Gaus-E-Aazam ne Farmaya

Gaus-E-Aazam Radiyallahu Ta’Aala Anhu Ne Hazrat Abu Hurairah Radiyallahu Ta’Aala Anhu Se Marfuan Riwayat Ki Hai Ke Huzoor Nabi-E-Kareem Sallallahu Alaihe WaSallam Ne Farmaya: Jab ALLAH Ne Hazrat Aadam Alaihis Salam Mein Rooh Funki Toh Unhone Arsh E Mualla Ki Dayi Jaanib Paanch Anwaar Ruku Aur Sujood Mein Masruf Nazar Aaye. Aapke Istafsar Par ALLAH Ta’Aala Ne Farmaya

Ye Teri Aulad Ke Paanch Afraad Hain Agar Ye Na Hote Toh Mai Jannat, Dozakh, Arsh- Kursi, Aasman. Zameen. Farishte. Insan. Jinn. Wagairah Paida Na Karta. Jab Tumhe Koi Haajat Pesh Aaye Toh Inke Wasile Se Sawal Karna. (Mehre Muneer Safa No. 23)

Bedam Yahi Toh Paanch Hain Maqsood E Qainat
Khairunnisa Husain O Hasan ❤ Mustafa ❤ Ali

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s