Hadith Sunnah Ibn e Majah 149

Ibn Buraidah ر Se Riwayat Hai..,
Unhoney Apne Walid Se Suna Ke,
RasoolAllah ﷺ Ne Farmaya :::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Allah Ne Mujhe Chaar (4) Logoñ Se
Muhabbat Karne Ka Hukm Diya Hai,
Jin’se Woh Khud Muhabbat Karta Hai 💚
_
Kisi Ne Arz Kiya, Ya RasoolAllah ﷺ
Un Chaar (4) Ke Naam Kya Haiñ ???
_
Huzoor ﷺ Ne 3 Dafey Farmaya ::
” Ali ع Un Me Se Ek Hai “
” Ali ع Un Me Se Ek Hai “
” Ali ع Un Me Se Ek Hai “
Orr Fir Baaki 3 Naam Farmaye…
_
Un Chaar (4) Yaar’oñ Ke Naam Hai ::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
1.) Maula Ali Ibn Abu Talib۴
2.) Hazrat Abuzar Ghaffari۴
3.) Hazrat Salman Farsi۴
4.) Hazrat Miqdad Bin Aswad۴
_
Reference ::
(Sunan Ibn Majah, Volume 1, Hadees No.149)

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s