Hadith Hazrat Ali (عليه السلام) Ka Zikr Ibaadat Hai.

“Hazrat Aaishah Siddiqa (سلام الله علیها) Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram (صلى الله عليه وآله وسلم) Ne Farmaya Hazrat Ali (عليه السلام) Ka Zikr Ibaadat Hai.”

Reference :
.
[1_Shirwayh Daylami Fi Al-Firdaws Bi-Mathoor Al-Khitab,02/367, Hadith-2974,
.
2_Hisam-ud-Deen Hindi Fi Kanz-ul-‘Ummal, 11/601, Hadith-32894.]
_ “Hazrat Aisha (سلام الله علیها) se riwayat hai ki Huzoor Nabi e Kareem (صلى الله عليه وآله وسلم) ne farmaya : Ali (عليه السلام) ka zikr bhi Ibadat hai.” . Reference : [ DAILMI FI MUSNAD AL FIRDOUS, JILD 2, PG 244] _
Aur Ab Ye Aaj Kal Ke Zada Ilm Rakhne Wale Maula Ali Alaihis salaam Ka Zikr Nhi Karna Chate Aur Jo Karna Chata Hai Usko Bhi Mana Karre Hai.
.

.
(صلى الله عليه وعلى آله وسلم)
(عليهم الصلاة والسلام)
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّد

Leave a comment