
Hazrat Ali Ibn Abu Talib RadiyaAllahu Ta’ala anhu se marwi hai ki Mai Makkah Mukarramah mein Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Aalihi wa Alaihi wa Sallam ke humrah tha, hum Makkah Mukarramah ki ek taraf chale toh jhaad aur darakht bhi Aap SallAllahu Aalihi wa Alaihi wa Sallam ke samne aata (wo Aap SallAllahu Aalihi wa Alaihi wa Sallam ) se Arz karta: As-Salamu A’laiyka Ya Rasool’Allah.!
Tirmidhi as Sunan, 5/593 #3626
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadiw wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Barik wa Sallim.