Bismillahirrahmanirrahim *✦ Hadith : Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki.* —– ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo, kyuki yaqeen ke baad aafiyat se behtar koi cheez kisi ko nahi di gayee Jamia Tirmidhi,Jild 2,1482-Sahih ✦ Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai […]
♥ Mafhoom-e-Hadees: Taqdeer Par Emaan Rakhna Farz Hae, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Aur Ghour-O-Fikr Karne Se Sahaba-e-Kiram Ko Bhi Manaa Farma Diya Gaya Tha, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Karna Halakat Ka Sabab Hai. – (Tirmizi Hadith no.2133 Baab:Maa Ja’a Fi Ttashdeed Fil-Khoudi Fil Qadr) » Duniya Me Jo Kuchh Bhalayi Ya Burayi Hone […]
✦ Hadith : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis ne ye kalma Din mein 100 martaba Parh liya ✦ لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ✦ ✦ La ilaha illal-lah wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulk wa lahu-l-hamd wa huwa ‘ala kulli […]
Bismillahirrahmanirrahim *✦ Hadith : Ghar se wuzu karke Masjid mein farz namaz ke liye jane par hajj par jane jitna sawab* ————– ✦ Hazrat Abu Umama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs apne ghar se wuzu karke farz namaz ki niyyat se nikle to usko utna […]
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Mafhum-e-Hadith: Ek Juma dusre juma tak ke gunaho ka kaffara hai jo inke darmiyan ho jate hain agar kabira gunah na ho ———————- ✦ Abu Huraira Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Pancho namazein aur (ek) Juma (dusre) juma tak ka kaffara hai (un gunaho se) […]
Bismilahirrahmanirrahim ✦ Allah ki raza hasil karne aur narazgi se bachne ki dua ——————— Aisha Radi Allahu anha se rivayat hai ki maine ek raat Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam ko bistar par mojud na paya to main unko dhundhne lagi (makan mein andhera tha) to mera haath aap ke qadmo ke talwo par ja padha […]