हज़रत उसमान ग़नी रदि अल्लाहो अन्हो और जंगे तबुक़ के मौक़े

🍁हज़रत उसमान ग़नी रदि अल्लाहो अन्हो 🍁

जंगे तबुक़ के मौक़े पर हुज़ुर (सल्लल्लाहु अलैही वा आलेही वसल्लम) मुस्लमानो को अल्लाह की राह मे ख़र्च करने की तरग़ीब दे रहे थे। की हज़रत उसमान ग़नी (रदि अल्लाहु अन्हो ) उठे और अर्ज़ किया या रसुलल्लाह (सल्लल्लाहु अलैही वा आलेही वसल्लम) साज़ो समान समेत एक सौ ऊंट देता हूँ

हुज़ूर (सल्लल्लाहु अलैही वा आलेही वसल्लम) ने फिर तरग़ीब दी तो हज़रत उसमान ने अर्ज़ किया या रसुलल्लाह! साज़ो समान के साथ दो सौ ऊंट देता हूँ

हुजुर ने फिर फ़रमाया तरग़ीब दी तो हज़रत उसमान ने फिर अर्ज़ किया हुज़ूर साज़ो समान के साथ तीन सौ ऊंट देता हूँ ।

फिर उन तीन सौ ऊंटो के अलावा हज़रत उसमान ने एक हज़ार दीनार भी हुज़ूर (सल्लल्लाहु अलैही वा आलेही वा सल्लम ) की ख़िदमत में पेश कर दिये।

हुज़ूर (सल्लल्लाहु अलैही वा आलेही वा सल्लम ) ने हज़रत उसमान की यह सखावत पर उनके पेश किये गये दिनारों मे अपना हाथ मुबारक डालकर फ़रमाया उसमान के इस नेक अमल के बाद अब उसे कोई बात नुक़्सान न देगी।

{ मिश्क़ात शरीफ़, सफ़ा – 553 }

Advertisement

Hazrat Salmaan-e-Faarsi (r.a) ke liye Qaul e Maula Ali AlaihisSalam….

Ek martaba Hazrat Salmaan-e-Faarsi (r.a) bazaar se jaa rahey they toh unhey ek shaks mila, usney Salmaan se kaha:
“Maine Ali (a.s) se suna hai tum murdey zinda kartey ho, kya waaqai mein??”

Toh Hazrat Salmaan ne farmaya:
‘Agar Merey Maula (a.s) ne aisa farmaya hai toh main kar sakta hoon.”

Us shaks ne kaha, chal phir karke dikha..

Qabristan aaye toh Hazrat Salman ne kaha
jiss Qabr ke liye tum kaho toh main usse baat karoon, toh usne jaldi kissi ek Qabr ka kaha,
Hazrat Salman uss Qabr se kehte hain:
“Yeh shaks keh raha hai Merey Maula Ali (a.s) ne farmaya hai ke Salmaan murde zinda karta hai agar yeh sach keh raha hai toh chal phir Qabr se baahar aa.”

Hazrat Salmaan ke kehney ki der thi, Qabr shaqq hui aur murda kafan samet baahar nikal aaya.
Magar Jaise hi nikla to kabhi dayein jaa raha tha kabhi bayein kabhi mashrik kabhi magrib bhaag raha tha aur keh raha tha “Mere Onth kahan Mera Onth kahan hai Mera Onth kahan hai.”
Toh wo banda Salmaan se kehney laga aisa kya hua hai or yeh kya keh raha hai?
To Salmaan ne farmaya Kya tum ne Hazrat
Muhammad-e-Mustafa (s.a.w) se Hadees nahi suni?
Marne ke waqt jo alfaz zubaan pe honge qabr se nikalne ke waqt wo hi alfaaz zuban pe hongey.
Iss aadmi ko onth dhondte maut aagai thi iss liye qabr se nikla hai to onth puch raha hai.”
Salmaan ne usse kaha ke yahi baat Madine
waalon ko samjhata phirta hoon ke har waqt ALI ALI kiya karo taaki jab Qabr se niklo to ALI ALI zubaan pe ho…..