7 दुआएं फ़र्ज़ नमाज़ के बाद ज़रूर पढ़ें

7 दुआएं फ़र्ज़ नमाज़ के बाद ज़रूर पढ़ें
•❅────✧❅✦❅✧────❅•
जो बंदा जितना ज़्यादा अल्लाह का ज़िक्र करता है उतना ही वो अल्लाह के करीब होता जाता है, उसके दिल का ज़ंग दूर हो जाता है, गुनाहों को छोड़ कर नेकियों की तरफ़ दिल माइल हो जाता है, और ज़िक्र करने वाला जन्नत की तरफ अपनी राहें आसान करता जाता है, और जहन्नम के दरवाज़े उस पर बंद हो जाते हैं, और सब से बड़ी बात शैतान के जाल से अल्लाह तआला उसकी हिफ़ाज़त फरमाता हैं |
इसी लिए अल्लाह का ज़िक्र अपनी ज़िन्दगी का रूटीन बनायें, अपनी जुबां को अल्लाह के ज़िक्र से तर रखें, अल्लाह की तमाम नेअमतों का शुक्र करते हुए बिलकुल न थकें, यहाँ पर हमने उन दुआओं और अज़कार को जमा किया है जो फ़र्ज़ नमाज़ के बाद पढ़े जाते हैं, आप हर नमाज़ के बाद दो से तीन मिनट लगा कर ये दुआए पढ़ सकते हैं, लेकिन यही मिनट आप को उस वक़्त काम आएंगे जब नफ्सी नफ्सी का आलम होगा और आपका साथ देने वाला कोई न होगा इसलिए इनको ज़रूर पढ़ें |Namaz Ke Baad
7 Duayen In Hindi

  1. अस्तग्फिरुल लाह अस्तग्फिरुल लाह अस्तग्फिरुल लाह
  2. अल्लाहुम्मा अंतस सलामु व मिन्कस सलाम तबाराकता याज़ल जलाली वल इकराम
  3. अल्लाहुम्मा अ इन्नी अला ज़िकरिका व शुकरिका व हुस्नी इबादतिक
  4. आयतुल कुर्सी
    Ayatul kursi
    फ़ज़ीलत : मरते ही जन्नत में दाखिला नसीब होगा इंशाअल्लाह और दूसरी नमाज़ तक आप अल्लाह कीफाज़त में रहेंगे
  5. दस बार सूरह इख्लास
    Surah iKhlas ( qul huwal lahu ahad )
    फ़ज़ीलत : जिस दरवाज़े से चाहे जन्नत में दाख़िल हो जाइये
  6. सुब हानल लाह ( 33 ) अल्हम्दुलिल लाह ( 33 ) अल्लाहुअकबर ( 33 )
    Subhaanal Lah,
    ला इलाहा इल्लल लाहु वह्दहू ला शरीक लहू लहुल मुल्कु व लहुल हम्दु व हुवा अला कुल्लि शय इन क़दीर
    फ़ज़ीलत : जो शख्स नमाज़ के बाद ये ज़िक्र करे, उसके गुनाह समंदर के झाग के बराबर हों तो भी माफ़ हो जाते हैं
  7. अल्लाहुम्मग फिरली ज़म्बी व वससिअ ली फ़ी दारी वबारिक ली फ़ी रिज्की
    Allahummagfirli zambi wa wassia li fi dari wabarik li fi rizqi
    नोट : ये दुआ वजू के दौरान भी पढ़ना चाहिए
    ये तमाम ज़िक्र किताब “मोमिन का हथियार” से लिए गए हैं और हदीस से साबित हैं
Advertisement

9 Safar Hazrat Ammar bin Yasir ki Shahdat

Hazrat Data Ganj Baksh Rahmat Ullah Alahi ne likha hai ke Hazrat Owais Qarni Rahmat Ullah Alahi Nehre Dajla ya Furat ke kinare Wuzu kar rahe they ke tabhi Jung ke Nagade ki Awaaz sunai di, unhone logo se poocha yeh kaisi awaaz hai to logo ne bataya ke Maula Ali Alahissalam ka Lashkar jaa raha hai Siffeen ki Janib Ameer Muwaiya se Jung karne ke liye, to Hazrat Owais Qarni beech Wuzu mein uth kar yeh kehte huwe chal diya ke is waqt mere liye is Jung mein Imam Ali Alahissalam ke Lashkar ke Hamraah hone se badh kar koi Amal nahi hai….

Kashful Mahjub (Hazrat Owais Qarni Rahmat Ullah Ke Shahadat ke Bab mein)

Hazrat Ammar bin Yasir

9 Safar Ul Muzaffar Yaum-e-Shahadat
Hazrat Ammar Bin Yasir (رضي الله عنه)
Ghulame Rasool (صلى الله عليه وآله وسلم)‎
Aashiqe Maula Ali (عليه السلام)
Huzoor Ke Ahlebait Ke Wafadaar Sahabi 💚
Mafhoom-e-Hadees :
Ammar Tujhe Aik Bagi Giroh Qatal
Karega Tu Unhe Jannat Ki Taraf Bulayega
Wo Jahannam Ki Taraf Bulane Wale Honge.
Hazrat Ammar Bin Yasir Jung E Siffeen
Me Maula Ali Ke Lashkar Me Shamil The
Aur Hakim Se Shaam Ke Khilaf Jung Karte
Hue Usi Baghi Jahannam Ki Taraf Bulane
Wale Giroh Ke Hatho Shaheed Hue.
Ish Tarah Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم)‎
Ki Peshan Goyi Puri Hui, Hazrat Ammar
Awwaleen Badri, Bait-e-Rizwan,
Hijrat-e-Oola Ke Sahabi-e-Rasool Hain.
Hazrat Ammar Bin Yasir Ke Qatilo Par
Allah O Rasool Ki Beshumar Lanat Ho.

9 Safar ul Muzaffar

Yaume Shahadat

Sahabi e Rasool Fida e Mola e Kaynat Hazrat Syedna Ammar Bin Yasir (Razi Allahu Tala Anhu)

Aapki Wiladat 570 Esvi Me Makkah Sharif, Saudia Arabia Me Hui, Aapki Shahadat 9 Safar 37 Hijri Mutabik 27 July 657 Esvi Baroz Jumerat Hui, Aap Awwaleen Badri, Bait e Rizwan, Hijrat e Oola Ke Sahabi e Rasool Hain, Shehansha e Qull Aalam Huzoor Ahmad e Mujtuba Muhammad Mustufa (Sallallāhu Ta’ala Alaihi wa Aala Aalehi wa Sallam) Ne Aapki Shan Me Farmaya:- Yaqeenan Ammar Ibn Yasir Apni Haddiyon Tak Imaan Se Bhare Hue Hain, Aur Farmaya Ke Jo Ammar Ka Dushman Hain Allah Uska Dushman Hain, Jo Ammar Se Bughz Rakhega Allah Usse Bughz Rakhega, Aur Jo Ammar Ko Bura Bhala Kehta Hain Allah Pak Use Apni Rehmat Se Mehroom Rakhega, Huzoor (Alaihis Salam) Ne Aapko Aapki Shahadat Ki Khabar Dete Hue Irshad Farmaya Tha Ammar Tujhe Aik Bagi Giroh Qatl Karega, Tu Unhe Jannat Ki Taraf Bulayega Wo Jahannam Ki Taraf Bulane Wale Honge, Aap Jung e Siffeen Me Mola e Kaynat Mola Imaam Ali (Alaihis Salam) Ke Lashkar Me Shamil The Aur Hakim Se Shaam Ke Khilaf Jung Karte Hue Usi Baghi Jahannam Ki Taraf Bulane Wale Giroh Ke Hatho Shaheed Hue, Aapka Mazar Mubarak Ar Raqqah, Syria (Shaam) Me Marjai Khaliak Hain…

हज़रत अम्मार बिन यासीर रादिअल्लाह तआला अन्हु की सबसे बड़ी फ़ज़ीलत ये है के आप उस माँ की औलाद जिन्हें इस्लामी अरब में सबसे पहले शहीद होने का मर्तबा हासिल है हज़रत सुमैया बिन खबात सलाम अल्लाह अलैह हज़रत अम्मार बिन यासीर रादिअल्लाह तआला अन्हु की वालिदा माजिदा है जिन्हें अबु जअहल मलऊन ने शहीद किया था आप औरतो और मर्दो में सबसे पहले शहिद हुई
हज़रत अम्मार बिन यासीर रादिअल्लाह ताला अन्हु ऐसे सहाबी है जिनकी वालदा वालिद और आप खुद शहीद हुए है
इतने जलीलुल कद्र सहाबी की ना कोई फ़ज़ीलत बयान करता है ना इनको कोई याद करता है
उसकी एक खास वजह है आप मौला ए कायनात अली अलैहस्सलाम के साथ थे एक बार आप मौला हसन अस के साथ लोगो से मिलने पहोचे आपने इमाम हसन अस को ऊंचाई पर बिठाया और आप नीचे बैठे जबकि आप उस वक्त गवर्नर थे और इमाम सिर्फ बच्चे थे !

8 Safar ul MuzaffarYaum e Wisal Sahabi_e_RasoolHazrat Salman Al Farsi Muhammadi (رضي الله عنه‎)

8 Safar ul Muzaffar
Yaum e Wisal Sahabi_e_Rasool
Hazrat Salman Al Farsi Muhammadi (رضي الله عنه‎)

Aapki Shaan Badi Arfa o Aala Shaan Hai.

Imam ul Ambiya Nooor e Khuda Muhammad
Mustafa (صلى الله عليه وآله وسلم)‎‎ Ne Irshad Farmaya
“Salman Meri Ahle Bait Se Hai”
Reference : (Musnad Ahmed)

Apke Mashware Par Gazwa e Khandaq Mein
Khandaq Khodi Gayi, Aap Sabiqa Kitaboon Ka
ilm Rakhte Hai Isliye Apka Alaqab Abu Kitabayn
Hai, Apka Ek Laqab Luqman Bhi Hai Ke Aap
Badein Hikmat Wale The.

Apko Farsi Kaha Jata Hai Kyuke
Aap Faras (Persia) Se The.

Aap Ke Imaan Laane Ka Waqiya Bada Hairan
Kar Deta hai Ke Kaise Raah-e-Haq Ke Liye
Apne Safar Kiya, Apke Liye Aaya Hai Ke
Apki Narazgi Mein Allah ki Narazgi Hai Aap
Khadim-e-Ahlebait Rahe Jiske Chalte Apko
(RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wa Aalaehi Wa
Sallam) Ne Apni Ahle Bait Mein Shamil Kiya,
Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wa Aalaehi
Wa Sallam) Ke Pardah Farmane Ke Baad Aap
Maula-e-Kayenat Ameerul Momineen Imam
Maula Ali (Alaihis Salaam) Ke Sath Aksar Raha
Karte, Aap Un Sahaba Mein Se Hai Jo Maula
Ali Ko Afzal Jante The, Hazrat Salman Al Farsi
Silsila e Naqsbandiya Ke 3rd Imam Hai, Behad
Durood o Salaam Ho Hazrat Salman Farsi Par.

Koi Qambbar Koi Abu Dhar Koi Salman Banta Hai
Dar-e-Zahra Pe Aake Aadmi Insaan Banta Hai !

Hadith Sunnah Ibn e Majah 149

Ibn Buraidah ر Se Riwayat Hai..,
Unhoney Apne Walid Se Suna Ke,
RasoolAllah ﷺ Ne Farmaya :::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Allah Ne Mujhe Chaar (4) Logoñ Se
Muhabbat Karne Ka Hukm Diya Hai,
Jin’se Woh Khud Muhabbat Karta Hai 💚
_
Kisi Ne Arz Kiya, Ya RasoolAllah ﷺ
Un Chaar (4) Ke Naam Kya Haiñ ???
_
Huzoor ﷺ Ne 3 Dafey Farmaya ::
” Ali ع Un Me Se Ek Hai “
” Ali ع Un Me Se Ek Hai “
” Ali ع Un Me Se Ek Hai “
Orr Fir Baaki 3 Naam Farmaye…
_
Un Chaar (4) Yaar’oñ Ke Naam Hai ::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
1.) Maula Ali Ibn Abu Talib۴
2.) Hazrat Abuzar Ghaffari۴
3.) Hazrat Salman Farsi۴
4.) Hazrat Miqdad Bin Aswad۴
_
Reference ::
(Sunan Ibn Majah, Volume 1, Hadees No.149)