हज़रत बुरैदह रजिअल्लाहु अन्हो से रिवायत है कि मैं, हज़रत अली अलैहिस्सलाम के साथ तमाम लोगों से ज्यादा बुग्ज़ रखता था, हत्ता की मैंने, कुरैश के एक आदमी से दोस्ती की तो उसकी बुनियाद भी बुग्ज़ ए अली पर थी। उसने मेरी तरफ़ एक सवारी भेजी तो मैंने मुसाहिबत भी बुग्ज़ ए अली पर की। रावी बयान करता है कि हमें कुछ क़ैदी हाथ लगे तो हमने रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम की ख़िदमत में लिखा की आप हमारी तरफ़ कोई आदमी भेजें, जिसे हम खुम्स दे दें तो आप सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम ने हज़रत अली अलैहिस्सलाम को हमारी तरफ़ भेजा और कैदियों में एक बहुत अच्छी खिदमतगार लड़की थी। जब आपने खुम्स लगाया तो वो लड़की खुम्स में आ गई । आपने फिर खुम्स लगाया तो वो हज़रत मुहम्मद सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम के अहलेबैत अलैहिस्सलाम के हिस्से में आ गई और फिर खुम्स लगाया तो वो आल ए अली अलैहिस्सलाम के हिस्से में आ गई।
हमने पूछा कि, “ये क्या है?”, तो हज़रत अली अलैहिस्सलाम ने फरमाया, “तुम देखते नहीं, पहले ये कैदी खुम्स में आई, फिर अहलेबैत अलैहिस्सलाम के हिस्से में आई, फिर मेरे आल के हिस्से में आई।”, ये सुनकर हमारे लश्कर के अमीर ने रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम को एक ख़त लिखा, जिसमें मौला अली अलैहिस्सलाम की शिकायत थी और मेरे हाथ लेकर भेजा। रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम की ख़िदमत में पहुँचकर मैंने वो ख़त पढ़ना शुरू किया और अपने अमीर की बात की तस्दीक़ की कि हाँ वो सच्चा है, हाँ वो सच्चा है।
रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम ने मुझे दोनों हाथों से पकड़ा और पूछा, “ऐ बुरैदह! क्या तुम अली से बुग्ज़ रखते हो?”, मैंने कहा, “हाँ, मैं रखता हूँ।”, ये सुनकर रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम ने फरमाया, “अगर अली से बुग्ज़ हैं तो बुग्ज़ ना रखो और अगर अली से मुहब्बत करते हो तो और भी ज्यादा मुहब्बत करो (यानी मवद्दत करो), मैं अल्लाह रब उल इज्जत की कसम खाकर कहता हूँ, जिसके कब्जा ए कुदरत में मेरी जान है, खुम्स में से अली और आल ए अली का हिस्सा उस ख़िदमतगार लड़की से कहीं ज्यादा है। “
इसके बाद रावी कहते हैं कि मुझे इस वाक्ये के बाद, अल्लाह और रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही वसल्लम के अलावा कोई इतना महबूब नहीं है, जितने अली अलैहिस्सलाम हैं।
हज़रत सईद बिन वहाब रज़िअल्लाहु अन्हो कहते हैं कि हज़रत अली करम’ अल्लाहु वज्हुल करीम ने एक मैदान में फरमाया कि, “उस शख्स को अल्लाह तआला का वास्ता देकरख़साइस ए अली
पूछता हूँ, जिसने ग़दीर ए खुम पर रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम को ये फरमाते हुए सुना कि, अल्लाह तआला और उसका रसूल, मोमिनों का वली है और जिसका मैं वली हूँ उसका ये (मौला अली) वली है। जो इससे मुहब्बत रखता है, उससे मुहब्बत रख और इससे दुश्मनी रखता है, उससे दुश्मनी रख और जो इसकी नुसरत करता है उसकी नुसरत फरमा।”
रावी कहते हैं कि सईद ने कहा, मेरे पहलू से छह आदमी उठे। ज़ैद बिन यसी भी कहते हैं कि मेरे पास से छह आदमी उठे।
ठीक ऐसी ही एक रिवायत और मिलती है, जिसमें इस्राईल, अबु इस्हाक़, अम्र सो मुर्र की रिवायत से ऊपर वाली हदीस ही बयान की जाती है लेकिन आख़िर में एक बात और जुड़ी है कि, “जो अली से मुहब्बत करे, उससे मुहब्बत रखो और जो अली से बुग्ज़ ओ दुश्मनी रखे, उससे दुश्मनी रखो। “
अबु इस्हाक़ ने अम्र सो मुर्र से बयान किया है, वो कहते हैं कि, मैं मैदान में, हज़रत अली अलैहिस्सलाम की ख़िदमत में हाज़िर हुआ, जो मुहम्मद सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम के अस्हाब को अल्लाह तआला का वास्ता दे रहे थे कि आप लोगों में किस-किस ने ग़दीर ए ख़ुम के रोज़, रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम को ये फरमाते हुए सुना कि, “जिसका मैं मौला हूँ, अली भी उसके मौला हैं। ऐ अल्लाह! जो इससे मुहब्बत रखे, तू भी उससे मुहब्बत रख, जो इससे दुश्मनी रखे, तू भी उसे दुश्मन रख, जो इसे महबूब रखे तू भी उसे महबूब रख, जो इससे बुग्ज़ रखे, तू भी उससे बुग्ज़ रख और जो भी इसकी नुसरत करे, तू भी उसकी नुसरत फरमा, मोमिन और काफ़िर के दरमियान इम्तियाज़ पैदा कर दे।”
हज़रत ज़िर्र बिन हुबेश(हुबैश), हज़रत अली करम अल्लाहु वज्हुल करीम से बयान करते हैं कि आपने फरमाया, “उस खुदा की कसम, जिसने जन्नत को पैदा किया और रूह को ख़ल्क किया, की रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम ने मेरे लिए ताकीद फरमाई है कि मुझसे सिर्फ़ वो ही मुहब्बत करेगा जो मोमिन है और वो ही बुग्ज़ रखेगा जो मुनाफिक़ है।
वासिल बिन अब्दुल आला अल्-कूफी, वकी, अल्-अ मश, अदिय बिन साबित, हज़रत जिर बिन हुबेश, हज़रत अली अलैहिस्सलाम से रिवायत करते हैं कि, आपने फरमाया कि मुझे, हुज़ूर रिसालत म’आब सल्लललाहु अलैहे व आलिही व सल्लम ने वसीयत फरमाई है कि, “मोमिन मुझसे मुहब्बत रखेगा और मुनाफ़िक़ मुझसे बुग्ज़ रखेगा।”
युसुफ़ बिन ईसा, अल्-फल बिन मूसा, अल्-अ’ मश, अदिय, ज़िर्र से बयान करते हैं कि हज़रत अली अलैहिस्सलाम ने फरमाया कि रसूलुल्लाह सल्लललाहु अलैहे व आलिही सल्लम ने मेरे लिए ताकीद फरमाई है कि तुझसे मोमिन मुहब्बत रखेगा और मुनाफिक बुग्ज़ रखेगा।
Hazrat Abdullah ibne Abbas Farmate Hein Nabi Alaihissalam Ne Farmaya:- Ham Apne Baap Aur Maa Ki Taraf Se Aadam Se Lekar Hamare Maa Baap Tak Jidhar, Jidhar Ye Noor Gaya Wo Log Kufr Se Paak Thay.
Nabi Alaihissalam Ne Farmaya:- Me Aur Ali Ek Hi Noor Se Hein.
📚 *References* 📚
Riyaz-un-Nazra
*Note:-* Nabi Alaihis Salam Ne Farmaya Me Aur Ali Ek Hi Noor Se Hein Aur Nabi Alaihis Salam Ne Farmaya Hamara Noor Hamare Maa Baap Ki Taraf Se Aadam Se Lekar Hamare Maa Baap Tak Jidhar, Jidhar Ye Noor Gaya Wo Log Kufr Se Paak The Yehi Noor Hazrat Syedna Imran Maula Abu Talib Alaihis Salam Ke Paas Aaya Noor e Ali, Ab Tum Lakh Fatwe Dete Raho Hazrat Abu Talib Alaihis Salam Kafir Hain Nauzubillah! Hazrat Abu Talib Alaihissalam Ke Imaan Par Hone Ke Liye Ye Noor Unke Paas Aana Hi Unke Imaan Wale Hone Ki Sabse Badi Daleel Hai Aur Ye Baat Nabi Alaihis Salam Farma Rahe Hein Ye Noor Jaha Raha Wo Logo Ko Kufr Se Paak Rakha…
*[Imaan-E-Abu Talib Alaihis Salam Part-2]*
Hazrat Abbas Bin Abdul Muttalib Ne Nabi Alaihis Salam Ki Khidmat Mai Arz Ki Ke Aap Ke Chacha Ko Kya Faida Pohocha Wo Jo Aapka Ahata Kiye Hote The Nabi Alaihis Salam Ne Farmaya Wo Aag Mai Hein Jahannam Ke Neechle Ghade Mai The Meri Shafaat Se Wo Aag Ke Upar Wale Tabqe Mai Aa Gaye Hain.
📚 Reference 📚 (Sahih Bukhari)
*Ab Is Riwayat Ka ilmi Wa Tahqeeqi Radd Karte Hain*
(1) Surah Taubah Aayat No.68:- Wo Jo Kafir Hain Jahannam Ki Aag Me Hamesha Rahenge Allah Ki Un Par Lanat Hai Aur Un Par Qayam Rehne Wala Azab Hai Jo Kabhi Kam Nahi Hoga Kafir Ke Liye.
(2) Surah Al-Imran Ki Aayat 56:- Allah Ne Farmaya Wo Jo Kafir Hain, Jo Kafir Rahe, Kafir Mare Duniya-o-Akhirat Mai Unko Sakht Azab Hoga Aur Koi Unka Madadgar Nahi Hoga.
(3) Surah Al Maida Aayat No.72:- Allah Farmata Hai Beshak Jo Allah Ka Shareek Tehraye Yaani Jo Mushriq Ban Jaye Allah Ne Us Par Jannat Haram Kardi Aur Unka Thikana Dozakh Hai Aur Zalimon Ka Koi Madadgar Nahi.
(4) Surah Baqarah Aayat No.217:- Jo Mar Jayega Kufr Pe Uske Amal Bhi Zaya Ho Jayenge Wo Log Aag Mai Rehne Wale Hain Aur Hamesha, Hamesha Rahenge.
(5) Surah Ahzab Aayat No.18:- Mai Yehi Farmaya Gaya.
(6) Surah Muhammad Aayat No.32
(7) Surah Kahf
(8) Surah Fatir Aayat No.36
(9) Surah Momin Aayat No.50
*Note:-* Nabi Alaihis Salam Farma Rahe Hain Meri Shafaat Se Wo Aag Ke Upar Wale Tabqe Mai Aa Gaye Hain Aur Allah Wazeh Farma Raha Hai In Surah Mai Kafir Ke Liye Koi Shafaat Qubool Nahi Hai Na Unka Koi Madadgar Hai Na Unke Azab Mai Koi Kami Kar Sakta Hai Aayaat Se Ye Wazeh Ho Gaya Ye Hadees Mauzhu Hain Ghadi Hui Hain Jisko Ghada Gaya Bugz e Abu Talib Mai Kyuki Ye Hadees Quran Ke Khilaf Hai Aur Usool Ye Hai Jo Hadees Quran Se Takra Jaye Wo Radd Kardi Jati Hai.
*[Imaan-e-Abu Talib Alaihis Salam Part-3]*
Hazrat Abu Talib Alaihis Salam Ke Wisal Ka Waqt Qarib Aaya To Nabi Alaihis Salam Ne Kaha Chacha Aap Keh De La ilaha illalla Taki Qayamat Ke Din Mai Aap Ki Sifarish Kar Saku Aur Riwayat Yaha Tak Aati Hai Kaan Mai Keh De To Paas Kuffar Bhi Baithe The Unhone Ne Kaha Aye Abu Talib Aap Apne Aba-o-Ajdad Ke Deen Chodenge To Unhone Kahan Mai Abdul Muttalib Ke Deen Par Hu To Unka Wisal Ho Gaya To Nabi Alaihis Salam Farmate Hain Unke Liye Dua e Mangta Rahunga Bakshish Ki Jab Tak Allah Mujhe Rok Na De To Surah Taubah Ki Aayat 113 Nazil Hui Nabi Aur Uske Jo Sathi Hain Unko Is Baat Ki ijazat Nahi Ki Wo Mushriqeen Ke Liye Dua Kare To Allah Ne Rok Diya To Nabi Alaihis Salam Ruk Gaye.
📚 Reference 📚 (Sahih Bukhari)
*Is Hadees Ka Ab ilmi wa Tahqeeqi Radd Karte Hain*
*Note:-* Is Riwayat Me Hame 2 Bate Nazar Aa Rahi Hain. Pehli Baat:- Akheeri Waqt Me Nabi Alaihis Salam Ka La ilaha illalla Padhne Ko Kehna Jisse Wo Imaan Wale Ho Jaye. Dusri Baat:- Surah Taubah Ki Aayat 113.. Pehla Jawab:- Allah Ne Wazeh Quran Mai Farma Diya Me Maut Ke Waqt Ki Tauba Qubool Nahi Karta Surah Yunus Aayat 90 Me Hai:- Jab Firaun Gark Ho Raha Tha To Maut Ke Waqt Usne Kaha Me Moosa Ke Rab Par Imaan Lata Hu Lekin Uska Imaan Qubool Nahi Kiya Gaya Kyuki Ye Maut Ke Waqt Ki Tauba Thi Nauzubillah! Kya Nabi Alaihis Salam Ko Ye Nahi Pata Tha Ke Maut Ke Waqt Ki Tauba Allah Qubool Nhi Karta Aur Aap Apne Chacha Ko Maut Ke Waqt Tauba Karne Ko Keh Rahe Hain Imaan Lane Ko Keh Rahe Hein Jis Nabi Par Quran Utra Maaz Allah Use Hi Quran Ka ilm Nahi Hoga..
Dusra Jawab:- Ye Jo Surah Taubah Ki Aayat Hai 113:- Nabi Aur Uske Sathi Hain Unko Is Baat Ki ijazat Nahi Ke Mushriqeen Ke Liye Dua Kare, Iska Shan e Nuzool Hazrat Abu Talib Alaihis Salam Ko Bataya Ja Raha Hai Iska Jawab Padhe.
*Surah Tauba Ki Aayat 113 Ye Kab Nazil Huyi ?*
(1) Tafseer Al Kabeer Jild-16 Safa No. 208 Imam Fakhruddin Razi Farmate Hain Ye Aayat Madina Mai Nazil Hui Hazrat Abu Talib Ka Wisal Makkah Mai Hua Iska Shan e Nuzool Hazrat Abu Talib Nahi Hain.
(2) Rooh ul Bayan Shaykh Ismail Haqqi Jild – 2 Safah – 552
(3) Imam Ibn Jareer Ne Jild-11 Safah 43
(4) Tafseer Qurtubi Jild-8 Safah 273
(5) Tafseer Kashshaaf Jild-2 Safah 15
(6) Jalalayn Jild-1 Safah 310
Ye Tamam Ne Likha Is Aayat Ka Shan e Nuzool Hazrat Abu Talib Alaihis Salam Nahi Hain
Imaam Suhayli Kehte Hain:- Ye Uhud Ke Musalmano Ke Jo Rishtedaar The Unke Liye Wo Dua e Mangte The Jab Ye Aayat Nazil Huyi Madina Me…
👉🏻wo gazwa jisk name quran me aya hoa hai Sure tawba ayat no 25 & 26
👉🏻jisme allah s.w.t ne farishto ka nuzol farmaya
👉🏻wo gazwa jis me hazrat ali ne 40 kafro ko jahannam wasil kre
👉🏻Wo gazwa jisme sahaba ki tadad 12 hazar or kuffar ki tadad 20 hazar
👉🏻 rasool allah salalallaho alyhe waslalam ki rizai bahen hazrat shema k kahne per kabila hawazan k saare qaidi riha kr diye gae
👉🏻wo gazwa jisme kuch afrad ne ye samjha k aaj islami lashkar ki tadad zada hai to ham galib aae ge to ayse halat bane k shuroat me ahliyane islam ko takleef hoi or fir wohi takleef fatah me tabdeel hoi..
👉🏻saare arab me mashhor jangju kabela hawazan or sakeef or ink itehadio ko shikaste fash hoi
👉🏻rasool allah ne muqame jarana per kayam farmaya ir wahi se umra krk madina rawana hoe
👉🏻4 ashab shahed hoe
👉🏻jabky maale kaseer ganimat me hasil hoa
👉🏻rasool allah salalallaho alyhe waslalam ne ansar k liye dua farmai or farmaya k ansaar allah k rasool ko le jae or ahle mecca maale ganimat
GAZWAE HUNAIN ME SHAHEED HONE WALE SAHABA R.Z
Hazrat aiman bin ubada r.z Hazrat yazid bin zam’ah r.z Hazrat suraka bin al hars ajlani r.z Hazrat abu amir al ashari r.z Hazrat rakeem bin sabit r.z