
Ameerul Momineen Sirf Maula Ali Karrammallahul wajhul Kareem Wa Alaihyssalam Hain👇
Fazilat E Ameerul Momineen Maula Ali :
(عليه السلام)
Hazrat Huzaifa Yamani (r.a) se Riwayat hai ke NABI E KARIM (ﷺ) ne farmaya:
Agar Logo’n ko ye Maloom Hota ke ALI (عليه السلام) ka Naam Ameer-ul-Momineen kab Rakha gaya to Hargiz ALI (عليه السلام) ki Fazailat ka inkar na karte
ALI (عليه السلام) ka Naam us waqt Ameer-ul-Momineen Rakha gaya ke jab ADAM (عليه السلام) Rooh or Jism ke darmeyan the,
Us waqt ALLAH ne Arwaah ko Mukhitab kar ke farmaya:
Main Tumhara KHUDA Hoon aur MUHAMMAD (ﷺ) Tumhare Nabi Hain aur ALI (عليه السلام) Tumhare Ameer Hain.
(عليه السلام) (ﷺ)
Ref: Ahl-e-Sunnat Book:
Masnad Al-Firdous, Jild:2, Page:197,
Hadees:5104, Bab: Al-Laam,
Writer: Imam Dailmi