Day: October 23, 2020
Hadith Tirmizi Jild 2 safa 201

Hadith Kanzul Ummal 16402

Madine ki moti 67

7 Khofnaak Qism Ki Aag Ko bujhane Ke 7 Tareeqe

✺ 7 Khofnaak Qism Ki Aag Ko bujhane Ke 7 Tareeqe ✺
1_ Gunaaho Ki Aag Khaalis Tauba se bujhayi Jati Hai,
2_ Shehwat Ki Aag Roze Rakhne se bujhayi Jati Hai,
3_ Hirs ki Aag Qana’at Karne Se bujhayi Jati Hai,
4_ Nazre Bad Ki Aag Umr Sarf Karne Se bujhayi Jati Hai,
5_ Jahaalat Ki Aag ilm Seekhne se bujhayi Jati Hai,
6_ Gusse ki Aag wazu aur darood padhne se bujhayi Jati Hai,
7_ Gaflat Ki Aag Allah Ka Zikr Karne se bujhayi Jati Hai,
✺ 7 खौफनाक किस्म की आग को बुझाने के 7 तरीक़े ✺
1- गुनाहों की आग खालिस तौबा करने से बुझाई जाती है,
२_ शहवत की आग रोज़े रखने से बुझाई जाती है ,
३हिर्स की आग क़ना’अत करने से बुझाई जाती है,
४ नज़रे बद की आग उम्र सर्फ करने से बुझाई जाती है,
५_ जहालत की आग इल्म सीखने से बुझाई जाती है ,
६_ गुस्से की आग वजू और दरूद पढ़ने से बुझाई जाती है,
७_ गफलत की आग अल्लाह का जिक्र करने से बुझाई जाती है _,