
Hadith Bukhari jild 2/805

▪️रसूलल्लाहﷺफरमाते हैं कि मैंने तुमको ज़ियारते क़ुबूर से मना किया था अब मैं तुमको इजाज़त देता हूं कि तुम क़ब्रों की ज़ियारत करो कि वो दुनिया से बे रग़बती और आख़िरत की याद दिलाती है
📕 मिश्कात शरीफ,सफह 154
▪️रसूलल्लाहﷺफरमाते हैं कि जो अपने वालिदैन में से किसी की ज़ियारत जुमा को करेगा तो उसकी मग़फ़िरत हो जायेगी और वो फर्माबरदार लिखा जाएगा
▪️जब क़ब्रिस्तान में जाये तो ये दुआ पढ़ें ”अस्सलामो अलैकुम या अहलल क़ुबूर यग़फिरुल्लाहो लना वलाकुम वअन्तुम सलाफोना वनाहनो बिल अस्रे🔽
Jab koi shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to.
Hazrat Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek sahib ki madina mein maut huyee aur uki paidayeesh bhi madina mein huyee thi , phir Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne unka janaza padhne ke baad farmaya , kaash wo apne paida hone ki jagah par na mar kar kisi aur mulk ya shahar mein marta , ek shaksh ne arz kiya Kyu ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ?
Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab koi (muslim) shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to usko apne paidayeesh ke muqam se lekar maut ke muqam tak ke faasle ki jagah Jannat mein di jayegi.
Sunan Ibn majah, Jild 1, 1614-hasan
Sahih Ibn Hibban, 3010