
HUZUR E AKRAM ﷺ ne farmaya :*
“Jisne kisi Aadmi ko Aib lagane ke liye uske Muta’alliq aisi baat kahi jo usme na thi to ALLAH use Jahannam ki Aag me Qaid kar dega yaha tak ke wo is bare me Apni kahi hui baat ki Taujih pesh kare.”
📚 Al Mo’ajamul Awsat, Jild 6, Hadis No. 8936