
Allah Ta’ala ke Zikr Ki Kunjiya’n.
Hazrat Abd Allah Bin Mas’ood RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi hai ki Huzoor Nabi Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa-Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya : Yaqeenan Baa’z log Allah Ta’ala Ke Zikr Ki Kunjiya’n Hote Hain, Unhe’n Dekh Kar Allah Ta’ala Yaad Aa Jaata Hai.”
–
Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 10/205, #10476,
Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 01/455, #499,
Ibn Abi Ad-Dunya’ Fi Kitab-ul-Awliya’/17, #26,
Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id,
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadiw wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Barik wa Sallim.