𝙈𝙪𝙖𝙬𝙞𝙮𝙖𝙝 𝙄𝙗𝙣𝙚 𝘼𝙗𝙪 𝙎𝙪𝙛𝙞𝙮𝙖𝙣 𝙆𝙚 𝘽𝙚-𝙎𝙖𝙣𝙖𝙙 𝙁𝙖𝙯𝙖’𝙞𝙡 𝙈𝙚 𝙄𝙢𝙖𝙢 𝘼𝙝𝙢𝙚𝙙 𝘽𝙞𝙣 𝙃𝙖𝙣𝙗𝙖𝙡 (𝙍𝙖𝙙𝙞 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝𝙪 𝘼𝙣𝙝𝙪) 𝙆𝙖 ð™ð™–𝙩𝙬𝙖…

𝙈𝙪𝙖𝙬𝙞𝙮𝙖𝙝 𝙄𝙗𝙣𝙚 𝘼𝙗𝙪 𝙎𝙪𝙛𝙞𝙮𝙖𝙣 𝙆𝙚 𝘽𝙚-𝙎𝙖𝙣𝙖𝙙 𝙁𝙖𝙯𝙖’𝙞𝙡 𝙈𝙚 𝙄𝙢𝙖𝙢 𝘼𝙝𝙢𝙚𝙙 𝘽𝙞𝙣 𝙃𝙖𝙣𝙗𝙖𝙡 (𝙍𝙖𝙙𝙞 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝𝙪 𝘼𝙣𝙝𝙪) 𝙆𝙖 𝙁𝙖𝙩𝙬𝙖…

𝙄𝙢𝙖𝙢 𝙄𝙗𝙣𝙚 𝙅𝙖𝙪𝙯𝙞 𝘼𝙥𝙣𝙞 𝙈𝙪𝙠𝙖𝙢𝙢𝙖𝙡 𝙎𝙖𝙣𝙖𝙙 𝙆𝙚 𝙎𝙖𝙖𝙩𝙝 𝙇𝙞𝙠𝙝𝙩𝙚 𝙃𝙖𝙞𝙣…

𝙃𝙖𝙯𝙧𝙖𝙩 𝘼𝙗𝙙𝙪𝙡𝙡𝙖𝙝 𝘽𝙞𝙣 𝘼𝙝𝙢𝙚𝙙 𝘽𝙞𝙣 𝙃𝙖𝙣𝙗𝙖𝙡 (𝙍𝙖𝙙𝙞 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝𝙪 𝘼𝙣𝙝𝙪) 𝙉𝙚 𝘽𝙖𝙮𝙖𝙖𝙣 𝙆𝙞𝙮𝙖 𝙒𝙤𝙝 𝙁𝙖𝙧𝙢𝙖𝙩𝙚 𝙃𝙖𝙞𝙣 :

𝙈𝙖𝙞𝙣𝙚 𝘼𝙥𝙣𝙚 𝙒𝙖𝙡𝙞𝙙 𝙎𝙚 𝙀𝙠 𝙎𝙖𝙬𝙖𝙖𝙡 𝙈𝙚 𝘼𝙧𝙯 𝙆𝙞𝙮𝙖 𝘼𝙖𝙥 𝙃𝙖𝙯𝙧𝙖𝙩 𝙎𝙖𝙮𝙚𝙙𝙞𝙣𝙖𝙝 𝘼𝙡𝙞 𝘼𝙡 𝙈𝙪𝙧𝙩𝙖𝙯𝙖 (𝘼𝙡𝙖𝙞𝙝𝙞𝙨𝙨𝙖𝙡𝙖𝙢) 𝘼𝙪𝙧 𝙈𝙪𝙖𝙬𝙞𝙮𝙖𝙝 𝙆𝙚 𝙈𝙪𝙩𝙖𝙡𝙞𝙦 𝙆𝙮𝙖 𝙁𝙖𝙧𝙢𝙖𝙩𝙚 𝙃𝙖𝙞𝙣.

𝙄𝙨 𝘽𝙖𝙖𝙩 𝙋𝙖𝙧 𝙄𝙣 𝙃𝙤𝙣𝙚 𝘼𝙥𝙣𝙖 𝙎𝙖𝙧 𝙅𝙝𝙪𝙠𝙖 𝙇𝙞𝙮𝙖 𝙋𝙝𝙞𝙧 𝙎𝙖𝙧 𝙐𝙩𝙝𝙖𝙖 𝙆𝙖𝙧 𝙁𝙖𝙧𝙢𝙖𝙮𝙖 :

𝙈𝙖𝙞𝙣 𝙄𝙣 𝘿𝙤𝙣𝙤 𝙆𝙚 𝘽𝙖𝙖𝙧𝙚 𝙈𝙚 𝙆𝙮𝙖 𝙆𝙖𝙝𝙪𝙣…

“𝙎𝙖𝙮𝙚𝙙𝙞𝙣𝙖𝙝 𝘼𝙡𝙞 (𝘼𝙡𝙖𝙞𝙝𝙞𝙨𝙨𝙖𝙡𝙖𝙢) 𝙆𝙖𝙨𝙚𝙚𝙧-𝙪𝙡-𝘼𝙖𝙙𝙖’𝙖 (𝘽𝙤𝙝𝙪𝙩 𝘿𝙪𝙨𝙝𝙢𝙖𝙣𝙤 𝙒𝙖𝙡𝙚) 𝙏𝙝𝙚𝙮, 𝙄𝙣 𝙆𝙚 𝘿𝙪𝙨𝙝𝙢𝙖𝙣𝙤 𝙉𝙚 𝙐𝙣 𝙆𝙚 𝘼𝙞𝙗 𝙏𝙖𝙡𝙖𝙖𝙨𝙝 𝙆𝙞𝙮𝙚 𝙏𝙤 𝙉𝙖𝙖 𝙋𝙖𝙖𝙮𝙚, 𝙋𝙝𝙞𝙧 𝙒𝙤𝙝 𝙐𝙨 𝙎𝙝𝙖𝙠𝙝𝙨 𝙆𝙞 𝙏𝙖𝙧𝙖𝙛 𝙈𝙪𝙩𝙖𝙬𝙖𝙟𝙟𝙖𝙝 𝙃𝙪𝙬𝙚 𝙅𝙞𝙨 𝙉𝙚 𝙐𝙣 𝙎𝙚 𝙅𝙖𝙣𝙜 𝘼𝙪𝙧 𝙇𝙖𝙙𝙖𝙖𝙮𝙞 𝙆𝙞 𝙏𝙤 𝙎𝙖𝙯𝙞𝙨𝙝 𝙆𝙚 𝙏𝙚𝙝𝙚𝙩 𝙐𝙨 𝙆𝙚 (𝙅𝙝𝙤𝙤𝙩𝙚 𝙁𝙖𝙯𝙖’𝙞𝙡) 𝙆𝙤 𝘽𝙖𝙙𝙝𝙖𝙣𝙖 𝙎𝙝𝙪𝙧𝙤𝙤 𝙆𝙖𝙧 𝘿𝙞𝙮𝙖.”

(𝘼𝙡 𝙈𝙖𝙪𝙯𝙤𝙤’𝙖𝙖𝙩 𝙁𝙞 𝙄𝙗𝙣𝙪𝙡 𝙅𝙖𝙪𝙯𝙞, 𝙅:2, 𝙎: 23)

(𝘼𝙡 𝘼𝙝𝙖𝙙𝙚𝙚𝙨-𝙪𝙡-𝙈𝙖𝙪𝙯𝙤𝙤’𝙖𝙖𝙩 𝙁𝙞 𝙁𝙖𝙯𝙖’𝙞𝙡-𝙀-𝙈𝙪𝙖𝙬𝙞𝙮𝙖𝙝 𝙁𝙞 𝙁𝙖𝙞𝙯 𝘼𝙝𝙢𝙚𝙙 𝙊𝙬𝙖𝙞𝙨𝙞, 𝙎 : 36-37)

𝙎𝙝𝙖𝙧𝙚 𝙏𝙤 𝘼𝙡𝙡….

Mujhse Sawal Karro Qabl Iske Ke Mujhe Khoodo

Jab Quran Ki Ye Aayat Utri

فَسْئَلُوْا اَھْلَ الذٌِکْرِ اِنْ کُنْتُمْ لَا تَعْلَمُون
Agar Tum Nahi Jante To Ahle Ilm Se Pucho
Sure Nahl Aayat : 43

Huzoor (صلى الله عليه وآله وسلم) Ke Parda Karne Ke Baad Sahaba ikram Pareshaan Ho Gaye Ki Kisse Puche Tab Maula Ali Mushkil Kusha (Alaihis Salaam) Ne Mimbar Pe Aailan Kiya Ki

(سَلُوْنِیْ قَبْلَ اَنْ تَفْقِدُونِى)
Mujhse Sawal Karro Qabl Iske Ke Mujhe Khoodo 😔

Aur Aaj Log Ahle Ilm Ko Hi Bhulte Jaare Hai Jo Ilm Ka Malik Hai Jo Hikhmat Ka Malik Hai Jo Kaushar Ka Malik Hai Main Bayan Nahi Kar Sakta Mere Maula Ki Shaan Main Kya Ye Zameen Aur Asmaan Bhi Nahi Bata Sakte .

Aaj Tak Kisi Ne Nahi Aailan Kiya Hai Ki Aaye Logo Pucho Kya Puchna Hai Imam Ali (Alaihis Salaam) Ke Siwa Asal Ilm To Imam Ali (Alaihis Salaam) Hai Lekin Aaj Kal Log Apne Peero Aur Aqal Ki Dakhal Daal ke Quran Ki Aayat Samjh the Hai Jab Ki Ye Asal Main To Ek Aayat Bhi Nahi Jante 😔
_ Rasool Allah (صلى الله عليه وآله وسلم) Ne Irshaad Farmaaya Tamam Aulaad e Adam Ka Saat Chod Dena Magar Ali Ka Saat Na Chodna Kiyu Ke Ali Tum Ko Ghumra Nahi Hone Dege! . Reference : Kanzul uloom Page No : 7 . Magar Afsos Aaj Jo Log Karre Hai 😔 _
Imam Ali (عليه السلام) Ne Farmaya :
“Main Wo Shaks Hoon Ke Mere Pass Gaib Ki Kunjiya Hai, Un Kunjiyo Ko Muhammed e Mustufa (صلى الله عليه وآله وسلم) Ke Baad Mere Siwa Aur Koi Nahi Jaanta”.
.
Reference : Kokab-e-Durri, Page No : 222
.
To Jaanlo Maula Kya Hai 🙁

Hadith Imam Hakim, Mustadrak, 3/145, #4657.

Hazrat Ammar bin Yasir RadiAllahu Anhu bayan karte hain ke maine Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ko Maula Ali Alaihissalam ke liye farmate hue suna:

“(Ay Ali) Mubarakbaad ho usey jo Tujse Muhabbat karta hai aur Teri tasdeeq karta hai!!
Aur halakat ho uske liye jo Tujhse bugz rakhta hai aur Tujhe jhutlata hai!!”

Alaihis Salatu Was Salaam

Is Hadees ko Imam Hakim aur Abu Yala ne riwayat kiya hai aur Imam Hakim
ne kaha Ye Hadees Sahih ul Isnad hai.

Imam Hakim, Mustadrak, 3/145, #4657.
Abu Ya’ala, Musnad , 3/178, 179,# 1602.
Tabrani, Mujam al Awsat, 2/337, # 2157.

Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammad wa Ala Sayyedina Aliyyuw wa Sayyedatina Fatimah wa Sayyedatina Zainab wa Sayyedina Hasan wa Sayyedina Hussain wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim.

Hadith Abu Dawood Sharif Jild 1, Safa 1047

🌹 HUZOOR E AKRAM ﷺ ne farmaya :

✒ “Tumhare Ayyam me sab se Afzal Din Juma he. Us din HAZRAT AADAM Alayhissalam ko Paida kiya gaya aur usi din Qayamat qaaim hogi aur usi din Soor phoonka Jaega lihaza us din mujh par Daroode Paak ki Kasrat kiya karo kyunke Tumhara Daroode Paak mujh tak pahonchaya jata he. Sahabae Kiram ne arz kiya : YA RASOOLALLAH sallallahu alayhi va sallam ! Aapke Visaal ke baad Aap par Daroode Paak kese pahonchaya Jaega? Irshad farmaya ke : ALLAH ne Ambiya e Kiram ke Ajsaam ko khana Zamin par Haraam farmaya he.”

📚 Abu Dawood Sharif Jild 1, Safa 1047