
1. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-
Ali Mere Liye Aesa Hain Jaise Mera Sar Mere Jism Ke Liye.
📚 Reference 📚
1. Mustadrak Hakim, Jild 3, Safa 141.
2. Al Jami, Suyuti, Jild 1, Safa 583.
3. Sawaiq Al Muhriqah, Haythami, Safa 125.
4. Tarikh Baghdad, Al Baghdadi, Jild 1, Safa 51.
5. Hilyat ul Auliya, Asfahani, Jild 1, Safa 182.
6. Al Riyaz un Nazra, Tabri, Jild 2, Safa 219.

2. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-
Aey Allah! Jo Ali Se Muhabbat Kare Tu Usse Muhabbat Kar Aur Jo Isse Bughz Rakhe Tu Usse Bughz Rakh.
📚 Reference 📚
1. Tabrani, Muajjam Al Kabeer, Jild 2, Safa 357, Hadees No 6505.
2. Haythami, Majma uz Zawa’id, Jild 9, Safa 106.
3. Hisamuddin Hindi, Kanzul Ummal, Jild 13, Safa 138-139, Hadees No 36437.
4. Ibne Asakir, Tarik e Damishq Al Kabeer, Jild 45, Safa 179.