Are you Munafiq check your self…


What the Prophet said about those who fight, hate, or abuse his Ahlul-Bayt
The Messenger of Allah said:
“Loving Ali is the sign of belief, and hating Ali is the sign of hypocrasy.”
Sunni references:
– Sahih Muslim, v1, p48;
– Sahih Tirmidhi, v5, p643;
-Sunan Ibn Majah, v1, p142;
– Musnad Ahmad Ibn I anbal v1, pp 84,95,128
– Tarikh al-Kabir, by al-Bukhari (the author of Sahih), v1, part 1, p202
– Ililyatul Awliya’, by Abu Nu’aym, v4, p185
– Tarikh, by al-Khateeb al-Baghdadi, v14, p462


This tradition of Prophet was popular to the extent that some of the companions used to say:
“We recognized the hypocrites by their hatred of Ali.”
Sunni references:
– Fada’il al-Sahaba, by Ahmad Ibn Hanbal, v2, p639, Tradition #1086
– al-Istiab, by Ibn Abd al-Barr, v3, p47
– al-Riyad al-Nadirah, by al-Muhib al-Tabari, v3, p242
Dhakha’ir al-Uqba, by al-Muhib al-Tabari, p91


Also Muslim in his Sahih narrated on the authority of Zirr that:
Ali (RA) said: By him who split up the seed and created something living, the Apostle (may peace and
blessing be upon him) gave me a promise that no one but a believer would love me, and none but a
hypocrite would nurse grudge against me.
Sahih Muslim, English version, Chapter XXXIV, p46, Tradition #141
Abu Huraira narrated:
The Prophet (PBUH&HF) looked toward Ali, al-Hasan, al-Husain, and Fatimah, and said: “I am in
the state of war with those who will fight you, and in the state of peace with those who are peaceful to
you.”
Sunni references:
(1) Sahih al-Tirmidhi, v5, p699
(2) Sunan Ibn Majah, v1, p52
(3) Fada’il al-Sahaba, by Ahmad Ibn Hanbal, v2, p767, Tradition #1350
(4) al-Mustadrak, by al-Hakim, v3, p149
(5) Majma’ al-Zawa’id, by al-I laythami, v9, p169
(6) al-Kabir, by Tabarani, v3, p30, also in al-Awsat
(7) Jamius Saghir, by al-Ibani, v2, p17
(8) Tarikh, by al-Khateeb al-Baghdadi, v7, p137
(9) Sawai’q al-Muhriqah, by Ibn Hajar al-Haythami, Ch. 11, section 1, p221
(10) Talkhis, by al-Dhahabi, v3, p149
(11) Dhakha’ir al-Uqba, by al-Muhib al-Tabari, p25
(12) Mishkat al-Masabih, by al-Nawawi, English Version, Tdadition #6145
(13) Others such as Ibn IIabban, etc.

Advertisement

Nabi Pakﷺ ne farmaya Fatima AlahisSalam meri shakh hai.

Rasoolullah (ﷺ) Ne Farmaya Beshak Fatima (ع) Meri Shakh Hai, Jis Shay Se Usey Khushi Hoti Hai Usse Mujhe Bhi Khushi Hoti Hai Aur Jis Shay Se Usey Taklif Pohochti Hai Usse Mujhe Bhi Taklif Pohochti Hai.

(Majma al-Zawaid, 203)
(Mujam al-Kabir, 30)

Imam Munawi Bayan Karte Hein Ki Imam Suhayli Ne Isse Ye Istidlal Kiya Hai Ke Jisne Sayyeda Fatima Ko Bura Bhala Kaha Usne Kufr Kiya Kyunki Is Tarah Usne Rasoolullah (ﷺ) Ko Gazabnak Kiya, Aur Ye Is Liye Bhi Hai Ke Sayyeda Fatima Ka Rutba Shaikhain (Sayyedna Abu Bakr O Sayyedna Umar) Se Bhi Afzal Hai.

(Al-Rawd al-Unuf, 330)
(Fayd al-Qadir, 321)

Imam Ibn Hajar al-Asqalani Farmate Hein Rasoolullah (ﷺ) Ne Qati’i Taur Par Farmaya Hai Ke Har Woh Shay Jo Sayyeda Fatima Ko Taklif Pohchaye Woh Aap (ﷺ) Ko Bhi Taklif Pohchati Hai Lihaza Har Woh Shakhs Jiski Taraf Se Sayyeda Fatima Ke Haq Mein Gustakhi Huyi, Jisse Unhein Taklif Pohchi Goya Woh Rasoolullah (ﷺ) Ko Bhi Taklif Pohchata Hai Ispar Ye Khabre Sahih Gawah Hai.

(Fath al-Bari, 329)

Merciful Gift

Beloved Holy Prophet ﷺ Said:
I am only a Merciful Gift.

Reference:
– Sunan, Darimi, vol.1 pg.21
– Musannaf, Abi Shaybah, vol.6 pg.325
– Mustadrak, Hakim, vol.1 pg.91
– Musnad, Quadi, vol.2 pg.189
– Mujam al Awsat, Tabarani, vol.3 pg.223
– Shuab al Iman, Bayhaqi, vol.2 pg.143
– Majma Zawaid, Haythami, vol.8 pg.257
.
Majestic Qur’an Surah Anbiya Ayat No 107

وَمَا أَرْسَلْنَاكَ إِلَّا رَحْمَةً لِّلْعَالَمِينَ

Wama Arsalnaka illa Rahmatanlil Aaalameena

اور (اے رسولِ محتشم!) ہم نے آپ کو نہیں بھیجا مگر تمام جہانوں کے لئے رحمت بنا کر

We Have Not Sent You (O Beloved Messenger) Except As A Mercy To All The World’s
.
Subhan Allah
.
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ

Tauheed ko Maanne Ki Wahid Shart.

الله

Tauheed ko Maanne Ki Wahid Shart Marifat e ilahi hai. (Ye wo cheez h jise pane ke liye aur jis tak pahunchne ke liye insaan ko paida kiya gaya hai lekin istak pahuchne ke liye Siraat e Mustaqeem se guzarna padega aaiye samjhe kaise)

Allah Rabbul Izzat Quran Majeed Furqaan e Hameed mei’n farmata hai ki…

(Main ek chupa hua khazana tha aur maine iss baat ko mehboob rakha aur maine chaha ke mai pehchana jao tou maine makhlook ko paida kiya phir Allah ne Apne Noor se ek Noor ko juda Kiya aur wo Noor Allah ke kul qainaat ki takhleeq ki wajah bani ) كنت كنزا مخفياً فأحببت أن أعرف فخلقت الخلق

Aaiye dekhe hadeese paak ki raushni mein ke wo Noor kya hai? Imaam Ahmad bin Humbal Fazael e Sahaba baab Fazael e Maula Ali hadees no. 205, Al Makhtoota aur inhi Ahmad bin Humbal ne apne musnad, jild 5, hadees no.243 me Rasoolallah (S.A) ke Qaul ko naql kiya hai ke Rasoolallah ne farmaya, Allah ne jis Noor ko apne se juda Kiya tha wo Noor Main aur Ali hai. Tou pata ye chala ke Allah ke sabse pehle wo Noori makhlook jo kul kaenat ke takhleeq ke wajah thaeri wo Muhammad e Arbi (S.A) aur Maula Ali (a.s) hain. Aur isi ke saath saath Allah ne azal se he Rasool Allah (S.A) ke

Shareeyat aur Maula Ali ke Tareeqat ka baab qaayam kar diya kyuki Allah ke tamam makhlook me insaan Ashraf hai tou ise par Allah ki Marifat ko hasil karne ki shart bhi thaeri.

Aur iss tarah Allah ne ye wazeh kar diya ke Allah ke Marifat inke waseele ke

baghair hasil nhi ho sakti aur namoone ke liye azazeel ko kainaat ke samne pesh kar diya wo iss tarah ke jab janab e Adam ke peshani me uss Noor e azal jo (Maula Ali aur Rasoollalah) ka Noor tha rakha to Allah he ne hukm sunaya ki Aye jamate momineen Adam ka sajda karo tamaam farishtou aur tamam saleheen ki Arwahoo’n ne Jinmein ambiya auliya sab shamil the fauran sajda karke khuda ke hukm ke tahet uss Noor ki tazeem Baja lae siwae azazeel ke jisne sajde se inkar kar diya aur usi din se woh mardood hokar khuda ki laanat ka haqdaar hua aur iblees kaha Jane laga

Bus usi din se Allah tak pahunchne ke liye sirate Mustaqeem ka raasta qaayam hua jo Tamam rasul aur ambiya ka hai jinke peshwa rasoole khuda sallallahu alaihi wasallam hai aur jinhe huzoor alaihissalam ki shariyat ke baab se guzarna pada yaha’n tak ki Rasool allah sallallahu alaihi wasallam par ye baab band hua aur ummate muslima ke momeneen yaani auliya aur asfiya ke liye yahi baab Hazrat Ameerul Momineen maula Ali alaihissalam se khol diya gaya jo Hazrat Imam Mahdi a.s Ke Aamad tak khula rahega. (Ala Inna Auliya Allah La Khaufun Alaihim Walahum Yahzanoon. Para 11 Surah Yunus Aayat:62

_Ab ye aapki kismat h ke aap kis raste par chal kar Tauheed ko samajhna chahte hai uss raste par ke jis raste ko Allah ne Siraat e Mustaqeem kaha (Yaani Rasoolo Ambiya Saleheen Siddiqueen Shohda Auliya Asfiya Ka Raasta) Jis par Allah Paak Ka Inaam o ikraam hua ya Azazeel (iblees, Mardood ka rasta) ki jisne Shariyat

Aur Tareeqat Se Khula Inkaar kiya, jis par Allah ka ghaizo ghazab hua.