हुज़ूर का निकाह हज़रत अबु तालिब अलैहि सलाम ने पढ़ाया और महेर भी ख़ुद ही अदा किया

हुज़ूर का निकाह हज़रत अबु तालिब अलैहि सलाम ने पढ़ाया और महेर भी ख़ुद ही अदा किया

इमाम जौज़ी ने रिवायत किया

इमाम बदरुद्दीन हल्बी ने रिवायत किया

शैख़ अब्दुल हक़ मुहद्दिस देहलवी ने रिवायत किया

इमाम सुहैली ने रिवायत किया

अल्लामा ज़हनी दहलान ने रिवायत किया

अल्लामा इब्ने ख़ल्दून ने रिवायत किया

और भी दीगर मुहद्दिसीन ने रिवायत किया और इसमें कोई इख़्तिलाफ़ भी नही है के

आक़ा सल्लल्लाहो अलैहे वा आलेही वा सल्लम का निकाह हज़रत अबु तालिब ने सय्यदा खदिजतुल कुबरा सलामुल्लाह अलैहा से पढ़ाया

निकाह का ख़ुत्बा हज़रते अबु तालिब ने ख़ुद पढ़ा

और जो महेर मुक़र्रर हुआ 12 औकिया और 20 ऊँटनियों का ये महेर भी हज़रते अबु तालिब ने ख़ुद अपनी जेब से अदा किया

ग़ौर तलब बात ये भी है कि

जब हज़रत आदम अलैहिस्सलाम का निकाह हज़रते हव्वा से हुआ तो महेर की अदायगी के लिए अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त ने हज़रत आदम अलैहिस्सलाम को हुक्म दिया की मेरे हबीब पर दुरूद पढ़ो यही तुम्हारा महेर है

लोगों ज़रा दयानत से सोचो

ठंडी तबियत से सोचो

हज़रते आदम का निकाह हो तो महेर मुस्तफ़ा पे दुरूद का रखा जाये अल्लाह को इसके सिवा कोई महेर गवारा नही क्योकि इसी सल्ब से नबियों को आना है

और जब मुस्तफ़ा का निकाह हो तो महेर माज़अल्लाह किसी काफ़िर की जेब से क़ुबूल कर लिया जाये ?????

शर्म नही आती तुम्हे ऐसा अक़ीदा रखते हुए

हज़रते अबु तालिब अलैहिस्सलाम ने सिर्फ़ निकाह का ख़ुत्बा ही नही पढ़ा

बल्कि मुस्तफ़ा की तरफ़ से महेर भी ख़ुद अदा किया

हज़रते सय्यदा ख़दिजतुल कुबरा सलामुल्लाह अलैह मेरे आक़ा की पहली रफ़ीक़े हयात

ताजदारे कायनात सल्लल्लाहो अलैहे वा आलेही वा सल्लम की सारी औलाद की माँ है

अरे ये सय्यदा फ़ातिमा सलामुल्लाह अलैहा की माँ है

हसनैन करीमैन की नानी हैं

हुज़ूर हमेशा सय्यदा ख़दिजतुल कुबरा को याद किया करते थे

अल्लाह को कैसे गवारा होगा की किसी काफ़िर से अपने हबीब सय्यदुल अम्बिया के निकाह का ख़ुत्बा पढ़ाये और महेर भी अदा कराए

फिर सोचो

आदम अलैहिस्सलाम का महेर मुस्तफ़ा पर दुरूद पढ़ना

और मुस्तफ़ा का महेर कोई काफ़िर अदा करे ??? ताज्जुब की बात है

नही हरगिज़ ऐसा नही ये अक़ीदा दुरुस्त नही

ये अज़्मते मुस्तफ़ा का मामला है ज़रा सोच सम्भल कर बात करो होश के नाख़ून लो

हम वो जमाअत हैं जो हुज़ूर की नालैन शरीफ़ का भी अदब ओ एहतेराम करते हैं उसे कभी हम सिर्फ़ जूता नही कहते

क्या हो गया उन लोगों को जो कलमा नबी का पढ़ते है और ऐसे ऐतराज़ भी करते है

दावत ए तौहीद हज़रते अबु तालिब के घर से दी गयी

इश्आत ए इस्लाम हज़रते अबु तालिब के घर से हुई

इस्लाम की इब्तेदा पहली दावत पहली मजलिस हज़रते अबु तालिब के घर से हुई

और जब इस्लाम के तहफ़्फ़ुज़ के लिए ख़ून बहाना हुआ तो इसी घर ने कुर्बानियां पेश की

जिसमे 6 माह का मासूम भी शामिल है और

56 साल का ताजदार भी

अल्लाहुम्मा सल्लेअला मुहम्मद वा आले मुहम्मद।

Muawiya Ne Hazrat Hujr Bin Adi رض Ko Dardnaak Shaheed Karwaye

Muawiya Ne Hazrat Hujr Bin Adi رض Ko Dardnaak Shaheed Karwaye Aur Iski Wajah Ye Thi Ki Aap رض Shiyane Ali Thae Aur Ye Log Jummah Ki Namaz Mein Der Karte Thae Aur Mimbaron Par Maula Ali ع Pe Shabbo Sitam Karte Thae Aur Hazrat Hujr Bin Adi Inki Mukhalifat Karte Thae 😢

Mazab Bin Abdullah Zubairi Farmate Hein Hazrat Hujr Bin Adi Kindi رض Ki Kunniyat “Abu Abdul Rehman” Thi Aap Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Bargah Mein Aaye Thae, Junge Qaadsiyah, Junge Jamal Aur Junge Siffin Mein Hazrat Ameer Al Mu’minin Sayyedna Imam Ali ع Ke Humrah Shareek Huye Thae Muawiya Bin Abu Sufiyan Ne Unko Maqam Marj Azra Par Shaheed Kardiya.

(Al Mustadrak, Jild-5)

Ziyad Bin Alasa Farmate Hein Maine Hujr Bin Adi Al-Adbar رض Ko Dekha Jab Ziyad Ne Unko Muawiya Ki Janib Bheja Toh Unki Kaifiyat Ye Thi Ke Unko Oonth Ke Saath Ek Janib Bandha Gaya Tha Aur Unke Paon Ek Janib Latak Rahe Thae.

(Al Mustadrak, Jild-5)

Muhammad Bin Shirin Farmate Hein Ziyad Ne Khutbah Lamba Kardiya Toh Hazrat Hujr Bin Adi رض Ne Kaha Namaz Ka Waqt Ho Chuka Hai Lekin Ziyad Ne Apna Khutbah Jari Rakha Hazrat Hujr Ne Dobara Kaha Ke Namaz Ka Waqt Ho Chuka Hai Aur Saath Apna Haath Zameen Mein Mara, Saath He Dusre Logo’n Ne Bhi Haath Zameen Par Mare Ziyad Mimbar Se Neeche Utra Aur Namaz Padha Di Aur Hazrat Hujr رض Ke Baare Mein Muawiya Ki Janib Khat Likha Muawiya Ne Jawabi Maktub Mein Likha Ke Unko Mere Pas Bhejdo Ziyad Ne Unko Muawiya Ke Pas Bhej Diya Jab Hazrat Hujr Bin Adi رض Muawiya Ke Pas Pohche Toh Kaha Mein Na Tujhse Koi Baat Karunga Aur Na Teri Sununga Muawiya Ne Unke Qatl Ka Hukm De Diya Jab Unko Qatl Keliye Le Ja Rahe Thae Toh Unhone Namaz Padhne Ke Liye Kuch Der Mohlat Ka Mutalba Kiya Unko Mohlat Di Gayi Aapne Do Rakat Namaz Padhi Fir Farmaya Meri Bediyan Mujhse Na Utarna Aur Na He Mere Jism Se Mera Khun Dhona Mujhe Mere Inhi Kapdon Mein Kafan Dena Kyunki Qayamat Wale Din Pule Sirat Mai, Mein Muawiya Ka Gireban Pakdunga.

(Al Mustadrak, Jild-5)

Hazrat Saad Bin Masayyab Marwan Ka Ye Bayan Naql Karte Hein Marwan Kehta Hai Ke Mein Muawiya Ke Humrah Hazrat Aayesha Ki Khidmat Mein Hazir Hua Toh Aayesha Ne Kaha Tune Hujr Bin Adi رض Aur Unke Saathiyon Ko Qatl Kiya Hai Aur Unke Saath Tumne Bohot Ziyadti Ki Hai.

(Al Mustadrak, Jild-5)

Hazrat Nafe Farmate Hein Jab Hazrat Hujr Bin Adi رض Ko Muawiya Ki Janib Bheja Ja Raha Tha Log Bohot Hairan Thae Aur Puchte Thae Ke Hujr Bin Adi رض Ka Kasur Kya Hai? Ye Khabar Hazrat Abdullah Bin Umar Tak Pohchi Woh Us Waqt Bazar Mein Kisi Jagah Ruposh Thae, Aapne Ruposhi Khatm Ki Aur Logo’n Ke Darmiyan Aa Gaye Jab Woh Wapas Jaa Rahe Toh Mein Unki Phut Phut Kar Rone Ki Awaazein Sun Raha Tha.

(Al Mustadrak, Jild-5)

Hadeeth MOOSA_KE_LIYE_HAROON_THE

#Sahi_Bukhaari_Hadees_3706
MUJHSE MOHAMMAD BIN BASSHAR NE BAYAAN KIYA, KAHA HAMSE GUNDAAR NE BAYAAN KIYA, KAHA MUJHSE SHUAAB NE BAYAAN KIYA,UNSE SAAD NE,UNHONE IBRAHIM BIN SAAD SE SUNA, UNKE WAALID NE BAYAAN KIYA KI #NABI E KAREEM S.A.W NE HAZRAT ALI R.Z SE FARMAAYA KI KYA TUM US PAR KHUSH NHI HO KI TUM MERE LIYE AISE HO JAISE #MOOSA_KE_LIYE_HAROON_THE

Hadeeth on Namaz

Hadees: Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu ‘anhu se riwaayat hGBai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Tum mein se woh shakhs us waqt tak Namaaz ka sawaab paata rehta hai jab tak woh Namaaz ke intezaar mein rehta hai. Farishte uske liye yeh dua karte hain: Ya Allah iski maghfirat farmaiyye aur is par reham farmaiyye (Namaaz padhne ke baad bhi) jab tak Namaaz ki jagah bawazu baitha rehta hai, farishte uske liye yehi dua karte rehte hain. (Bukhari: 3229)
〰〰〰〰〰〰〰〰