
औक़ाते मकरूहा यानी जिसे ज़वाल का वक़्त भी कहते हैं, ये दिन में 3 बार लगता है
01 तुलुए आफ़ताब
02 निस्फुन नहार
03 ग़ुरूबे आफ़ताब
01 तुलुए आफ़ताब ये सुबह सूरज का पहला किनारा दिखने से ले कर पूरा दिखने तक यानी करीब 20 mint का होता है,
02 निस्फुन नहार इसको ज़हवाये कुबरा भी कहा जाता है, ये खड़ी दोपहर में होता है, और ये करीब एक से डेढ़ घंटे तक हो सकता है,
03 ग़ुरूबे आफ़ताब सूरज के डूबते वक़्त, यानी मग़रिब का वक़्त शुरू होने के 20 mint पहले से चालू होता है और मग़रिब का वक़्त शुरू होने तक रहता है,
▪️इन सभी वक़्तों मे कोई भी नमाज़, तिलावत का सजदा वगैरह जाएज़ नही
▪️इन वक़्तों मे वैसे तो क़ुरआने पाक पढ़ना जाएज़ है लेकिन ओलमाये कराम का फरमान है कि ना पढ़ना बेहतर है, बल्कि ज़िक्र व अज़कार करें, और अगर पढ़ लिया तो गुनाह नही,
━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━
Auqate makrooha yani jise zawaal ka waqt bhi kahte hain, ye din me 3 bar lagta hai
01 Tulu’e Aftaab
02 Nisfun-Nahar
03 Gurub’e Aftab
01 Tulu’e Aftaab ye suraj ka pahla Kinara dikhne se le kr pura nikalne tak yani qareeb 20 mint. Ka hota hai
02 Nisfun-Nahar isko zahwaye Qubra bhi kaha jata hai, ye khadi dophar me hota hai, aur ye qareeb ek se dedh ghantr tak ka ho sakta hai
03 Gurub’e Aftab suraj ke dubte waqt, yani magrib ka waqt shuru hone ke 20 mint. Pahle ss chalu hota hai aur magrib ka waqt shuru hone tak rahta hai,
▪️in sabhi waqton me koi bhi namaz, tilawat ka sajda jayez nahi
▪️in waqton me waise to quraane paak ka padhna jayez hai lekin olmaye karam ka farman hai ki na padhna behtar hai, balki zikr wa azkar karein, aur agar padh liya to gunah nahi