Achc̥he aur bure ḳhẉāb dekhne par

*Achc̥he aur bure ḳhẉāb dekhne par

“Ḥaz̤rat Abū Qatādah raḍiya Allāhu ‘anhu se riwāyat hai keh Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: achc̥hā ḳhẉāb Allāhu Taʻālá kī jānib se aur burā ḳhẉāb Shayṭān kī ṭaraf se hai. So jab tum meṅ se ko’ī burā ḳhẉāb dekhe aur d̥ar jā’e to use chāhiye keh apnī bā’īṅ jānib thūk de aur kahe: ﴾ أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنْ شَرِّهَا﴿ phir woh ḳhẉāb use ko’ī nuqṣān nahīṅ pahŏṅchā’egā.”

[Buḳhārī fī al-Ṣaḥīḥ, 3/1198, raqam: 3118
Muslim fī al-Ṣaḥīḥ, 4/1771, raqam: (1) 2261]

Advertisement

Hadith: Nabi Pakﷺ aur chand.

Hazrat Abbas ibne Abdul Muttalib Raziallahu anhu bayan karte hain ke Maine arz kiya:
“Ya Rasoolullah! Aapki Nabuwwat par dalalat karne waali ek khaas Nishani ne Mujhe Aapke Deen me dakhil hone ki targheeb di! Maine dekha Aap Ayyam-e-Tafuliyat me (Wiladat-e-Ba Sa’aadat ke baad) Gawarey ke andar Chaand ke saath khela karte they aur Ungli Mubarak ke saath jis taraf ishara farmaya karte they Chaand usi taraf jhuk jata tha.”
Aap SallAllahu ta’ala wa’ala aale hi Wasallam ne farmaya:
“Mai uske saath baate karta tha aur wo Mere saath baate karta tha aur Mujhe rone nahi deta tha.”

Ibne Asakir, Tarikh, 4/360
Suyuti, Khasais-e-Kubra, 1/53

Qadri Silsila Ki Asl Kya Hai

Bahut Se Logo’n Ko Iss Baat Ki Maloomat Nahi Hai Ki Qadri Silsila Ki Asl Kya Hai. Dar Asl Qadri Silsila Hazrat Syedna Shaikh Abdul Qadir jilani (r.a) Se Qadri Kahlana Shuru Huwa Jinki Wiladat San 471 Hijri Aur Wisal San 561 Hijri Hai.
Lekin Sawal Ye Uth’ta Hai Ki Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) Se Qabl Ye Silsila Kis Naam Se Tha Aur Iski Asl Kya Thi?
To Iski Haqeeqat Ye Hai Ki San 144 Hijri Me Jab Hazrat Syedna Abdullah Al Mahaz Alaihissalam Ke Farzand e Akbar Hazrat Syedna Imam Nafs Zakiya Alaihissalam Ne Tahreek Alvi Ki Buniyad Daali To Inki Ba’et Karne Walo’n Mei’n Tamam Arbo Hijaz Ke Sath Sath Inke Tamam Khandan (Alvi Hasni Husaini) Ne Bhi Inse Ba’et Ki Thi. Aur Inke Tamam Bhaiyo’n Ne Bhi Jinmein Se Ek Hazrat Musa Al jaun Bhi The Jinki Nasl Se Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) Tawallud Huwe.Hazrat Imam Muhammad Nafs Zakiya Alaihissalam Kyunki Imam Silsila Hasni Zaidi The Lehaza Inke Bhaiyo Farzando’n Aur Mureedo Se Ye Silsila Duniya Mein Phail Gaya Aur Zaidi Qutbi Se Ma’roof Raha. Jaise Ki Shahzada DaraShikoh Ne Apni Mash’hoor Tasneef Safinatul Auliya Safa 198 Par Hazrat Shaikh Abu Bakr Qutbi (r.a) Ka Zikr Kiya Hai Jo Neshapur (Iran) Ke Rahne Wale The Aur Jinka Wisal San 367 Hijri Likha Huwa Hai. To Isse Saaf Zahir Hai Ki Qutbi Silsile Ke Buzurg Qadri Silsile Se Pahle Maujood The’n Aur Yahi Qutbi Silsila Huzoor Ghaus Paak (r.a) Se Qadri Mash’hoor Huwa.

Egyptian doctor proves the number of lmams in the Quran.

*Egyptian doctor proves the number of lmams in the Quran*


-Dr. Magdy Wahba El Shafei Khatib. Lecturer at the Al-Azhar Mosque (Retired) discovers new numbers from the Holy Quran and has become the talk of every reader, Rose Al-Yousef magazine Egyptian exclusive news!

There is no doubt that the numbers in the Quran have their meanings and that is not vain at all. For example, the word “day” was repeated in the Qur’an 365 times, the same number of days of the year as well as the word “month” repeated in the Koran 12 times, the same number of months and many examples.

* The word ‘Imamate’ was mentioned in the Quran 12 times, which is the same number of the Imams of the house of the Prophet Muhammad (peace be upon him and his household) They are:

Imam Ali peace be upon him and his Sons the leaders of the Youth in Paradise (Hassan Hussein) and then the nine children of Imam Hussein peace be upon them all which is recognised by the Muslims ..
And the verses are :

البقره 124
التوبه 12
هود 17
الاسراء 70
الانبياء 72
القصص 5
الحجر 79
السجدة 24
يس 12
القصص 41
الفرقان 74
الأحقاف 12

And this amazing result encouraged me to calculate the number of the word (infallibility) in the Quran. because the Shiites claim the infallibility of their Imams and the number of infallibles they have are [14]

They are the Prophet(pbuh) and the Twelve Imams(as) in addition to Fatima Zahra (as)

The answer here is that the word infallibility was mentioned in the Qur’an and the number of infallibles mentioned is 14 times:

النساء 146
آل عمران 101
النساء 175
المائدة 67
آل عمران 103
يوسف 32
يونس 27
هود ( كلمتان بنفس الآية ) 43
الأحزاب 17
غافر 33
الممتحنة 10
الحج 78

Then after that I calculated the word of the Al-Kisa (garment) in the Holy Quran. because the Hadith-ul-Kisa (owners of the garment) as narrated in the Sahih from Umm Salamah. and the number of those mentioned are five:

the Prophet Muhammad (pbuh) and Imam Ali and Fatima Zahra and Hassan and Hussein (as) and after the end of that, I found the word appeared in the Quran five times as well:

البقرة 233
البقرة 259
المائدة 89
المؤمنون 14
النساء 5

Is there anyone who is prudent or knows ????

Do they not ponder over the Holy Quran or the hearts are lock.

The follower of Islam, What is your opinion of this miracles ???

Is it not worth that the whole world sees and knows (I am a twelver) and I have all the pride of a pro-Shiite …?

The number of sources of fountains Prophet Moses miraculously opened for his people(Israelites) to drink from were 12 source

The months in a year are 12 months

The tribes during Prophet Moses era (Israelites) were 12 tribes.

And the captives
The Zodiac 12

And the Apostles 12

The word Tawheed : there is no god but Allah (لا اله الا الله) is 12 characters long

While Muhammad Messenger of Allah (محمد رسول الله) 12 characters

And when Prophet Mustapha(النبي المصطفى ) has 12 characters long

And when honest secretory ( الصادق الامين) is12 characters

And the Imams of the people of the House 12 Imams

And when: Commander of the Faithful( امير المؤمنين) 12 characters

And Fatima Zahra(فاطمة الزهراء) 12 characters.

And Hassan and Hussein(الحسن والحسين) 12 characters

And Hassan al-Mujtaba(الحسن المجتبى) 12 characters.

And Hussein martyr(الحسين الشهيد) 12 characters.

And when :Imam Sajad(الامام السجاد) 12 characters.

The :Imam Baqir(الامام الباقر) 12 characters.

When Imam Sadiq(الامام الصادق) 12 characters.

And :Imam Kadhim(الامام الكاظم) 12 characters.

When: Imam Redza (الامام الرضا) 12 characters.

When: Imam Jawad(الامام الجواد) 12 characters.

When: Imam Hadi(الامام الهادي) 12 characters.

And:Hassan al-Askariالحسن العسكري ))
12 characters.

And: Imam Al-Mahdi (الامام المهدي) 12 characters.