

दैनिक जागरण✍
हज़रत इमाम हुसैन अस ने परिस्थिति को देखकर मदीना छोड़ने का निश्चय कर लिया. हुसैन अपने घराने वालों के साथ मदीने से मक्का रवाना हुए. पहले वह मक्के गये मगर वहाँ भी यज़ीद के लोग मौजूद थे जो चाहते थे कि हज के अवसर पर चुपके से इमाम हुसैन को शहीद कर दे और अपराध किसी और , के सिर मढ़ दिया जाये. मगर हुसैन तो यह चाहते थे कि जान इस तरह दें कि दुनिया को अच्छी तरह मालूँम हो जाय कि हुसैन ने क्यों जान दी, और किसने उनको क़त्ल किया? इसलिए आप हज किये बिना ईराक की तरफ़ रवाना हो गये. ये छोटा सा क़ाफ़िला अरब की गर्मी की कठिन यात्रा के दुख झेलता हुआ चला जा रहा था. हर मंज़िल पर लोग हुसैन से आग्रह करते थे कि ख़ुदा के लिए वापिस चले जाइये, यज़ीद की शक्ति बहुत बड़ी है और उनकी सहस्त्रों की संख्या में सेनाएँ जमा हो रही हैं. मगर हुसैन मुहम्मद के नवासे और अली के बेटे थे, जिन्होने ख़ुदा के बताए रास्ते पर चलने के लिए हमेशा ख़ुशी-ख़ुशी दुख झेला था, वे अपने इरादे में अटल रहे और यात्रा की कठनाइयाँ सहन करते हुए कूफा की तरफ आगे बढ़ते रहे. शहादत ५७(56 साल 5 महीने और 5 दिन) साल के भूखे प्यासे इमाम हुसैन (ए.स) ,सभी को लेके खेमे (तम्बू) मैं ले आते थे.इनमें से किसी का भी जिस्म पूरा ना आया खेमे मैं. यह इतिहास की ऐसी शोकपूर्ण घटना है कि जिसकी यादें साढ़े तेरह सौ वर्ष से सभी मजहबों के लोग मनाते हैं.

#28 रज़ब
#सफर_ए_इमाम_हुसैनع 😭
रुक्सत_ए_बनी_हाशिमع💔😭
वक्त _ए _रुक्सती _ए _मदीना 💔😭
मदीने से रुक्सती के वक्त मौला इमाम हुसैन ع , अपने नाना ‘जान मुहम्मद ﷺ के मज़ार ए अकदस पर जातें हैं और अपना सिर अपने नाना’ﷺ के कब्र ए अनवर पर रख कर कहते हैं :: “नाना ﷺ ! जिस मदीने की गलियों में आपका हुसैन ع ,आपके कांधों पर बेठकर घुमता था,आज इस मदीने की गलियों को छोड़ कर आपका हुसैन ع जा रहा है … 😭💔
_
नाना ﷺ आपकी उम्मत ने अर्शे हयात तंग कर दी है.. और आपने जो वास्तें मेरे लिए अपनी उम्मत से की थी,तों लोगों ने इन्हें फरामोश कर दिया है ओर अब मेरे कत्ल पर आमदा है … 💔😭
_
कब्र ए मुहम्मद ﷺ से आवाज आती है अये बेटे हुसैन ع ! वो वक्त आ गया है जिसका तुमने बचपन में वादा किया था ..
हुजूर ﷺ फरमाते हैं :: “अये हुसैनع
खुदा हाफ़िज़ ! तुम तन्हा नहीं जा रहें हों,
ये तेरा नाना ﷺ भी कदम_कदम पर तुम्हारे साथ रहेगा ! 😭🙏
————————————————————————
मौला अली ع का पियारा कर्बला को जा रहा है,
नूर ए नज़र नबी ﷺ का,तैबा से जा रहा है ..
_
लेलो सलाम एआखिर रुक्सत मुझे दो नाना ﷺ ,
इस्लाम को बचाने शब्बीरعजा रहा है ..
_
जाकर बाकी में भी अम्मा’س से यूं पूकारा ये लाडला तुम्हारा इस दर से जा रहा है..
_
रोकर पूकारे नाना ﷺ छुटता है ये मदीना , शब्बीरع को रुला रहा है ..
_
लेते थे जिस गले पर बोसा नबी मुहम्मद ﷺ उस ही गले पर दुश्मन खंजर चला रहे हैं..
_
मतलब ये सर कटा कर असगरع का खुन दे कर शब्बीरع , अपने नाना ﷺ का दीन बचा रहा है ..
_
सौगवारों बयान करें किया कर्बला दास्तान को , खुलती नहीं ज़बान ओर दिल कांपा जा रहा है.

*_28 Rajab ul Murajjab_*
_Aagaaz e Safar e Karbala, Imaam e Aalimaqaam Syedna Maula Imaam Hussain Alaihis Salam_
*_28 Rajab ul Murajjab 60 Hijri Itwar Ki Shab Syedna Maula Imaam Hussain Alaihis Salam Ne Madina Pak Se Karbala Sharif Ki Taraf Apne Safar Ka Aagaz Kiya, Jisme Aapke Sath Chand Afraad Bhi Shamil The, Jinme Kuch Khawateen Bhi Thi, Madina Pak Se Ruksati Ke Waqt Maula Imaam Hussain Alaihis Salam Apne Nana Jan Sarkare Do Alam Huzoor Ahmad e Mujtuba Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi wa Aala Aalehi wa Sallam Ke Mazar Mubarak Par Jate Hain Aur Apna Sir Mubarak Apne Nana Jan Ke Mazar Mubarak Rakhkar Kehte Hai :-_*
_Nana ﷺ Jis Madine Ki Galiyon Me Aapka Hussain Aapke Kandho Par Baithkar Ghoomta Tha Aaj Iss Madine Ki Galiyo Ko Chorkar Aapka Hussain Ja Raha Hain, Nana ﷺ Aapki Ummat Ne Arsaye Hayaat Tang Kar Di Hain, Aur Aapne Jo Wasiyate Mere Liye Apni Ummat Se Ki Thi To Logo Ne Unhe Faramosh Kar Diya Hain Aur Ab Mere Qatl Par Aamadah Hai,_
*_Iske Bad Huzoor Sallallahu Alaihi wa Aala Aalehi wa Sallam Ke Mazar e Aqdas Se Aawaz Aati Hain:- “Aye Bete Hussain Wo Waqt Aa Gaya Hai Jiska Tumne Bachpane Me Wada Kiya Tha, Aye Hussain Khuda Hafiz! Tum Tanha Nahi Ja Rahe Ho Ye Tera Nana Bhi Qadam Qadam Par Tumhare Sath Hai, Uske Bad Mola Imaam Hussain Alaihis Salam Apni Walida Majida Syyeda e Kaynat Syyeda Fatima Zehra Salamun Aleha Aur Apne Bhai Imame Aali Makam Syedna Maula Imaam Hasan Alaihis Salam Ke Mazar Mubarak Par Tashrif Late Hai Aur Salam Pesh Karte Hai, Fir Aap Madina Pak Se Rawana Hote Hain, 28 Rajab ul Murajjab Ko Aapne Madina Sharif Se Apna Safar Shuru Kiya Makkah Sharif Pouche, Fir 8 Zilhijja 60 Hijri Ko Aapne Makkah Sharif Ko Chora Aur 2 Muharram 61 Hijri Ko Aap Karbala Sharif Pouche, Aur 10 Muharram Ko Aapko Aapki Aulad Aapke Sathiyo Ke Sath Badi Hi Bedardi Ke Sath Shaheed Kar Diya…_*

*_28 Rajjab ul Murajjab_*
_Safar-e-Imam Hussainع 😔_
*_60 Hijri, 28 Rajab, Itwaar Kee Shab Syedna_*
*_Imam Hussainع Ka Apne Ahl-o-Iyaal Ke_*
*_Saath Madinah_* *_Munawwarah Se Makka_*
*_Mukarrama Tashreef Le Jaana…_*
_Ahle Baitع Par Aaney Waali Musibato’ñ_
_Ke Muta’alliq Huzoor Muhammad ﷺ Ne_
_Jo Ishaara Farmaya_ _Tha Un Me Se Woh_
_Jila-Watani Kee Musibat Bhi Aa Pahonchi…_
*_(Jisey, Allama Ahmad Bin Muhammad Bin Ali Bin_*
*_Ahmad Bin Hajar Haytami Makki_* *_Al-Mutawaffa_*
*_873 Ne Apni Kitaab_* *_“Al_Sawa’iq_Al_Muhriqah”_*
*_Me Bayaañ Farmatey Hain Ki ::)_*
_Huzoor Muhammad Mustafa ﷺ Ne Farmaya ::_
_“Meri Ummat Kee Taraf Se Mere Ahle Baitع_
_Ko Qatl Wa Jila-Watani (Desh Nikaal) Kee_
_Takaalif Pahonchegi Aur Hamaari Qaum Se_
_Sab Se Ziyaada Bughz Rakhney Waaley_ *_Banu Umayya,_* _Banu Mughira Or Banu Makhzoom Hain.”_
*_Imam Hakimرض Ne Isey Sahih Qaraar Diya Hai…_*
_Reference ::-_
*_📚[Ibn Hajar Makki Fi Al-Sawa’iq Al-_*
*_Muhriqah ‘Ala Ahl Al-Rafd Wa Al-Dalal_*
*_Wa Al-Zandaqah, Baab-10,/793.]_*
*_________________________*

*28 Rajab ul Murajjab*
*Aagaaz e Safar e Karbala*
*Imaam e Aali’Maqaam Imaam e Arsh Maqaam Imaam e Tishna Kaam Imaam e Hammam Hazrat Syedna Mola Imaam Hussain Alaihis Salam*
*28 Rajab ul Murajjab 60 Hijri Itwar Ki Shab Hazrat Syedna Mola Imaam Hussain Alaihis Salam Ne Madina Pak Se Karbala Sharif Ki Taraf Apne Safar Ka Aagaz Kiya, Jisme Aapke Sath Chand Afraad Bhi Shamil The Jinme Kuch Khawateen Bhi Thi, Madina Pak Se Ruksati Ke Waqt Mola Imaam Hussain Alaihis Salam Apne Nana Jaan Sarkare Do Alam Huzoor Ahmad e Mujtuba Muhammad Mustafa ﷺ Ke Mazar Mubarak Par Jate Hain Aur Apna Sir Mubarak Apne Nana Jan Ke Mazar Mubarak Rakhkar Kehte Hai:- Nana ﷺ Jis Madine Ki Galiyon Me Aapka Hussain Apke Kandho Par Baithkar Ghoomta Tha Aaj Iss Madine Ki Galiyo Ko Chorkar Aapka Hussain Ja Raha Hain, Nana ﷺ Aapki Ummat Ne Arsaye Hayaat Tang Kar Di Hain Aur Aapne Jo Wasiyate Mere Liye Apni Ummat Se Ki Thi To Logo Ne Unhe Faramosh Kar Diya Hain Aur Ab Mere Qatl Par Aamadah Hain, Iske Bad Huzoor ﷺ Ke Mazar e Aqdas Se Aawaz Aati Hain:- Aye Bete Hussain Wo Waqt Aa Gaya Hai Jiska Tumne Bachpane Me Wada Kiya Tha Aye Hussain Khuda Hafiz! Tum Tanha Nahi Ja Rahe Ho Ye Tera Nana Bhi Qadam Qadam Par Tumhare Sath Hain, Uske Bad Mola Imaam Hussain Alaihis Salam Apni Walida Majida Sayyeda e Kaynat Syyeda Fatima Zehra Salamun Aleha Aur Apne Bhai Hazrat Syedna Mola Imaam Hasan Alaihis Salam Ke Mazar Mubarak Par Tashrif Late Hain Aur Salam Pesh Karte Hain Fir Aap Madina Pak Se Rawana Hote Hain, 28 Rajab ul Murajjab Ko Aapne Madina Sharif Se Apna Safar Shuru Kiya Makkah Sharif Pouche, Fir 8 Zilhijja 60 Hijri Ko Aapne Makkah Sharif Ko Chora Aur 2 Muharram 61 Hijri Ko Aap Karbala Sharif Pouche Aur 10 Muharram Ko Aapko Aapki Aulad Aapke Sathiyo Ke Sath Badi Hi Bedardi Ke Sath Shaheed Kar Diya Gaya.*