
“Hazrat Imam Ibn Hajr Makki Al-Haythami Likhte Hai’n Ke Imam Hassan (عليه السلام) Aakhiri Khalifae Rashid They, Woh Imame Barhaq, Khalifae Barhaq Aur Unki Khilafat Unke Jadde Karim (صلى الله عليه وآله وسلم) Ki Nass Se Sabit Hai.
.
(الخلافة بعدي ثلاثون سنة)
(Mere Baad Khilafat Ala Minhāj in Nabuwwah 30 Baras Tak Rahegi.)
.
Reference : As Sawa`iq ul Muhariqāh” Safah 397.
___
“Hazrat Imam Jalaluddin Suyuti Farmate Hai’n Ke Imam Hassan (عليه السلام), Sibte Rasulullah (صلى الله عليه وآله وسلم) Ke Mehekte Huwe Phul Nass ke Sath Aakhiri Khalifa Hai’n”.
.
Reference :Tārikh ul Khulafa Safah 150
.
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ