Hazrat Imam Hasan AlahisSalam Khalifa e Rashid hai.

“Hazrat Imam Ibn Hajr Makki Al-Haythami Likhte Hai’n Ke Imam Hassan (عليه السلام)‎ Aakhiri Khalifae Rashid They, Woh Imame Barhaq, Khalifae Barhaq Aur Unki Khilafat Unke Jadde Karim (صلى الله عليه وآله وسلم)‎ Ki Nass Se Sabit Hai.
.
(الخلافة بعدي ثلاثون سنة)
(Mere Baad Khilafat Ala Minhāj in Nabuwwah 30 Baras Tak Rahegi.)
.
Reference : As Sawa`iq ul Muhariqāh” Safah 397.
___
“Hazrat Imam Jalaluddin Suyuti Farmate Hai’n Ke Imam Hassan (عليه السلام)‎, Sibte Rasulullah (صلى الله عليه وآله وسلم)‎ Ke Mehekte Huwe Phul Nass ke Sath Aakhiri Khalifa Hai’n”.
.
Reference :Tārikh ul Khulafa Safah 150
.
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ

Leave a comment