AHLEBAIT Huzur صلى لله على وسلم ke ghar Walon Ko Kahte hain, Ahle Bait me
Sayyada Fatima Zahra RadiAllahuanha,
Mawla e Kayenaat Hazrath Ali RadiAllahuanhu ,
Imam Hasan , Imam Hussain RadiAllahuanhum or tamam Azwaaje Mutaharaat bhi Shamil hai.
Quran 42:23 Surah Ash-Shura Aayat 23.
Quran E Kareem Ne bhi Ahle Bait Ki Muhabbat hum pe Farz kardi hai ab koi behuda shaks Ek taraf ye Kahe k wo Ahle hadees Hai aur phir Quran Aur Beshumar Hadees ko Muhabbat E Yazeed me Inkaar karta jaaye to ye bas Munafiqat hai.
MUHABBAT E AHLE BAIT KA HUKM BA ZABAAN E MUSTAFA ﷺ: ➿ Hadees :
💟 Nabi Kareem ﷺ Ne Farmaya Apni Aulado Ko Teen Baatein Sikhao
1⃣ Apne Nabi Ki Ulfat Wa Muhabbat
2⃣ Ahle Bait E Athar ki Ulfat Wa Muhabbat
3⃣ Quran E Karim Ki Qiraat 📚 References :
📘 (Al Jaame Ul Kabeer Vol : 01, Hadees : 924)
📘 (Jaame Ul Ahadees Vol : 01, Hadees : 961)
📘 (Imam Hussamul Hindi Kanzul Ummal Vol : 12, Pg : 560, Hadees :45409)
📘 (Al Fath Ul Kabeer Vol : 01, Pg : 59.
In tamam Se Muhabbat karne Ka hukum Quran o hadees me bohat Aaya hain , tamam Musalmanau ko Chahiye ke AHLEBAITH se muhabbat kare.