
Hadith Sunnah Ibn e Majah

Aaya Na Hoga Is Tarha, Rang O Shabab Rait Par
Gulshane Fatima سKe The. Sare Gulaab Rait Par.
Jaan e Batool سKe Siwa, Koi Nahin Khila Saka
Qatra E Aab Ke Bagheir, Itne Ghulaab Rait Par.
Ishq Main Kiya Lutaiye, Ishq Mein Kiya Bachaiye
Aale Nabi ﷺNe Likh Diya. Sara Nisab Rait Par.
Jitne Sawal Ishq Ne, Aal E Rasool ﷺSe Kiye
Eik Se Badhkar Eik Ne Diya, Sare Jawab Reit Par.
Tarse Hussain عAab Ko,Me Jo Kahu To Be Adab
Lam Se Labe Hussain عKo, Tarsa Hai Aab Rait Par.
Lazzate So Jise Bilal , Sokhe Shahadate Hussainع
Jis Ne Liya Yuhi Liya Apna Khitab Rait Par
Aale Nabi ﷺKa Kaam Tha, Aale NabiﷺHi Kar Gaye
Koi Na Likh Saka Adeeb Aisi Kitaab Rait Par.
𝐘𝐀 𝐇𝐔𝐒𝐒𝐀𝐈𝐍 𝐀.𝐒 𝐘𝐀 𝐇𝐔𝐒𝐒𝐀𝐈𝐍 𝐀.𝐒
Tabarani Ne Bayan Kiya Hai Ki Nabiyy-E-Karim SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Se Farmaya Ki Jannat Me Chaar-04 Aadmi Sab Se Pehle Daakhil Honge Mein, Tum, Hasan Aur Husain (Alayhim-us-Salam) Aur Hamaari Awlaad Hamare Pichhe-Pichhe Hogi Aur Hamari Biwiya’n Hamaari Awlaad Ke Pichhe-Pichhe Hongi Aur Hamaare “Shia”(Mutabbi’iyn) Hamaare Daaein-Baaein Honge”.
–
[Haytami Fi As-Sawa’iq-ul-Muharriqah, Saf’h-161.]
Daylami Ne Bayan Kiya Hai:
“Aye Ali !
Allah Ta’ala Ne Tujhe Teri Awlaad Tere Bacchon Teri Ahel Aur Tere “Shion”Ko Bakhs Diya Hai.
Pas Khush Ho Jaao Kyun Ki Too Hawz-E-Kawthar Se Bhare Huwe Pet Waala Hai.”
–
[Haytami Fi As-Sawa’iq-ul-Muharriqah, Saf’h-101.]
Yaad Rahe Ki Ahadith-E-Mubaraka Me “Shiaa” Se Muraad “Pairokaar” Aur “Shiaan-E-Ali” Se Muraad “Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ke Pairokaar” Aur Un Ka Woh Giroh Hai Jo Sahaba-E-Kiram Ridwan-ul-Allahi Ta’ala Alayhim Ajmaeen Ke Maqaam Wa Martabe Ko Bhi Dil-o-Jaan Se Taslim Karta Hai, Jaise Ki Isi Kitab Me Hai Ki:
“Aap Ke “Shia” Ahl-E-Sunnat Hain Kyun Ki Wahi Allah Ta’ala Aur Us Ke Rasool SallAlahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Farmana Ke Mutabiq Un Se Muhabbat Rakhte Hain.
Aur Doosare Log Haqiqat Me Un Ke Dushman Hain Kyun Ki Shariat Ke Qawaanin Ke Hudood Se Khaarij Aur Hidayat Ke Tariqon Se Hata Ne Waali Muhabbat Sab Se Badi Adaawat Hai.
Yahi Wajah Hai Ki Is Qism Kee Muhabbat Un Kee Halaakat Ka Baa’is Ban Jaaegi”.
–
[Haytami Fi As-Sawa’iq-ul-Muharriqah, 519.]
Aur Imam Shafi’iy Rahmat-ul-Allahi Ta’ala Alayh Ne Apne Ash’ar Me Lafz-E-Shiat Isti’mal Nahin Farmaya Balki Lafz-E-Raafziyyat Isti’mal Farmaya Hai Mulahiza Ho Imam Shafi’iy Rahmat-ul-Allahi Ta’ala Alayh Farmate Hain Ki :
“Agar Aal-E-Muhammad Kee Muhabbat Rafd Hai To Jinn Aur Insaan Gawaah Ho Jaaien Ki Mein Raafzi Hoo’n.”
–
[Haytami Fi As-Sawa’iq-ul-Muharriqah, Saf’h-133.]
Aur Aik She’r Me Aap Farmate Hain Ki :
“Agar Wali (Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim) Kee Muhabbat Rafd Hai To BeShak Mein Sab Se Bada Raafzi Hoo’n.”
–
[Haytami Fi As-Sawa’iq-ul-Muharriqah, Saf’h-133.]
Ab Agar Koi Aisa Shiaa Hai Ki Jo Sahaba-E-Kiram Se Bughz Rakhta Hai To Woh Shian-E-Ali Se Nahin Balki Woh Raafzi Hai Is Liye Shiat Aur Raafziyyat Me Tameez Nihaayat Zaroori Hai.
بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يارسول الله
(Juma’ Ke Din Durood Shareef Ki Fazeelat)
Huzoor ﷺ Ka Farman Hai “Mere Upar Durood Pul Siraat Ke Lie Noor Hai, Jo Mujh Par Juma’ Ke Din 80 Martaba Durood Bhejta Hai Allah ﷻ Uske 80 Saal Ke Gunahon’ Ko Maaf Farma Deta Hai.”
(Kanzul Ummal Jild 1 Hadees 2149)
(جمعہ کے دن درود شریف کی فضیلت)
حضور ﷺ کا فرمان ہے ”میرے اوپر درود پل صراط کیلۓ نور ہے,جو مجھ پر جمعہ کے دن اسی مرتبہ درود بھیجتا ہے اللہ تعالٰی اس کے اسی سال کے گناہوں کو معاف کر دیتا ہے“ _
(کنزالعمال ج ١ حدیث ٢١٤٩)
Mukashifatul Quloob Page 46
Talibe Dua
•●┄─┅━★✰★━┅─┄●•
हज़रत इमाम हुसैन रजियल्लाहु तआला अन्हु जब खुद मेदान मे तशरीफ़ लाये ! तो जुरअत व शुजाअत के वह जौहर दिखाये कि मलाइका भी अश-अश हो उठे !
इतने में एक शख्स इब्ने कुतबा शानी सामने आया ! और कहने लगा कि ऐ हुसेन ! तमाम अहबाब व अकारिब को हलाक करा चुके ! मगर अभी लडाई की हवस बाकी है ! तुम अकेले हजारों का मुकाबला कैंसे कर सकोगे ?
हज़रत इमाम ने फ़रमाया: तुम लोग मुझसे लडने आये हो या में तुमसे ? तुमने मेरा रास्ता बंद किया है ! और तुमने मेरे अहबाब व अकारिब को क़त्ल किया !
अब मुझे सिवाए लडाई के क्या चारा है ? ज्यादा बातें न बना और सामने आ ! यह फ़रमाकर आपने एक नारा मारा कि तमाम लश्कर थर्रा गया ! वह जालिम बदहवास हो गया ! और हाथ पैर न हिला सका !
इमाम ने तलवार मारकर सिर उडा दिया ! फिर फोज पर हमला किया तो सब भागने लगे ! इब्ने असतह नामी एक यजीदी पुकार उठा: ऐ ना मर्दो !
अब एक तन बाकी रह गया है उससे भाग रहे हो ? ठहरो मै इसके मुकाबले को जाता हूँ ! यह कहकर इमाम के सामने आया ! और तलवार मारने को उठाई !
हज़रत इमाम ने पहले ही तलवार उठाकर उसके दो टुकड़े कर दिये ! फिर हजरत इमाम ने फुरात पर जाने का इरादा फ़रमाया !
शिमर ने पुकार कर कहा: ऐ लश्करियो ! हुसेन को हरगिज पानी न पीने देना ! अगर उसने पानी पी लिया तो फिर किसी को जिन्दा न छोड़ेगा ! बस सबने हज़रत इमाम पर हमला कर दिया !
हज़रत इमाम तलवार खींचकर फरमाते हुए सिर उडाते हुए और सफों को तितर बितर फरमाते हुए फुरात के पास जा पहुंचे ! घोडा पानी में डाला ! चुल्लू में पानी पीना चाहा कि नक्कारो ने पुकार कर कहा ! की हुसैन तुम यहां पानी पी रहे हो ! और वहां खेमा लुट रहा है ! इमाम फौरन पानी फेंक कर खेमे की तरफ़ चले !
राह में कई को जहन्नम पहुंचाया ! खेमे के पास आकर देखा तो किसी को न पाया ! मक्कारो की यह चाल थी ! फिर खेमे के अंदर तशरीफ़ ले गये ! और अहले-बैत से फरमाया: चादरें ओंढो. जजा व फ़जा न करो ! मुसीबत पर सब्र करो ! मेरे यतीमों को आराम से रखना ! फिर इमाम जैनुल आबिदीन को सीने से लगाकर पेशानी को चूमा और फरमाया: बेटा!
जब मदीने पहुंचो तो मेंरे दोस्तों को मेरा सलाम कहना ! और मेरी जानिब से मेरा पैगाम देना ! कि जब तुममें कोई रंज व बला में मुब्तला हो तो मेरा रंज व बला याद करे ! जब कोई पानी पिये तो मेरी प्यास याद करे ! हजरत इमाम अपना यह आखरी दीदार देकर फिर मैदान में तशरीफ़ ले आये !
(तजकिरा सफा 60 )
सबक :
हजरत इमाम की जुरअत व हिम्मत और आपका अज़्म इस्तीकलाल ( साबित कदम रहना ) कयामत तक के मुसलमानों के लिये मिसाल बन गया !
अजीज व अकारिब की जुदाई भूख और प्यास और जालिमों के मुतवातिर जुल्म ब सितम के बावजूद आपके जज़्ब-ए-सादका में ज़र्रा बराबर भी फ़र्क न आया !
हर हाल में आपने अल्लाह तआला का शुक्र ही अदा किया ! शरीअत के खिलाफ़ हर हरकत से अखिर दम मना फ़रमाया ! रजियल्लाहु तआला अन्हु