18 Zil Hajj Elan e Wilayat Mawla Ali Alahissalam

Quran Mai Mola Ali A.s. ki Imamat ka Elan aur unki Ala tareen manzilaat…”Ay Rasul (S.a.w) Jo huqm tumhara parwardigar ki taraf se Nazil kiya gaya he pahoncha do, Aur agar tumne aysa nahi kiya to samjh lo ke tumne koi paigam pahonchYa Hi nahi, Aur tum daro mat khuda tumko logo ke sar se mehfooz rakhega , Aur khuda kabhi kafiro ki kaum ko manzhile maqsood tak nahi pahonchata”🌷 Al Quran para no 6, Sureh Al maaidah Ayat no 66-67.🌲 Tafseer:-Ibne Abi Haatim ne
Abu Mughira se riwayat ki he ke ye Ayat Gadheer A Khum me Hazrat Ali A.S. ki shaan me nazil hui hai is wajh se ibne marduuya ne ibne masud se riwayat ki he ke hum log zamana a Rasul (s.a.w) mai isi ayat ko yu padhte the….(Ya Aiyuhal Rasul Balligh ma unzila ilaika man rabbika in Ali yalmola al mominin wa in lam Taf’al fama ballaght Risaalata Wallah ya’asimuka minan naas)” Ay Rasul (s.a.w) jao huqm do is baat ka ke Ali har momin ke haqim hai
Tumhara parwardigar ki taraf se ye paigam pahoncha do agar tum e aysa nahi kiya to tumne koi paigam pahonchaya Hi nahiSach to ye he ke Aqa s.a.w ek arse se chahte the ke Ali ibn a abi talib ko apna khalifa namzad karde magar muktalifat wajah se is par iqdaam nahi karte theAakhir kar aakhri haz ke baad khuda ka huqm nazil huwa tab huzre aqdas (s.a.w) ne gadheer a khum me hazio ke samne hazrat Ali A.s. ki wilayat ka elaan kiya aur fir logo ne mola Ali A.s. ki khilafat ki Mubarak baad di..
Aur baaz munafikin aur minkirin is par ranjida aur gamjada huwe aur kuch log is par rasule khuda s.a.w se mubahisa karne aaye bhi
Aakhir kar unpar Allah ki taeaf se Azab nazhil huwa
Aur woh finnar huwe..💧 Reff:-
Tafseer Dar Mansoor Jalaluddin sayyuti
Jild -2, Safa – 398.
Satar no -8

Advertisement

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s