
हुजूर अलैहिस्सलाम ने फरमाया अल्लाह तआला अ़ली पर रहम फरमाये नीज़ फरमाया –
ऐ अल्लाह अ़ली जिधर काे रूख करे हक़ का रूख भी उधर काे हाे जाये ।
📚 तिर्मिज़ी -2/712

हुजूर अलैहिस्सलाम ने फरमाया अल्लाह तआला अ़ली पर रहम फरमाये नीज़ फरमाया –
ऐ अल्लाह अ़ली जिधर काे रूख करे हक़ का रूख भी उधर काे हाे जाये ।
📚 तिर्मिज़ी -2/712

हज्जतुल विदा में यौमे अर्फा के दिन नबी ए करीम ﷺ ने हजारों सहाबा ए किराम के सामने अपनी ऊटहनी पर सवार होकर खुतबा पढ़ रहे थे।
ए लोगों मैंने तुम में वो चीज़ छोड़ी है कि जब तक तुम उनको थामे रहोगे गुमराह ना होगे अल्लाह की किताब और मेरी इत्रत यानी अहले बैत।
📚 जामे तिरमिज़ी बाब – 06/ किताबुल मनाकिब, हदीस – 3786 / अरेबिक – 4155
📚इमाम तबरानी अल मुजम उल औसत बाबा 05, सफा 89, हदीस – 4757
📚इमाम तबरानी अल मुजम उल कबीर बाब – 03, सफा 66, हदीस – 2680
📚इब्ने कसीर तफसीर इब्ने कसीर बाब – 04, सफा – 114

हज़रत अबू सईद खुदरी (रज़िअल्लाहु तआला अन्हु) से रिवायत है
हुजूर अलैहिस्सलाम ने इरशाद फरमाया –
जिसने अहले बैत से बुग्ज़ रखा वाे मुनाफिक़ है ।
📚 दुर्रे मन्सूर -7/349
📚 इमाम अहमद बिन हम्बल -फज़ाइले सहाबा -2/661

“Hazrat Aboo Ma’dil Atiyyah Tafaawi RadiyAllahu Ta’ala Anhu Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Unhein Ummul Momineen Hazrat Umme Salmah RadiyAllahu Ta’ala Anha Ne Bayaan Kiya Ki Aik Din Jab Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Mere Ghar Tashrif Farma They Aik Khaadim Ne Arz Kiya :
Darwaaze Par Ali Aur Fatimah عليهما السلام Aaye Hain.
Umme Salmah RadiyAllahu Ta’ala Anha Bayaan Karti Hain :
Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Hukm Farmaya :
Aik Taraf Ho Jaao Aur Mujhe Apne Ahl-E-Bait Se Milne Do.
Umme Salmah RadiyAllahu Ta’ala Anha Farmati Hain :
Mein Paas Hee Ghar Me Aik Taraf Hat Kar Khadi Ho Gayi, Pas Ali, Fatimah Aur Hasnain Karimain عليهما السلام Daakhil Huwe Us Waqt Woh Kamsin They To Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Donon Bachchon Ko Pakad Kar Gowd Me Bitha Liya Aur Donon Ko Choomne Lage.”
Is Hadith Ko Imaam Ahmad Bin Hanbal Ne Riwayat Kiya Hai.
–
[Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 06/296, Raqam-26582,
Ghayat-ul-Ijabah Fi Manaqib-il-Qarabah,/215, 216, Raqam-263.]

“Hazrat Aboo Ja’far RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Aik Martaba Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Hasnain Karimain عليهما السلام Ko Uthaaye Huwe Ansaar Kee Aik Majlis Se Guzare To Unhone Kaha :
Ya RasoolAllah ﷺ!
Kyaa Khoob Sawaari Hai!
Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :
Sswaar Bhi Kya Khoob Hain.”
Is Hadith Ko Imam Ibn Abi Shaybah Ne Riwayat Kiya Hai.
–
[Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 06/380, Raqam-32185,
Ghayat-ul-Ijabah Fi Manaqib-il-Qarabah,/216, Raqam-264.]