
Rasoolullah (ﷺ) Ne Farmaya Un Logon Ka Kya Haal Hoga Jo Ali Ki Shaan Mein Gustakhi Karte Hein Jaan Lo Jo Ali Ki Gustakhi Karta Hai Woh Meri Gustakhi Karta Hai Aur Jo Ali Se Juda Hua Woh Mujhse Juda Hogaya Beshak Ali Mujhse Aur Mein Ali Se Hun, Uski Takhliq Meri Mitti Se Huyi Aur Meri Ibrahim Ki Mitti Se Aur Mein Ibrahim Se Afzal Hun.
(Mujam al-Awsat, 49)
(Majma al-Zawaid,128)