
“Hazrat Mu’az Bin Jabal RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Riwayat Karte Hain Ki Mein Ne Huzoor Nabiyye Akram (صلى الله عليه وآله وسلم) Ko Yeh Farmate Hu’e Suna Hai Ki Allah Ta’ala Ne Farmaya : Meri Khaatir Mahabbat Karne Waalo’n, Meri Khaatir (Mere) Mahaafil Sajaane Waalo’n, Meri Khaatir Ek Doosre Se Milne Waalo’n Aur Meri Khaatir Kharch Karne Waalo’n Ke Liye Meri Mahabbat Waajib Ho Ga’i Hai.”
–
Reference :
Malik Fi Al-Muwatta’, 02/953, Raqm-171,
Ibn Hibban Fi As-Sahih, 02/335, Raqm-575,
.
Hakim Fi Al-Mustadrak, 04/186, Raqm-7314,
Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 10/233,
.
Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-389, 390, Raqm-408.
.
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ