
❤ Ek Mustafa ❤ Ek Murtaza ❤
.
Hazrat Salman Farsi RadiAllaho Anho Se Marwi Hai Ke Huzoor Nabi E Akram (صلى الله عليه وآله وسلم) Ne Farmaya : Aadam Alaihissalam Ki Takhleeq Se 14,000 Saal Pahle Allah Rabbul izzat Ke Huzoor Mai Aur Ali (عليه السلام) Aik Noor The.
.
Jab Allah Ne Aadam Alaihissalam Ko Takhleeq Farmaya To Us Noor Ko Do Hisso Me Taqseem Farma Diya (Us Noor Ka) Aik Hissa Mai Hoo’n Aur (Us Noor Ka) Dusra Hissa Ali (عليه السلام) Hai
.
Reference :
– Fazail E Sahaba Imam Ahmad ibne Hanbal 2/662#1130
– Manaqib E Ali -imam Magazali 1/142#130
– Tareekh E Damishq-imam ibne Asakir 67/42,
– Riyaz Un Nazra-Muhibuddeen Tabri 3/120
.
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ