
.
1-Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il-us-Sahabah, 02/626, Raqam-1070,
2-Husayni Fi Al-Bayan Wa’t-Ta’rif, 02/145, Raqam-1316,
.
3-Muhibb Tabari Fi Dhakha’ir-ul-‘Uqba Fi Manaqibi Dhawi-‘l-Qurba, 01/169,
4-Abd-ur-Razzaque Fi Al-Musannaf, 06/164, Raqam-10354,
.
5-Bayhaqui Fi As-Sunan-ul-Kubra, 07/64, Raqam-13172,
6-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 06/357, Raqam-6609,
.
7-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 03/44, Raqam-2633,
8-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 04/272,
.

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ

Advertisement