Hadith Ibne Maaja Sharif, Jild 3, Hadis No. 2138

HUZOOR E AKRAM ﷺ ne farmaya :

“Bande ne Apne Hath ki kamaai se Paakiza kabhi koi kamaai nahi khai aur Aadmi apni jaan, Ghar walo, bacho aur Apne khadim par jo kharch karta hai wo Sadqa hai.”

Ibne Maaja Sharif, Jild 3, Hadis No. 2138

Leave a comment