Kaun ALI?

Kaun ALI?

ALI wo jisko Allah ne Apne Habib ke Noor se banaya
ALI wo jisko Allah ne Quran me Nabi ki Jaan bataya
ALI wo jisko Allah ne Khayrul Bariyyah (saari makhlooq me sabse behtareen) kaha
ALI wo jiske lehje me Allah ne Apne Nabi se Kalaam farmaya
ALI wo jisko Allah ne Ambiya ka Madadgaar banaya
ALI wo jisko Allah ne Apni Marifat ata ki
ALI wo Jisko Allah ne Kulle Imaan banaya
ALI wo Jiski Wiladat Kaaba ke andar hui
ALI wo Jiski takhleeq Nabi Pak ki Mitti se hui
ALI wo Jisne sabse Chehra-e-Mustafa ko dekha
ALI wo Jisko Nabi ne Apna Bhai kaha
ALI wo Jiski Kafalat Nabi ne farmayi
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Godh me sulaya
ALI wo Jisko Nabi ne Apne Haatho se khilaaya
ALI wo Jisne Nabi pe sabse pehle Imaan laaya
ALI wo jisne sabse pehle Deen ki Dawat par Labbaik kaha
ALI wo jisne sabse pehli Namaz padhi
ALI wo jisne kabhi gairullah ki ibadat nahi ki
ALI wo Jiski Paaki ka Bayan Quran ne kiya
ALI ko jo RasoolAllah ka Damad bana
ALI wo Jiska Nikah Afzalunnisa se hua
ALI wo Jiske Bachho ko Allah ne Jannat ka Sardar banaya
ALI wo Jisko Nabi ne Shehar-e-Ilm ka Darwaza kaha
ALI wo Jispe Quran ka saara Ilm khul gaya
ALI wo Jisko sab kuch pata tha
ALI wo jisko Farishton ne Allah ka Sher kaha
ALI wo Jisne Badr o Hunain fatah kiya
ALI wo Jisne Khaybar ka kila ukhaad diya
ALI wo Jiske Samne koi tik na saka

ALI wo Jisko Nabi ne Apni Jaan kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Misl-e-Sar Kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Rooh kaha
ALI wo Jiske Gosh ko Nabi ne Apna Gosh kaha
ALI wo Jiske Khoon ko Nabi ne Apna Khoon kaha
ALI wo Nabi ne Jiski Muhabbat ko Apni Muhabbat kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Maula kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Wali kaha
ALI wo Jiski Shaan Quran bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Mustafa bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Jibril bayan kare
ALI wo Jisko RasoolAllah Apna Alam ata kare
ALI wo jisko Quran Hablullah kahe
ALI wo jisko Sahaba KarramAllahu Wajhahu kahe

ALI wo Jo Misl-e-Harun hai
ALI wo Jo Shohar-e-Batool hai
ALI wo Jo Baabe Darul Hikam hai
ALI wo Jo Rehmatullilaalameen ka Jalal hai
ALI wo jo Sayyeda Pak ke Sar ka Taj hai
ALI wo jo Abul Hasnain waz-Zainab hai
ALI wo jo Afzalus-Shuhada hai
ALI wo jo Aalameen ka Wali hai
ALI wo jo Abu Bakro Umar ka Maula hai
ALI wo jo sabka Mushkil Kusha hai

ALI wo Jispe Rab ko Naaz hai
ALI wo Jispe Mustafa ko Naaz hai
ALI wo Jispe Ahle Imaan ko Naaz hai

ALI wo Jiski Shaan ki koi hadd nahi
ALI wo Jiske Muqaam se buland koi Muqaam nahi (Allah aur Uske Rasool ke baad)
ALI wo Jiski Ibadat se badhkar kisiki ibadat nahi
ALI wo Jiske Imaan se badhkar kisika Imaan nahi

ALI wo Jis Jaisa Musalman koi nahi
ALI wo Jis Jaisa Mehboob Allah Rasool ka koi nahi
ALI WO JIS JAISA KAINAT ME KOI NAHI

Alaihim Afdalus Salawatu was-Salaam

In sabke references
Imam Nasayi ki “Khasais-e-Ali ibne Abi Talib” Alaihi-Mussalam
Imam Siyuti ki “Fazaeel-e-Ali” Alaihisaalam, ” Ihya al Mayyit bee Fazaeel-e-Ahle Bayt” Alaihi-Mussalam
Aur Kanzul Matallib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-MussalamMaula-e-Kainat ki Shaan me 63 lines.

ALI wo Jisne sabse pehle Chehra-e-Mustafa ko dekha

Aur Kanzul Matallib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-Mussalam

Advertisement

हज़रत मौला अली (अ.स.) रसूले ख़ुदा की निगाह में

हज़रत मौला अली (अ.स.) रसूले ख़ुदा की निगाह में

1. फ़ख़रे मौजूदात हज़रत मोहम्मद मुस्तफ़ा सल्लल्लाहो अलैह व आलेही वसल्लम ने अली (अ.स.) के काबा में पैदा होते ही मुँह में अपनी ज़बान दी।
2. अली (अ.स.) को अपना लोआबे दहन चूसाया।
3. परवरिश व परदाख़्त खुद की।
4. दावते ज़ुलअशीरा के मौक़े पर जब कि अली (अ.स.) की उम्र 10 साल की थी।
5. दामादी का शरफ़ बख़्शा।
6. बुत शिकनी के वक़्त अली (अ.स.) को अपने कन्धों पर सवार किया।
7. जंगे खन्दक़ में आपके कुल्ले ईमान होने की तस्दीक़ की।
8. इल्मो हिक्मत से बहरा वर किया।
9. अमीरूल मोमेनीन का खि़ताब दिया।
10. आपकी मोहब्बत ईमान और आपका बुग़्ज़ कुफ्र क़रार दिया।
11. अली (अ.स.) को अपना नफ़्स क़रार दिया।
12. शबे हिजरत आपने अपने बिस्तर पर जगह दी।
13. आप पर भरोसा कर के फ़रमाया कि अमानतें वग़ैरा तुम अदा करना।
14. अली (अ.स.) को मख़सूस क़रार दिया कि वह ग़ार मे खाना पहुँचाएं।
15. 18 जि़ल्हिज को आपकी खि़लाफ़त का 1,24,000 (एक लाख चौबीस हज़ार) असहाब के मजमे में ग़दीर ख़ुम के मक़ाम पर एलान फ़रमाया।
16. वफ़ात के करीब जांनशीनी की दस्तावेज़ लिखने की कोशिश की।
17. आपकी मदहो सना में बेशुमार अहादीस फ़रमाईं।

Yaum e Wildat e Maula Ali AlahisSalam 13 Rajab.

*13 Rajab ul Murajjab*

*Yaume Wiladat e Ba’Sadaat*

*Wasi e Rasool ﷺ Nafs e Rasool ﷺ Biradar e Rasool ﷺ Janasheen e Rasool ﷺ Damad e Rasool ﷺ Akhi e Rasool ﷺ Shohar e Batool Pidar e Hasnain Haider e Karrar Sher e Khuda Sher e Yazda Moulood e Kabah Imaam ul Aulia Imam ul Muttaqin Syed ul Asfiya Taj ul Aarifeen Tajdare Imaamat wa Wilayat Imaam e Awwal Ameer ul Momineen Khalifat ul Muslimeen Abu Turab Mola e Kaynat Huzoor Syedna Mola Imaam Ali Alahis Salam*

*मैं अली के आगे कैसे चल सकता हूं अल्लाह की इज्जत की कसम मैंने खुद हुजूर (صلى الله عليه وآله وسلم) को कहते हुवे सुना के जो मेरा मकाम है मेरे रब के करिब वो अली का मकाम है।* (अल्लाहु अकबर सुभान अल्लाह )
*~ हज़रत अबू बकर सिद्दीक़ (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) *
.
किताब अहले सल्बत: रियाज़ उन नज़रा मुहिबुद्दीन तबरी जिल्द 2 पृष्ठ 118 / अनुवाद अल्लामा सईम चिश्ती (रा)

Hazrat Imran Bin Hussain رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Huzoor Nabi-E-Kareem صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya

“Beshaq ALI Mujhse Hai Aur Mai ALI Se Hu Mere Baad Har Momin Ka Wali Hai.”

📒(Jamia Tirmizi – Vol: 05, Page: 399, Kitab No.: 49 Kitabul Manakib, Hadees: 4077, English No.: Vol:01, Book No.: 46, Hadees: 3712)

*Hazrat Abdullah Bin Masud رض Ne* Farmaya Hum Ahle Madinah Mein Sab Se Afzal Sayyedna Ali ع Ko Samajhte Thae.

(Fazaile Sahaba, Imam Ahmad Ibn Hanbal, Safa-365)*

*Hazrat Salman Farsi رض Se Riwayat Hai Ke Maine Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Se Suna Ke Aapne Farmaya Mein Aur Ali Allah Ta’ala Ke Samne Nur Thae, Khilqate Aadam Se 14 Hazar Saal Pehle Jab Aadam Ko Paida Kiya Gaya Toh Allah Ne Usse Mazkurah Do Hisson Mein Taqseem Kiya Ek Hissa Mein Dusra Hissa Ali Hai.*

*(Fazaile Sahaba, Imam Ahmad Ibn Hanbal, Safa-374)*

हज़रत मौला अली (अ.स.) रसूले ख़ुदा की निगाह में

1. फ़ख़रे मौजूदात हज़रत मोहम्मद मुस्तफ़ा सल्लल्लाहो अलैह व आलेही वसल्लम ने अली (अ.स.) के काबा में पैदा होते ही मुँह में अपनी ज़बान दी।
2. अली (अ.स.) को अपना लोआबे दहन चूसाया।
3. परवरिश व परदाख़्त खुद की।
4. दावते ज़ुलअशीरा के मौक़े पर जब कि अली (अ.स.) की उम्र 10 साल की थी।
5. दामादी का शरफ़ बख़्शा।
6. बुत शिकनी के वक़्त अली (अ.स.) को अपने कन्धों पर सवार किया।
7. जंगे खन्दक़ में आपके कुल्ले ईमान होने की तस्दीक़ की।
8. इल्मो हिक्मत से बहरा वर किया।
9. अमीरूल मोमेनीन का खि़ताब दिया।
10. आपकी मोहब्बत ईमान और आपका बुग़्ज़ कुफ्र क़रार दिया।
11. अली (अ.स.) को अपना नफ़्स क़रार दिया।
12. शबे हिजरत आपने अपने बिस्तर पर जगह दी।
13. आप पर भरोसा कर के फ़रमाया कि अमानतें वग़ैरा तुम अदा करना।
14. अली (अ.स.) को मख़सूस क़रार दिया कि वह ग़ार मे खाना पहुँचाएं।
15. 18 जि़ल्हिज को आपकी खि़लाफ़त का 1,24,000 (एक लाख चौबीस हज़ार) असहाब के मजमे में ग़दीर ख़ुम के मक़ाम पर एलान फ़रमाया।
16. वफ़ात के करीब जांनशीनी की दस्तावेज़ लिखने की कोशिश की।
17. आपकी मदहो सना में बेशुमार अहादीस फ़रमाईं।

Kaun ALI?

ALI wo jisko Allah ne Apne Habib ke Noor se banaya
ALI wo jisko Allah ne Quran me Nabi ki Jaan bataya
ALI wo jisko Allah ne Khayrul Bariyyah (saari makhlooq me sabse behtareen) kaha
ALI wo jiske lehje me Allah ne Apne Nabi se Kalaam farmaya
ALI wo jisko Allah ne Ambiya ka Madadgaar banaya
ALI wo jisko Allah ne Apni Marifat ata ki
ALI wo Jisko Allah ne Kulle Imaan banaya
ALI wo Jiski Wiladat Kaaba ke andar hui
ALI wo Jiski takhleeq Nabi Pak ki Mitti se hui
ALI wo Jisne sabse Chehra-e-Mustafa ko dekha
ALI wo Jisko Nabi ne Apna Bhai kaha
ALI wo Jiski Kafalat Nabi ne farmayi
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Godh me sulaya
ALI wo Jisko Nabi ne Apne Haatho se khilaaya
ALI wo Jisne Nabi pe sabse pehle Imaan laaya
ALI wo jisne sabse pehle Deen ki Dawat par Labbaik kaha
ALI wo jisne sabse pehli Namaz padhi
ALI wo jisne kabhi gairullah ki ibadat nahi ki
ALI wo Jiski Paaki ka Bayan Quran ne kiya
ALI ko jo RasoolAllah ka Damad bana
ALI wo Jiska Nikah Afzalunnisa se hua
ALI wo Jiske Bachho ko Allah ne Jannat ka Sardar banaya
ALI wo Jisko Nabi ne Shehar-e-Ilm ka Darwaza kaha
ALI wo Jispe Quran ka saara Ilm khul gaya
ALI wo Jisko sab kuch pata tha
ALI wo jisko Farishton ne Allah ka Sher kaha
ALI wo Jisne Badr o Hunain fatah kiya
ALI wo Jisne Khaybar ka kila ukhaad diya
ALI wo Jiske Samne koi tik na saka

ALI wo Jisko Nabi ne Apni Jaan kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Misl-e-Sar Kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Rooh kaha
ALI wo Jiske Gosh ko Nabi ne Apna Gosh kaha
ALI wo Jiske Khoon ko Nabi ne Apna Khoon kaha
ALI wo Nabi ne Jiski Muhabbat ko Apni Muhabbat kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Maula kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Wali kaha
ALI wo Jiski Shaan Quran bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Mustafa bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Jibril bayan kare
ALI wo Jisko RasoolAllah Apna Alam ata kare
ALI wo jisko Quran Hablullah kahe
ALI wo jisko Sahaba KarramAllahu Wajhahu kahe

ALI wo Jo Misl-e-Harun hai
ALI wo Jo Shohar-e-Batool hai
ALI wo Jo Baabe Darul Hikam hai
ALI wo Jo Rehmatullilaalameen ka Jalal hai
ALI wo jo Sayyeda Pak ke Sar ka Taj hai
ALI wo jo Abul Hasnain waz-Zainab hai
ALI wo jo Afzalus-Shuhada hai
ALI wo jo Aalameen ka Wali hai
ALI wo jo Abu Bakro Umar ka Maula hai
ALI wo jo sabka Mushkil Kusha hai

ALI wo Jispe Rab ko Naaz hai
ALI wo Jispe Mustafa ko Naaz hai
ALI wo Jispe Ahle Imaan ko Naaz hai

ALI wo Jiski Shaan ki koi hadd nahi
ALI wo Jiske Muqaam se buland koi Muqaam nahi (Allah aur Uske Rasool ke baad)
ALI wo Jiski Ibadat se badhkar kisiki ibadat nahi
ALI wo Jiske Imaan se badhkar kisika Imaan nahi

ALI wo Jis Jaisa Musalman koi nahi
ALI wo Jis Jaisa Mehboob Allah Rasool ka koi nahi
ALI WO JIS JAISA KAINAT ME KOI NAHI

Alaihim Afdalus Salawatu was-Salaam

In sabke references
Imam Nasayi ki “Khasais-e-Ali ibne Abi Talib” Alaihi-Mussalam
Imam Siyuti ki “Fazaeel-e-Ali” Alaihisaalam, ” Ihya al Mayyit bee Fazaeel-e-Ahle Bayt” Alaihi-Mussalam
Aur Kanzul Matallib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-MussalamMaula-e-Kainat ki Shaan me 63 lines.
Kaun ALI?

ALI wo jisko Allah ne Apne Habib ke Noor se banaya
ALI wo jisko Allah ne Quran me Nabi ki Jaan bataya
ALI wo jisko Allah ne Khayrul Bariyyah (saari makhlooq me sabse behtareen) kaha
ALI wo jiske lehje me Allah ne Apne Nabi se Kalaam farmaya
ALI wo jisko Allah ne Ambiya ka Madadgaar banaya
ALI wo jisko Allah ne Apni Marifat ata ki
ALI wo Jisko Allah ne Kulle Imaan banaya
ALI wo Jiski Wiladat Kaaba ke andar hui
ALI wo Jiski takhleeq Nabi Pak ki Mitti se hui
ALI wo Jisne sabse pehle Chehra-e-Mustafa ko dekha
ALI wo Jisko Nabi ne Apna Bhai kaha
ALI wo Jiski Kafalat Nabi ne farmayi
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Godh me sulaya
ALI wo Jisko Nabi ne Apne Haatho se khilaaya
ALI wo Jisne Nabi pe sabse pehle Imaan laaya
ALI wo jisne sabse pehle Deen ki Dawat par Labbaik kaha
ALI wo jisne sabse pehli Namaz padhi
ALI wo jisne kabhi gairullah ki ibadat nahi ki
ALI wo Jiski Paaki ka Bayan Quran ne kiya
ALI ko jo RasoolAllah ka Damad bana
ALI wo Jiska Nikah Afzalunnisa se hua
ALI wo Jiske Bachho ko Allah ne Jannat ka Sardar banaya
ALI wo Jisko Nabi ne Shehar-e-Ilm ka Darwaza kaha
ALI wo Jispe Quran ka saara Ilm khul gaya
ALI wo Jisko sab kuch pata tha
ALI wo jisko Farishton ne Allah ka Sher kaha
ALI wo Jisne Badr o Hunain fatah kiya
ALI wo Jisne Khaybar ka kila ukhaad diya
ALI wo Jiske Samne koi tik na saka

ALI wo Jisko Nabi ne Apni Jaan kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Misl-e-Sar Kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Rooh kaha
ALI wo Jiske Gosh ko Nabi ne Apna Gosh kaha
ALI wo Jiske Khoon ko Nabi ne Apna Khoon kaha
ALI wo Nabi ne Jiski Muhabbat ko Apni Muhabbat kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Maula kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Wali kaha
ALI wo Jiski Shaan Quran bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Mustafa bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Jibril bayan kare
ALI wo Jisko RasoolAllah Apna Alam ata kare
ALI wo jisko Quran Hablullah kahe
ALI wo jisko Sahaba KarramAllahu Wajhahu kahe

ALI wo Jo Misl-e-Harun hai
ALI wo Jo Shohar-e-Batool hai
ALI wo Jo Baabe Darul Hikam hai
ALI wo Jo Rehmatullilaalameen ka Jalal hai
ALI wo jo Sayyeda Pak ke Sar ka Taj hai
ALI wo jo Abul Hasnain waz-Zainab hai
ALI wo jo Afzalus-Shuhada hai
ALI wo jo Aalameen ka Wali hai
ALI wo jo Abu Bakro Umar ka Maula hai
ALI wo jo sabka Mushkil Kusha hai

ALI wo Jispe Rab ko Naaz hai
ALI wo Jispe Mustafa ko Naaz hai
ALI wo Jispe Ahle Imaan ko Naaz hai

ALI wo Jiski Shaan ki koi hadd nahi
ALI wo Jiske Muqaam se buland koi Muqaam nahi (Allah aur Uske Rasool ke baad)
ALI wo Jiski Ibadat se badhkar kisiki ibadat nahi
ALI wo Jiske Imaan se badhkar kisika Imaan nahi

ALI wo Jis Jaisa Musalman koi nahi
ALI wo Jis Jaisa Mehboob Allah Rasool ka koi nahi
ALI WO JIS JAISA KAINAT ME KOI NAHI

Alaihim Afdalus Salawatu was-Salaam

In sabke references
Imam Nasayi ki “Khasais-e-Ali ibne Abi Talib” Alaihi-Mussalam
Imam Siyuti ki “Fazaeel-e-Ali” Alaihisaalam, ” Ihya al Mayyit bee Fazaeel-e-Ahle Bayt” Alaihi-Mussalam
Aur Kanzul Matallib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-Mussalam

*मशहूर अहले सुन्नत मुहद्दिस हकीम नेशापुरी ने अपनी किताब में ज़िक्र किया है कि:*

حدثنا أبو الحسن محمد بن المظفر الحافظ قال حدثنا عبد الله بن محمد بن غزوان قال ثنا علي بن جابر قال ثنا محمد بن خالد بن عبد الله قال ثنا محمد بن فضيل قال ثنا محمد بن سوقة عن إبراهيم عن الأسود عن عبد الله قال قال النبی صلى الله عليه و سلم يا عبد الله أتانی ملك فقال يا محمد وسئل من أرسلنا من قبلك من رسلنا على ما بعثوا قال قلت على ما بعثوا قال على ولايتك و ولاية علی بن أبی طالب قال الحاكم تفرد به علی بن جابر عن محمد بن خالد عن محمد بن فضی و لم نكتبه الا عن بن مظفر و هو عندنا حافظ ثقة مأمون۔

*हज़रत अब्दुल्लाह ने अल्लाह के रसूल ﷺ से रिवायत किया है कि: उन्होंने मुझसे कहा: ऐ अब्दुल्लाह, एक फ़रिश्ता मेरे पास आया और मुझसे कहा: ऐ मुहम्मद (ﷺ), उन नबियों में से जो तुमसे पहले भेजे गए थे। इनसे पूछो कि वो सब किस चीज़ पे माबुस किए गए थे ? रसूल ए खुदा ﷺ ने कहा कि मैंने फ़रिश्ते से पूछा कि किस लिए भेजे गए थे। फ़रिश्ते ने कहा: ऐ ख़ुदा के रसूल, आप और अली इब्ने अबी तालिब की विलायत पर तमाम अंबिया माबूस किए गए हैं। 😇*
📚📚📚
أبو عبد الله محمد بن عبد الله الحاكم النيشاپوری، معرفة علوم الحديث ج 1 ص 95 الوفاة: 405 ، دار النشر : دار الكتب العلمية، بيروت – 1397هـ – 1977م ، الطبعة : الثاني

*Hazrat Jabir (ra) se marwi hai ki Huzoor Nabi-E-Akram* *SallAllahu Aalihi wa Alaihi wa Sallam ne farmaya: “Yaqinan Allah Ta’ala ne har Nabi ki Aulad Uske sulb mein Rakhi hai aur beshaq Allah Ta’ala ne meri Aulad Ali Ibn Abi Talib ke sulb mein Rakhi hai”*

*Alaihim Afdlaus Salawatu was-salaam*

📚Tabarani, *Al-muj’am Al Kabir, 3/43 #2630*

*Syedna Ammar Ibn Yasir Razi Allahu Tala Anhu Se Riwayat Hai Ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi wa Aala Aalehi wa Sallam Ne Farmaya Jo Mujh Par Imaan Laya Aur Meri Tasdeeq Ki Use Me Wilayat e Ali Ki Wasiyat Karta Hun Jisne Use Wali Jana Usne Mujhe Wali Jana Aur Jisne Mujhe Wali Jana Usne Allah Ko Wali Jana Aur Jisne Ali Se Muhabbat Ki Usne Mujhse Muhabbat Ki Aur Jisne Mujhse Muhabbat Ki Usne Allah Se Muhabbat Ki Aur Jisne Ali Se Bughz Rakha Usne Mujhse Bughz Rakha Aur Jisne Mujhse Bughz Rakha Usne Allah Se Bughz Rakha.*

📚 *Reference* 📚

*1.* Majma Al Zawaid, Safa 109.

*2.* Tarikh e Damishq, Safa 181-182.

*Ameer ul Momineen Mola e Kaynat Mola Imaam Ali Alahis Salam Ne Farmaya:- Rasoolullah Sallallahu Alaihi wa Aala Aalehi wa Sallam Ki Bargah Me Mera Ak Khaas Maqaam o Martaba Tha, Jo Makhluqaat Me Se Kisi Aur Ka Nahi Tha.*

📚 *Reference* 📚

Al Musnad, Imaam Ahmad Ibn Hanbal, Hadees 647.

*Faqat Ameer ul Momineen Shere Khuda Mola e Kaynat Mola Imam Ali Alahis Salam Aisi Hasti Hain Jinki Wiladat Kabah Sharif Ke Andar Hui Aur Ye Fazilat Aapke Ilawa Kisi Ko Hasil Nahi.*

*1. Ahle Sunnat Ke Azeem Muhaddis Imaam Hakim Rehmatullah Alaih Farmate Hain:- Syedna Ali Ka Kabah Me Paida Hone Tawatur Ke Saath Sabit Hai.*

*Imam Hakim Rehmatullah Alaih Farmate Hain:- Tawatur Se Sabit Hai Ke Sayyeda Fatima Bint Asad Ne Syedna Ali Ko Kabah Ke Andar Janam Diya.*

[Mustadrak Ala Al-Sahihain, Hadees 6044]

*2. Imaam Zahabi Ne Talkhis Me Mauloode Kabah Par Imam Hakim Ki Ibarat Ko Barqarar Rakha Hai:*

*Ye Khabar Tawatur Ki Had Tak Hai Ke Sayyeda Fatima Bint Asad Ne Syedna Ali Ko Jaufe Kabah Me Janam Diya.*

[Talkhis Al Mustadrak, Safa 483]

*3. Imaam Jalaluddin Suyuti Rehmatullah Alaih Tadrib ar-Rawi Me Farmate Hain Syedna Ali Mauloode Kabah Hain.*

[Tadrib Ar-Rawi, Safa 880]

*4. Mulla Ali Qari Likhte Hain Mustadrak Al-Hakim Me Hai Ke Syedna Ali Kabah Me Paida Hue.*

[Sharh Ash-Shifa, Safa 151]

*4. Shah Abdul Haq Muhaddis Dehlawi Rehmatullah Alaih Farmate Hain Aur Muarrikhin Ne Kaha Hai Ke Syedna Ali Ki Wiladat Kabah Ke Andar Hui.*

[Madarij un Nabuwwah, Safa 531]

*5. Shah Waliullah Muhaddis Dehlawi Rehmatullah Alaih Syedna Ali Ki Wiladat Ka Zikr Farmate Hue Likhte Hain Ke Aapki Paidaish Kabah Me Hui.*

[Qurratul Ainain, Safah 138]

Hadith Noor

Hadith Noor

The Holy Prophet (pbuh&hp) said: “Fourteen thousand years before Adam, upon whom be peace, was created, I and Ali were a light in the presence of God. When God created Adam, upon whom be peace, He divided it into two parts. I am one of the parts and Ali is the other part.”

● • ● ● Sunni Refernces: Al Muhibb al Tabari narrates this tradition on the authority of Salman (RA) from the Prophet (pbuh&hp) in al Riyad al Nadirah, ii, 163: Ahmad ibn Hanbal in al Fada’il; Sibt ibn al Jawzi in Tadhkirat AI­khawass, 46; Abu Hatim Muhammad ibn Idris al Razi in Zayn al Fata fi tafsir Surat Hal ata, MS.; Abd Allah ibn Ahmad ibn Hanbal in Zawaid manaqib Amir al Muminin, MS., This tradition has also been narrated by also Ibn Mardawayh, Ibn Abd al Barr, al Khatib al Baghdadi, Ibn al Maghazili, al-Asimi, Shiruyah al Daylami and others from Imam Ali (AS), Salman (RA), Abu Dharr (RA), Anas ibn Malik (RA), Jabir ibn Abd Allah (RA) and other Companions.