Hadith ::Nabi Pak ﷺ Ki Wiladat Ke Mauqa Par Jhande Lagane Ka Saboot


1. Nabi e Paak ﷺ Ki Wiladat Ke Waqt Hazrat Jibrail (Alaihis Salam) Ne Kaba Ki Chat Aur Mashrig wa Maghrib Me Jhande Lagaye Aur Nabi e Paak ﷺ Ki Aamad Par Is Ranga Rang Baharo Ka Ehtemam Allah Tala Ki Taraf Se Tha.*

📚 *Reference* 📚

*Al Bidaya wal Nihaya, Jild 6, Safa 299*

*2. Hazrat Aamina (Salam un Aleha) Farmati Hain:- Jab Muhammad ﷺ Ki Wiladat Hui Us Waqt Hazrat Jibrail (Alaihis Salam) Ne 3 Jhande Nasab Kiye Ak Maghrib Me Ak Mashrik Me Aur Ak Kaabe Ki Chat Par.*

📚 *Reference* 📚

*Madarj un Nabuwat, Jild 2, Safa 26*

*3. Huzoor ﷺ Ki Pedaish Par Hazrat Jibrail (Alaihis Salam) Ne Jhande Garhey.*

📚 *Reference* 📚

*Khasais ul Kubra, Jild 1, Safa 82*