Sahaba ne arz kiya: *”Ya RasoolAllah! Aapki Muhabbat ki Alamat kya hai?” To Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Apna Dast-e-Aqdas Hazrat Ali ke Kandhe par maara!*
(Yaani YE Meri Muhabbat ki Alamat hai. Isse Muhabbat hai to samjhlo ke Mujhse bhi Muhabbat hai warna bus jhoota dawa hai!)
SallAllahu Alaihi wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim
*Tabrani, Mujam al* *Awsat, 2/348,* *Hadees 2191*
*Haysami, Majma uz Zawaid, 10/346*
*Ghayat-ul-Ijabah fee Manaqibil Qarabah,/68, 69, Hadees 61*



abu naim ne dalailunnabuw me hazrat umme salma ki zabani likha ki maine shahadat e maola hussain a,s par jinnat or ashqbari or naoha karte hue dekhasalab ne umali me abi hubad kalbi ke hawale se likha ki hai ki maine karbala me ja kar ek muazzaz arab se daryaft kiya ki kya tumne jinnat ko girya wa zaari karte hue suna usne kaha tum jisse caho puch lo unki girya zari har ek ne suni hai maine kaha jo kuch tumne suna wo mujhe batao us shaqs ne jawab diya maine jinnat ki zubani ye ashaar sune hai