Khalwa (Spiritual Retreat) of Imam Al-Aidroos

Khalwa (Spiritual Retreat) of Imam Al-Aidroos:

al-Imam Habeeb Abdallah bin Abu Bakr Al-Aidroos (May Allah benefit us through him) used to retreat himself very often. This is the very place where he would worship alone, he used to pray all night reciting one complete Qur’an in each couplets of prayer alongside Nasheeds, Qasaid, Remembrance (Dhikr) and supplications.

He chose such a place for retreat that the one offering inside could find that once stood it is difficult to sit and vice-versa. This was the part of spiritual struggles (Mujahidah) of Imam Al-Aidroos for self-abandonment to reach the Divine presence of Allah, the Exalted.

For those who are not aware of what Khalwa means, we provided some details that may give quite a sense to the understandings.
Khalwa is an Arabic word that can be translated into English as “seclusion” or “separation”. In Sufism, khalwa has the specific meaning of leaving everyday life behind for a period of time and going into seclusion with the goal of altering one’s consciousness connecting with the divine in a deeper way.

Traditionally, Sufis practice khalwa by isolating themselves for a maximum period of forty days with or under the instructions a spiritual advisor (Murshid) and repeating the names of Allah continuously as prescribed by the Spirtual Master (Murshid/Shaykh). This period of forty days may vary and be less than forty as well, depending upon the spiritual state of the Seeker (Murid) which is advised by the Spiritual Master.

Khalwa is an essential part of Islamic spirituality, and without practicing khalwa it can be hard for the faithful to find true knowledge, enlightenment, and closeness to the divine will. Khalwa is a kind of dhikr, or religious practice done for the remembrance of god. Once a major element of Sufi practice, khalwa has become less frequent in recent years.

Video Credits:_aymanmuhammed

By:
| Habeeb Sohail Al-Aidroos |
A particle of dust beneath the blessed Sandals of his Ancestors.❤😇

Zikr e Syeda Sukaina binte Imam Hussain SalamUllahAlaiha 20 Rajab Zahoor e Pur Noor



20 Rajjab Yaume Wiladat Aale Rasool, , Shahzadie Hussain, Hazrat Sayyeda Sakina s.a

HAZRAT SAYYEDA SAKINA KA NAME RUQIYAH HAI. APKI WALEDA SAYYEDA RUBAB S.A IMAM HUSSAIN A.S AKSAR TAHJJUD KI NAMAZ ME DUA KRTE THE KY AYE ALLAH MUJHE AULAD ME AYSI LADKI ATA FARMA JIS SE MAI MOHABBAT KRO OR WO MUJH SE MOHABBAT KRE ALLAH NE IMAM HUSSAIN KO HAZRAT RUQIYAH ATA FARMAYA.. AP

MAULA ALI A.S KI POTI HAI, AHLE BAIT ME AP SE BAHOOT LAGAO THA OR AP KO DEKH KAR AHLE BAIT K AFRAD SUKON MAHSOS KRTE ISI WAJA SE APKA LAQAB SAKINA HOA. HAZRAT IMAM HUSSAIN NE APKI MOHABBAT ME ASHAAR KAHE HAI JISKA TARJUMA

HAI KY JIS GHAR ME SAKINA OR RUBAB HO WO GHAR BHI MUJHE PASAND HAIOR MALIN PE KHARCH KRNA PASAND KRTA HU.. SAKINA OR RUBAB S.AK BAGAIR GHAR ANDHERA MAHSOS HOTA HAI MERI ZINDAGI KI SARI ROSHNI SAKINA OR RUBAB SE HAI….OR JAB YE MERI ZINDAGI ME NA HO TO ZINDAGI ANDHERE KY MISAL HO JATI HAI… HAZRAT SAKINA S.A KI YE ADAT THI KY WO APNE WALID IMAM HUSSAIN A.SK SEENE PE SAR RAKH K SOYA KRTI THI..NIHAYAT KI KAM UMRI SE HI PARDE KI PABAND

OR IMAM HUSSAIN KHUD KAHTE HAI MERI YE BETI HAMESHA ALLAH K ZIKAR ME MUSTADRAK HOTI HAI.. AHLE BAIT ME ZADA SAKHAWAT KRNE WALO ME MASHOHR HAI… KARBALA KY MAIDAN ME GAZI ABBAS ALAMDAR NE APKY HI LIYE PANI LANE

PE SHAHED HOE…SHAHADATE HUSSAIN A.S KY BAAD ZALIM YAZIDIO NE AP KO TAMACHE RASEED KRE.. ALLAHU AKBAR… JAB AHLE BAIT KI SHAKSIYAT KO QAID ME RAKHA JATA HAI TO SAYYEDA SAKINA MASOM SI UMAR ME APNE WALID KO BAHOOT

YAAD KARTI RAHTI HAI.. EK DIN KHOWAB ME IMAM HUSSAIN A.S AAE OR SAYYEDA SAKINA S.A AP SE LIPAT GAI… JAYSE HI KHOWAB SE BEDAR HOI TO AAP SHADED RONE

LAGI TO IMAM ZAINUL ABDEN OR SAYYEDA ZAINAB NE AP SE AHWAL PUCHA TO AP NE SAB BATAYA BAR BAR RONE KI WAJAH SE YAZIDI PALEED LANATIO NE KAHA KY ISE CHUP KARAO… BILAAKHIR KSI YAZIDI NE RONE KA SABAB PUCHA TO IMAM SAJJAD NE KAHA KY ISKO APNE WALID KI YAAD AA RAHI HAI LEHAZA IMAM HUSSAIN A.S KA SAR

INHE BATAYA JAE JAB SAYYEDA SAKINA IMAM HUSSAIN KY SARE MUBARAK KO LETI HAI TO KAFI GAMGEEN OR SARE MUBARAK KO APNI GOD ME RAKH K ROTE HOE WISAL FARMA JATI HAI… ALLAHU AKBAR KABERA.. LANAT BAR DUSHMANAE AHLE BAIT

20 Rajab ul Murajjab
Yaume Wiladat e Paak
Zeenat e Syyeda e Kaynat Rahat e Qalb e Imaam Hussain Dukhtar e Imaam Hussain Jigar e Umme Rabbab Noor e Nazar Mola Abbas Sukoon e Zainab e Kubra Shahzadi Ruqaiyya Syyeda Sukaina (Salam un Aleha)
Tamaam Aalam e Islaam Ko Bhut Bhut Mubarak
20 Rajab!
Rahat-e-Qalb-e-Hussain Hazrat Syeda Sakina Salamullahi Alaiha ka Milad Mubarak! ♥️
Aapka Naam pehle Aamina rakha gaya tha magar Imam Hussain Alaihissalam farmate hain ke Khuda ki Qasam jab bhi koi pareshani ya gum hota aur Meri Ye Beti samne aajati, to saari thakawat, gum, pareshaniya dur hojate aur Sukoon mehsus hota. Isliye Aapka Naam badalke “Sukaina” rakha. (Arabi me Sukaina, urdu me Sakina).
Wasta Deke Sakina Ka Zara Maangke Dekh,
Itna Mil Jayega Naslo ka Guzara hoga… ❤
Salamullahi Alayha wa Ala Abeeha wa Ahle Baytiha
Al Fatiha

WILADAT E SEHZADI BIBI JANAB E SAKINA BINTE HUSAIN (a.s)
AP SABH KO BOHAT BOHAT MUBARAK.SALAWAT
“Allahumma salli ‘ala Muhammadin wa Aali Muhammad” Zahra Ki Duaon Ka Natija Hay Sakina(S.A)
Shabbir Kay Seenay Ka Ha Sukh Chain Sakina(S.A)
Jo Piyas Kay Parcham Ki Alamdar Hay Ab Tak.
Abbas Ki Wo Piyari Sakina(S.A) Hay Sakina(S.A)
Jo Mashk Main Bhar Sakta Hay Duniya Ka Sumandar.
Konain Main Bas Wo Tera Saqqa Hay Sakina(S.A)
Yeah Mashk Nahi Bandhi Hay Ghazi Kay Aalam Par.
Taveez Aalamdar kay Bandha Ha Sakina(S.A)
Abbas Ki Nazroon Say Koi parh Kar To Dekhay.
Ahsas Ki Aik Nahj-Ul-Balagha Hay Sakina(S.A)

Zikre khair…
*HAZRAT SAYYEDA SAKINA S.A*

20 RAJJAB 56 hijri WILADAT
13 safar 60 hijri wisal…
🌸Aap Imam hussain a.s ki beti or maulae kainath imam ali a.s ki poti hai… apki waleda ka name hazrat rubab r.z hai

🌸Imam hussain aksar apky tallok se ashaar pada krte
لعمرک انّنی لاُحبّ داراً تکون بها سکینه و الرّباب
أحبّهما و أبذل جلّ مالی و لیس لعاتب عندی عتاب
Tarjuma:-
muje wo ghar bhi pasand hai jisme rubab or sakina rahti hai..or mai chahta hu apna maal in per kharch krta raho…

🌸Imam hussain apni namaze shab me dua krte aye RAB muje aysi aulad de jis se mai mohabbat kro or wo muj se mohabbat kre lehaza apki dua hazrat sakina k rop me puri hoi..

🌸aap hamesha imam hussain a.s k seene pe soya krti..

🌸ap ne sirf 4 saal ki umar me apne bhaio walid or chachao ko apni ankho k samne shaheed hote dekha or lanati yazidio ne apne zulm ka nishana bhi apko banaya…
LANAT BAR DUSHMANANE AHLE BAIT…

🌸fakat 4 saal ki umar me yazide paleed ky qaid khane me yaade hussain a.s me rote hoe aap wisal farma gai…