क़यामे इमाम हसन अलैहिस्सलाम का मैदान!

क़यामे इमाम हसन अलैहिस्सलाम का मैदान!

“…दोनों पार्टियों और तहरीकों में (इमाम हसन अलैहिस्सलाम और मुआविया की पार्टी मे) में बहुत सी ख़ुसुसियात हैं। इन दो पार्टियों को हक़ और बातिल की पार्टी में तक़सीम किया जा सकता है। हक़ की तहरीक यानी इमाम हसन अलैहिस्सलाम की तहरीक में सबसे अहम दीन था; यानी लोगों के ईमान और अक़ीदे में दीन बाक़ी रहे, लोग ईमान और अमल में दीन की पाबंदी करें और मुआशरे में दीन की हुकूमत हो। जबकि इक़्तिदार हाथ में लेना, हुकूमत क़ायम करना, इमाम की नज़र में दूसरे और तीसरे दर्जे के काम थे, इसकी वजह ख़ुद उम्मत का इमाम से दूर हो जाना भी था। इमाम हसन अलैहिस्सलाम की नज़र में बुनियादी मसाएल ये था कि उम्मत इस्लामी निज़ाम और हाकिमियत से चले और जो लोग इस मुआशरे में रह रहे हैं, इनका ईमान ना सिर्फ़ बाक़ी रहे बल्कि इनके दिलों की गहराइयों तक पहुंच जाए।

वहीं मुआविया की पार्टी का एजेंडा इक़्तिदार को हथियाना, दीन के मसले में लापरवाही, अगर दीन इक़्तिदार की राह में हाएल हो जाए तो इसे भी दूर कर देना, क़त्ल-ओ-ग़ारत और क़ुरआन-ओ-सुन्नत से दूरी वग़ैरह था।”

📜 क़यामे इमाम हसन (अ)

Khilafat 30 saal Tak

28 Safar ul Muzaffar Yaum e Shahadat Ameerul Momineen HAZRAT SAYYIDUNA IMAM HASAN E MUJTABA AlaihisSalam

Hazrat Safinah (RadiAllahu Ta’ala Anhu) Se Rivayat Hai  Sayyedul Ambiya Janab e Ahmed e Mujtaba Muhammad Mustafa (Sallallahu Alaihi Wa Alaehi Wa Sallam) Ne Irshad Farmaya Khilafat E Nabuwat 30 Saal Tak Rahegi

(Sunan Abu Dawood , Kitabul Sunnat, Baab : Fi Khulfahi, Pg : 831, Hadees : 4646 & 4647)

(Jamai Tirmiz Vol : 04, Pg :275,  Kitabul Fitan, Baab : Maa Jaa Fi Khilafatihi, Hadees : 2226)

Khilafat e Rashida ke 30 Saal

2 Saal Hazrat Abu Bakr Siddiq

10 Saal Hazrat Umar e Farooq

12 Saal Hazrat Usman e Gani

5 Saal 6 Mahine Hazrat Maula Ali Sher e Khuda

6 Mahine Hazrat Imam Hasan e Mujtaba Sibt e RasoolAllah

RidwanUllahi Ta’ala Alaihim Ajma’een.

Quran aur Imam Hasan

Quran me Hasan
Kitabullah me Hasan
Sirat e Mustakim me Hasan
An Amta Alaihim me Hasan
Hudallil Muttaqeen me Hasan
Siddiqin me Hasan
Sadiqeen me Hasan
Swaleheen me Hasan
Aabideen me Hasan
Qaaniteen me Hasan
Raqi-een me Hasan (Ruku karne waale)
Sajideen me Hasan (Sujood waale)
Shuhada me Hasan
Muslimeen me Hasan
Mu’mineen me Hasan
Muhsineen me Hasan
Hablullah me Hasan (Allah ki Rassi)
Abna Ana me Hasan (RasoolAllah ke Bete)
Ya Ayyuhallazina Aamanu me Hasan (Imaan waalo se Allah ke Khitab me)
Tat-heer me Hasan (Allah ki Ata karda Khaas Taharat waale)
Illal Mawaddat fil Qurba me Hasan (Meri Qarabat ki Muhabbat)
Innama Yuridullah me Hasan (Allah ke irade me Hasan)
Liwajhillah me Hasan (Allah ki Raza keliye ache kaam karne waalo me)
Inna Na-khaafu mir Rabbina me Hasan (Apne Rab se darne waalo me)
Ibadullah me Hasan (Allah ke khaas bando me)
RadiAllah me Hasan (Allah jinse Raazi)
Ya Ayyutahan Nafsul Mutmaninna me Hasan (Sukoon paane Nafs me)
Raadiya me Hasan (Allah se Raazi rehne walo me)
Mardiyya me Hasan (Allah jinki Raza ka Talib!)
Zibhin Azeem me Hasan (Sabse badi Qurbani)
Ahle Bayt me Hasan
Aal-e-Yasin me Hasan (Ilyaasin ki ek Tafseer)
As Sabiqoon me Hasan (Aage waalon me)
Al Mukarraboon me Hasan (Allah ke khaas Mukarrab)
Jannaat e Adn me Hasan (Sabse unchi Jannat)
Awliya Allah me Hasan
Rasikhoona fil Ilm me Hasan (Ilm waalo se badhkar Ilm waale)
Ahle Zikr me Hasan
Rehmatullahi wa Barakatullah Alaikum Ahlal Bayt me Hasan (Quran 11:73)
Zurriyat[-e-Ibrahim Alaihissalam] me Hasan
Salluna Alan Nabi me Hasan (Durood mukammal nahi Ahle Bayt ke bagair)
Kausar me Hasan
Hizbullah me Hasan (Allah ka lashkar)
Yu Foona bin Nazri me Hasan (Nazr puri karne wale)
Haafizina Fujurhum me Hasan (Burey kaamo se khudki hifazat karne wale)
ZakireenAllah Kaseeraw me Hasan (Kasrat se Allah ka Zikr karne waale)
Yut Eemunatta Ta’am me Hasan (Apna khana sadqa karne waale)
Kaziminal Gaiz me Hasan (Gussa peejaane wale)
Aafina Aninaas me Hasan (Logo ko maaf karne waale)
WAllahu Yuhibbul Muhsineena me Hasan (Jin Ehsan karne waalo se Allah Muhabbat karta hai)
Khayrul Bariyyah me Hasan (Sabse behtareen Makhlooq)
Sibgathullah me Hasan (Allah ke rang me rangne waale)
Illiyyin me Hasan (Jannat ke aala Ghar)
Aaleen me Hasan (Unche martabe waale)
Taaifeen me Hasan (Kaaba ka Tawaf karne waale)
Qaayimeen me Hasan (Itekaf karne waale)
Mukhlaseena Lahuddeen me Hasan (Deen me mukhlis)
Sayyid me Hasan (Sardar, Quran 3:39)
Abrar me Hasan (Allah ke Mukhlis Bande)
Hasoora me Hasan (Buri khwahishat se Paak, Quran 3:39)
Salam me Hasan
Islam me Hasan!

Alaihi wa Ala Jaddihi wa Jaddatihi wa Ummihi wa Abeehi wa Akihi wa Ukhtihi wa Aalihi wa Baarik wa Sallim

Nafs ke sath mohasaba.

EK DAFA IMAMA AZAM ABU HANIFA (RA) Ne Apne Nafs ke saath you mohasaba kia-,

“Aye Nafs teri umar 60 saal hogai-, Iss Arse me 12,600 din guzre-, harr roz 20 gunah toh kiye honge, Kaha Nahi, farmaya 10 Gunah Fee roz, Kaha Nahi, Farmaya 5 Gunah Fee Roz, Kaha Nahi…., Farmaya 3 Gunah Fee Roz, kaha Nahi…, Farmaya 2 Gunah, Kaha Nahi…, Farmaya 1 Gunah her roz toh zaroor kia hoga-.

Kaha Haan, Aapne Aaah bhar ker farmaya, “Oh Nafs! ager ek ek gunah ke badle me ek ek pathar rakhta toh pahadh banjata”, Aah Nafs! tere baap Aadam (AS) ek gunah ki wajah se dunia ke jail khane me bheje gaye-, Aor Ek he Gunah ke wajah se Shaitaan hamesha ke liye la’anati hogaya-, Chunache iske bare me hukm e ilahi hua-, Qoul Ta’ala ” WAINNAH ILAHIKA LA’ANATI ILAH YOUMUDDIN”, Qayamat tak tujh per meri la’anat hai, Phir a’ah bharker behosh hogaye-.

Jub Aap hosh me aye toh farmaya Jiss shaks per Qahar ILAHI hota hai, uss per Nafs Shaitan, Dunia galib aate hai-, Aor wo wunka mothi hojata hai-. wazaye rahe ke Nafs Gunah kerte waqt Kafir hota hai-, Aor Shahuat ke waqt Choupaya hota hai-, Aor Sair ke waqt Firon hojata hai-, Aor Bhook ke waqt Diwana Kutta-.

😢😣