Jannat Ke Darwaze Par Panjatan Paak Ke Naam

Jannat Ke Darwaze Par Panjatan Paak Ke Naam Mubarak Sone Ke Huroof Se Likhe Hue Hain

Huzoor Nabi E Akram صلی اللہ علیہ والہ وسلم irshad Farmate Hain Ke Shabe Meraj Jab Mai Aasmano Ki Sair Karta Hua Jannat Ke Qareeb Pahucha To Dekha Ki Jannat Ke Darwaze Par Sone Ke Huroof Me Likha Hua Tha

”لاالہ الااللہ محمد حبیب اللہ علی ولی اللہ وفاطمة امةاللہ۔۔۔
والحسن والحسین صفوة اللہ ومن ابغضہم لعنہ اللہ۔۔۔

Tarjuma :- Allah Ke Siwa Koi Mabood Nhi Muhammad Allah Ke Rasool Hain,Ali Allah Ke Wali Hain,Fatima Allah Ki Kaneez Hain, Hasan Aur Husain Allah Ke Burgazida Hain Aur Unse Bugz Rkhne Walo’n Par Allah Ki Lanat Hai

Reference :- Arjahul Matalib Jild 3 Safah 313

🙌🙌🙌🙌🙌🙌🙌

जन्नत के दरवाज़े पर पंजतन पाक के मुबारक नाम सोने के हुरूफ़ से लिखे हुए हैं और ये भी लिखा है कि उनके दुश्मनों पर अल्लाह की लानत है

हुज़ूर नबी ए करीम صلی اللہ علیہ والہ وسلم ने इरशाद फ़रमाते हैं के शबे मेराज जब मैं आसमानों की सैर करता हुआ जन्नत के क़रीब पहुंचा तो देखा कि जन्नत के दरवाज़े पर सोने के हुरूफ़ में लिखा हुआ था

”لاالہ الااللہ محمد حبیب اللہ علی ولی اللہ وفاطمة امةاللہ۔۔۔
والحسن والحسین صفوة اللہ ومن ابغضہم لعنہ اللہ۔۔۔

तर्जुमा :- अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही, मुहम्मद- अल्लाह के रसूल हैं, अली- अल्लाह के वली हैं, फ़ातिमा-अल्लाह की कनीज़ हैं, हसन और हुसैन-अल्लाह के बुर्ग़ज़ीदा हैं और उनसे बुग्ज़ रखने वालों पर अल्लाह की लानत हैं

हवाला:- 📚👉 अरजहुल मतालिब बाब 3 सफ़ह 313

Meraj ki Shab Arsh Par Awaaz e ALIع



Hazrat e Abdullah ibne Umar ر se Manqul
hai ke “Maine Muhammad ﷺ Se Suna…. _______________________________________
Logo’n Ne Huzoor ﷺ Se Poonchha…
_
Ya RasoolAllah ﷺ Shab_e_Meraj Me
Allah Ne Aapse Kis’ki Aawaz ke Sath
Kalam kiya tha…???
_
Huzoor ﷺ Ne Farmaya ::
Ali ع ki Aawaz ke Sath…
______________________________________
Huzoor ﷺ Ne Jab Arsh_e_Ilaahi Par
Ali ع ki Aawaz Suni tou Arz kiya….
_
“Aye Mere Parwardigaar Tu Mujse
Baat’en Kar Raha hai Ya Fir Ali ع ?”
_
Allah Azzawajal Ne Farmaya ::
Aye Ahmed ﷺ Mai Ek Aisi Cheez hun
ke kisi ke Sath Mera Qayas Nahi kiya
Ja Sakta… Or Mai Logo’n Jaisa Nahi or
Koi Shay Mere Mushabeh Nahi….
_
Maine Tujhe Apne Noor Se Paida kiya or
Ali ko Tere Noor se Paida kiya Hai….
Mai Tere Dil ke Bhed Par Waqif Huñ,
Ke Tere Qalb Me Ali ع se Zyada kisi
ki Mohabbat Nahi… Pas Mai Ali ع ki
Awaaz Se Tere Sath Hum’Kalaam
Huva ke Tere Dil ko Tasalli Rahe

Reference :: ” Arjh Al Matalib, Safa. 838 ”

शबे मेराज सैय्यदना मौला अली के लहजे में अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त ने हुज़ूर नबी ए अकरम सल्लल्लाहो अलैहे व आलेही व सल्लम से कलाम फ़रमाया

असहाबे रसूलصلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ने नबी ए करीम ( صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ) की बारगाह में अर्ज़ किया या रसूलल्लाह ! शबे मेराज अल्लाह तआला ने आपसे किस ज़बान में बातें की ?

आप صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ने फ़रमाया : अली के लहजे में ख़िताब फ़रमाया….मैंने पूछा ऐ रब्बे कायनात ये आवाज़ तो अली की है….ग़ैब से आवाज़ आई…ऐ महबूब अली के लहजे में इसलिए बात की के आप अली को महबूब रखते हैं

हवाला 📚 मनाक़िब ए ख़्वारज़मी

Hadith Shab e Meraj Ali AlaihisSalam ki teen Sifaat

Ye Hai Meraj Ki Baat Jo Log Chupate Hai
_
Allah Ne Quran Mein Farmaya Ke Shab-e-Meraj Mein Qaaba Qausain e Aou Adna ke Intehayi Qurb o Wisaal ke Muqaam Par Usne Apne Habib (صلى الله عليه وآله وسلم)‎ Ko Wahi Farmayi: “Fa Aou Ha Ila Abdihi ma Aouha” Yaani “Usne Apne Abde Mukarram Par Wahi Farmayi Jo Wahi Farmayi”. (Surah Najm)
_
Hazrat Abdullah ibn Akeem RadiAllahu Anhu Se Riwayat Hai Ke Huzoor Nabi Kareem (صلى الله عليه وآله وسلم)‎ ne irshad Farmaya Ke :
“Allah Ta’ala Ne Shab-e-Meraj Wahi Ke zariye Mujhe Ali ki 3 Sifaat ki Khabar Dee Hai
.
1. Wo Tamam Momin ke Sardar Hai.
2. Muttaqin Ke Imam Hai
3. Aur (Qayamat Ke Roz) Noorani Chehre Waalon Ka Quaid Honge.”
.
Reference : Tabrani: al-Mu’ajam al Sageer 2/88
.
(Allahu Akbar Subhan Allah )
.
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ

Brief Chapter on Life of Imam Hasan AlahisSalam part 1

Name and Lineage: His holy name, Hazrat Hasan AlahisSalam is well known throughout the world. Huzur ﷺ himself had given this name. The name, Abu Muhammad contains a reflection of his parents and ancestors. Saiyad-i-Shabab-i-Ahl-i-Jannat (a leader in heaven with higher virtues) and Rehanat-un-Nabi (offspring of the Prophet Nabi Pakﷺ) are his appellations or titles. Hazrat Ali AlaihisSalam is his holy father, and his holy mother is Hazrat Fatema Zahra AlahisSalam., the leader of all the women of the human world. That means, his maternal grandfather is Saiyedna Muhammad Rasulallah ﷺ, the emperor of both the worlds.

Birth: He was born during Ramadan Mubarak of Hijri 3. Huzur-i Anwar ﷺ was given an indication. Immediately he came over the spot. The infant was asked for, was brought to him, he said Azaan (call for the prayer) in his right ear and Taq’bir (to be recited just behind the Imam before beginning the group prayer) in his left ear. These words were recited in such a way that they became the centre of Hazrat Imam Hasan’ AlahisSalam life, and all the activities of his life kept on circling around them.


The place of Hazrat Imam Hasan AlahisSalam in the heart of Nabi Pakﷺ

The place of Hazrat Imam Hasan AlahisSalam and Hazrat Imam Husain AlaihisSalam to was the highest in Huzur ﷺ heart in the matter of love. There can not be a better example of love than this. With love and great intimacy, he nurtured both these grandsons. He provided a unique and miraculous training of prophethood to these children that even the people who deserve heaven, follow their way of life in order to complete and fulfil their worldly and divine duties. Through this practice only, people become worth for heaven. In this way, these two grandsons were the Imams and leaders of all the youth deserving heaven. This was the result of Huzur ﷺ extraordinary training.

Even a little hardship to these children used to disturb Huzur ﷺ. Without a seeing them, he would be uneasy. He used to visit Hazrat Fatema AlahisSalam house, especially to see the children. Huzur Pak ﷺ would make them ride on his holy shoulders.

Sometimes, while Huzur ﷺ used to be in prostrated position (One of the postures during the Islamic prayer-Namaz), Hazrat Imam Hasan AlahisSalam or Hazrat Imam Husain AlaihisSalam rode over his holy back. He would not change the posture till the child came down, last he would fall.