Huzoor Sarkar-e-do Aalam SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Raza Hasil karne ka ek bahot behtareen zariya hai Huzoor ki Shaan me Naat padhna! To Sahaba-e-Kiram kaise piche rehte!
Aapne Sahaba-e-Kiram ki alag alag fehriste padhi hongi magar Ye Un Sahaba-e-Kiram ki fehrist hai Jo Sana Khawan-e-Mustafa hain! (SallAllahu Alaihi wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim)
1. Huzoor SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Chacha Hazrat Abu Talib RadiAllahu Ta’ala Anhu
2. Huzoor SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Chacha Hazrat Abbas RadiAllahu Ta’ala Anhu
3. Huzoor SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Chacha Hazrat Hamza RadiAllahu Ta’ala Anhu
4. Sayyeda-e-Kainat Fatimah tuz Zahra Salamullahi Alaiha
5. Hazrat Abu Bakr Siddiq RadiAllahu Ta’ala Anhu
6. Hazrat Umar-e-Farooq RadiAllahu Ta’ala Anhu
7. Hazrat Usman-e-Gani RadiAllahu Ta’ala Anhu
8. Hazrat Sayyeduna Maula Ali al Murtaza KarramAllahu Wajhahul Kareem
9. Ummul Momineen Sayyeda Aaisha Siddiqa Salamullahi Alaiha
10. Sayyeda Safiya binte Abdul Muttalib RadiAllahu Anha
(Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Phuphijaan)
11. Shima binte Halima Sadiya RadiAllahu Anha
12. Hazrat Abu Sufiyan bin Haris RadiAllahu Anhu
13. Hazrat Abdullah ibne Rawaha RadiAllahu Anhu
14. Hazrat Kaab bin Maalik Ansari RadiAllahu Anhu
15. Hazrat Hassan bin Sabit RadiAllahu Anhu
16. Hazrat Zuhayr bin Surad al Jasami RadiAllahu Anhu
17. Hazrat Abbas bin Murdaas al Salami RadiAllahu Anhu
18. Hazrat Kaab bin Zuhayr RadiAllahu Anhu
19. Hazrat Abdullah bin Zubagra RadiAllahu Anhu
20. Hazrat Abu Azhal Jumha RadiAllahu Anhu
21. Hazrat Qutaila bintal Haris Qurshaiya RadiAllahu Anha
22. Hazrat Maalik bin Namat al Hamdani RadiAllahu Anhu
23. Hazrat Anas bin Zainam RadiAllahu Anhu
24. Hazrat Asyad bin Salma as Salami
25. Raees-e-Hawazin Hazrat Maalik bin Aouf Ansari RadiAllahu Anhu
26. Hazrat Qais bin Bajral Shajeyi RadiAllahu Anhu
27. Hazrat Umro bin Subaiy al Rahawi RadiAllahu Anhu
28. Hazrat Nabgahal Ja’adi RadiAllahu Anhu
29. Hazrat Maazin bin Gazuba al Taaayi RadiAllahu Anhu
30. Hazrat Al Ashi al Maazani RadiAllahu Anhu
31. Hazrat Fazala al Laisi RadiAllahu Anhu
32. Hazrat Umro bin Saalim al Khaza-ee RadiAllahu Anhu
33. Hazrat Asad bin Abi Unaas al Kanani RadiAllahu Anhu
34. Hazrat Umro bin Murrah al Jahani RadiAllahu Anhu
35. Hazrat Qais bin Bahral Ash-jayi RadiAllahu Anhu
36. Hazrat Abdullah bin Haaris bin Qais RadiAllahu Anhu
37. Hazrat Usman bin Maz’oon RadiAllahu Anhu
38. Hazrat Abu Ahmad bin Jahash RadiAllahu Anhu
39. Hazrat Suraqa bin Maalik bin Ja’asham RadiAllahu Anhu
40. Hazrat Aswad bin Sari’a RadiAllahu Anhu
41. Hazrat Aamir bin Akwa RadiAllahu Anhu
42. Hazrat Umme Ma’abad Aatika bin Khalid al Khazayi RadiAllahu Anha
43. Dukhtaraan-e-Madina
44. Habashi Wafad
45. Hazrat Umro Jinni RadiAllahu Anhu (Jinn Sahabi)
Ye Hastiyan Huzoor Sarkar-e-Do Aalam SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Madah Sarayi na sirf Shergoyi ke taur par balke Majlis kayam karke basurat-e-Naat bhi padha karte they.