Rishtedaro me Nikaah Jayaz-wa-Najayaz

muslim-women

★ Hazrat Amra Binte Aburrahman Wa Hazrat Ali (Radhi Allahu Ta’ala Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Sarkar-E-Madina(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya :
“Raja’at Yani Dudh Ke Rishte Se Bhi Wohi Rishte Haraam Ho Jate Hai Jo Wiladat Se Haraam Ho Jate Hai.
(Bukhari Sharif : Jild-3, Page-62; Tirmizi Sharif : Jild-1,Page-587)

Note: Yani Jisne Bachpan Me Kisi Aurat(Daayi Maa) Ka Dudh Piya Toh Usse Maa Ka
Rishta Ho Jata Hai Ab Uski Beti Bahen Hai Toh Usse Nikaah Haraam Hai.

★ Hazrat Abdullah Ibne Abbas (Radi Allahu Anhu) Ne Imaam Bukhari (Radi Allahu Anhu) Se Riwayat Kiya Ki,”Chaar (4) Se Zyada Biwiya Issi Tarah Haraam Hai Jaise Aadmi Ki Apni Beti Aur Bahen Se Nikah”
(Bukhari Sharif : Jild-3,Page-64)

Al-Quran
» “Haraam Huyi(Nikah Ke Liye) Tum Par Tumhari Maa, Betiya, Behne Aur Fufiya, Khalaye, Bhatijiya, Bhanjiya Aur Tumhari Maa Jinhone Dudh Pilaya Aur Dudh Ki Behne, Aurato Ki Maaye.”
(Para-4, Surah Nisa : Aayat-23 , Tarzuma Kanzul Imaan)

★ “Aur Mushriko Ke Nikah Me (Apne Bete Ya Beti Ko) Na Do Jab Tak Woh Imaan Na Laye.”
(Para-2, Surah Bakar : Aayat-221, Tarjuma Kanzul Imaan)

★ “Aur Shirk Wali Aurato Se Nikah Na Karo Jab Tak Woh Musalman Na Ho Jaye.
(Para-2, Surah Bakar : Aayat-221, Tarjuma Kanzul Imaan)

Advertisement

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s