🌹 HUZOOR E AKRAM ﷺ ne farmaya :
✒ “Tumhare Ayyam me sab se Afzal Din Juma he. Us din HAZRAT AADAM Alayhissalam ko Paida kiya gaya aur usi din Qayamat qaaim hogi aur usi din Soor phoonka Jaega lihaza us din mujh par Daroode Paak ki Kasrat kiya karo kyunke Tumhara Daroode Paak mujh tak pahonchaya jata he. Sahabae Kiram ne arz kiya : YA RASOOLALLAH sallallahu alayhi va sallam ! Aapke Visaal ke baad Aap par Daroode Paak kese pahonchaya Jaega? Irshad farmaya ke : ALLAH ne Ambiya e Kiram ke Ajsaam ko khana Zamin par Haraam farmaya he.”
📚 Abu Dawood Sharif Jild 1, Safa 1047