Shohar Ka Biwi Ke Sath Husn e Sulook Kesa Hona Chahiye

muslim-women

Ahliya/Biwi/Wife/Spouse ke Sath Shohar(Husband) Ka Rawayya aur Bartao Kesa Hona Chahiye (husband wife relationship in islam) ?

Jab Aap Nikah kar ke kisi Ladki ko apne Ghar laate hain to wo Aap ki khatir apne Maa, Baap aur Bhai ko chod Aati hai. Ab aap ka Farz banta hai ke aap apni Ahliya ko Maa, Baap, aur Bhaiyyon ki kami kabhi Mahsoos na hone den.
Aap ka hamesha Apni Ahliya (Wife) ke sath bartao aur Mua’mla:
✔ Baap ki tarah Shafqat o Maherbani wala
✔ Maa ki tarah Hamdardi, Ghamgusari aur Afu darguzar wala
✔ Aur Bhai ki tarah narm khuyi, karam Nawazi aur Narm dili o bardasht wala Hona Chahiye.Mehboob-E-Khuda Khatamun Nabiyyin Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya,“Tum Me Woh Behtar Hai Jo Apni Biwi Ke Sath Behtar Hai Aur Me Apni Biwiyo Ke Sath Tum Subse Jyada Behtar Hu”.
(Ibne Maja Jild 1, Safa 551, Hadees No 2047, Tirmizi Sharif Jild 1, Safa 595)

Advertisement

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s