Hadith Qayamat ki nishani

कयामत ☝🏻
नबी करीमﷺ ने फरमाया:
कयामत की अलामतो (निशानियों) में से एक ये हैं की इल्म उठा लिया जाएगा ज़हालत आम होगी शराब खुल्लम खुल्ला पिलाई जाएगी और ज़िना फ़ैल जाएगा।
📚 बुखारी 80

अल्लाहु अकबर ये सब हो रहा है वक्त रहते तौबा करे इससे पहले की दरवाजे बंद कर दिए जाए

Hadith Qabar Mein Hi Thikane Ka faisla

·•●✿ Qabar Mein Hi Thikane Ka faisla

Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Jab Tumme Se Koi Wafaat paa jata hai to Subah Wa Shaam Usko Uska Thikana Dikhaya Jata hai Agar Jannati hai To Jannat Walon ka Aur Agar Jahannami hai to Jahannami Walon ka fir kaha Jata hai ye Tera Thikana hai Yaha tak ke Allah Ta’ala Qayamat ke Din Tujhe Dobara Uthayega.

📓 Bukhari 1371

हदीस जमीन

जमीन
रसूल ए अकरम हुजूरﷺ ने फरमाया :
इंसान के जिस्म का हर हिस्सा जमीन खा जाती हे सिवाए रीड की हड्डी के क्योंकि उसी से वो पैदा हुआ है और उसी से वो मौत के बाद दोबारा पैदा किया जाएगा
📚 सहीह मुस्लिम:2955 (7415)

Hadith Ummat Ke Phool

“Hazrat Anas Bin Maalik RadiyAllahu Ta’ala Anhu Farmate Hain Ki Mein Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Kee Bargah-E-Aqdas Me Haazir Hota Ya (Farmaya) Aksar Awqaat Haazir Hota (Aur Dekhta Ki) Hasan Wa Husain عليهما السلام Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ke Shikam Mubarak Par Lot-Pot Ho Rahe Hote Aur Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Farma Rahe Hote :
Yeh Donon Hee To Meri Ummat Ke Phool Hain.

Is Hadith Ko Imam Nasa’i Ne Riwayat Kiya Hai.

[Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 05/49, 150, Raqam-8167, 8529,

Ghayat-ul-Ijabah Fi Manaqib-il-Qarabah,/214, Raqam-260.]